:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
نوجوان- کتب بینی سے دور کیوں؟
Collapse
X
-
Re: نوجوان- کتب بینی سے دور کیوں؟
Bohat khoob Saarah jee, aap ka bohat bohat shukriya kay aap nay itnay aham mozu per roshni daali, waqayi kitaabain paRhnay say jeenay ka, rehnay ka, guftagoo ka, apnay appearance ka, mehaz yeh kay jeenay ka aur maashray main rehnay ka shaaour paida hota hay, apnay atraaf kay halaat ki khabar hoti hay aur unsay kaisay nimatna hay uss ki jaankaari aati hay.... Insaan aik mukammal insaan banta hay kiyonki kitaabain paRhnay say uskay Ilm main izaafa hota hay jo zindagi main bohat madadgaar sabit hota hay...
Kisi nay kaha hay kay achi kitaab aur uss kay achay alfaaz zindagi main kahin na kahin zaroor kaaramad hotay hain, jaisay mujhay huway iss post main post kar kay :)
Keep sharing, bohat achay!sigpic
Comment
Comment