"hum keh thehrey ajnabi" sey aik iqtibaas
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Woh Aik Misraa - Aik Iqtibaas
Collapse
X
-
-
Re: Woh Aik Misraa - Aik Iqtibaas
Assalaam o alekum,
Masood sahib ek zabardast iqtibaas humse share kernien kaa behud shukriyaa bahoot khoob khush rahien:tang: RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:
Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe
Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe
Comment
-
Re: Woh Aik Misraa - Aik Iqtibaas
hmm aisey kisi dukh ka koyi izala koyi talafi waqyee nahi jab chara garon k dil main ba juz kadoorat kuch na ho.
bohat umdha iqtebas hey aur ye misra main ney pehli bar parha hey aaj...agar ye mukmal share kar sakin to khushi hogi .:roseLast edited by kanwal; 12 September 2005, 11:17.
Comment
-
Re: Woh Aik Misraa - Aik Iqtibaas
Masoos bhai bohat hi acha misra aap nay Faib sahib ka likha hay..or agey tashreeh bhi parhi tu is misary ki haqeqt ka bhi ilam hova kay faiz sab nay yeh dukh bhey ilfaz kb kehy they...or asa hi dukh bhra or herankun or haqeqt pr mabni zafar Iqbal sahin nay bhi kaha hay.......sqotey dhakka pr.
Trq-e-Taluq pr roya na tu na main
lakin ye kaya chain sy soya na tu na main
Hassan
Comment
Comment