Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Madd-o-Jzr

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Madd-o-Jzr

    ROMAN Urdu copy available at the end of URDU
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------













    ROMAN URDU
    Last edited by Tafseer; 29 December 2005, 18:58. Reason: Adding Urdu format

  • #2
    Re: Madd-o-Jzr

    Asslamo allaikum Tafseer sahib

    Sab sey pehley to main aap ko Pegham Community mein teh-e-dil sey khush aamdeed kehta hoon. Aur umeed karta hoon keh hamein aap sey kaafi kuchh seekhney ko miley ga keh aap aik achhey qalamkaar lagey hain.

    Main apney ghar key computer per to yeh font saheeh tarha nahin parh paya, magar apney office key laptop per koi diqqat nahin hui. Yeh kaha hai to saath hi yeh bhi arz karna chahoon ga keh aap is qadar taveel afsana Inpage mein compose kar key share karein to parhney aur samajhney ka lutf dobala ho jaey. Is font mein kuchh diqqat rehti hai.

    Apney haal mein jeena aur us mein apni khushiyon ko talash karna koi aasan kaam nahin. Jab insaan in apney haal men jeena seekh ley to ussey bohat kuchh hasil hota hai. Dekho, socho, seekho aur samjho hi kamyabi ki kunji hai.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Madd-o-Jzr (Afsana in Roman Urdu Script)

      Shukria Masood Sahib,

      Mein ne is afsana ko Roman urdu mein likh diya hai aur urdu script mein bhi alahda post kerdiya he.
      Last edited by Tafseer; 13 January 2006, 16:09.

      Comment


      • #4
        Re: Madd-o-Jzr

        Assalam-o-Alikum WR WB

        Mery liya sab sey khushi ki baat ya hay kay Pegham main aap tashreef lay hy aur aap nay apni soch aur apni likhai sey dil jeet liya hay khas ker mera... well main is main koi kabhat nahi samjhta kay really aap aik umda writter hay ... mujhy aap sey bhot kuch sikhnay ka sharf INSHALAH hasil ho ga .... aap ky afsanay .. mujhy bhot pasnd ay waja ya hay ky haqeeqat in main jhlkti hay khas kar aap ka ya afsaana ... aap sey guzarish hay ky asy hi aagy bhi aap umda aur bahtreen kalmi jawahraat sey nawazay gy .. taky mujhy bhot kuch sikhnay ko milay ...

        FeamanAllah
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


        Comment


        • #5
          Re: Madd-o-Jzr

          Originally posted by Bheegi-Palkain
          Assalam-o-Alikum WR WB

          Mery liya sab sey khushi ki baat ya hay kay Pegham main aap tashreef lay hy aur aap nay apni soch aur apni likhai sey dil jeet liya hay khas ker mera... well main is main koi kabhat nahi samjhta kay really aap aik umda writter hay ... mujhy aap sey bhot kuch sikhnay ka sharf INSHALAH hasil ho ga .... aap ky afsanay .. mujhy bhot pasnd ay waja ya hay ky haqeeqat in main jhlkti hay khas kar aap ka ya afsaana ... aap sey guzarish hay ky asy hi aagy bhi aap umda aur bahtreen kalmi jawahraat sey nawazay gy .. taky mujhy bhot kuch sikhnay ko milay ...

          FeamanAllah
          Mujhe be Khushee hai ke aap jese loogoon ki mafil main aagia hoon. Aik likhney wala, iis se zada kiya chaha sakta hai ke aap usko iss Qabil sumjhain ke uss ki tahreer ko ye martaba dain.
          Meri iss himat afzai ka bohut Shukria.

          :khudahafi
          Tafseer

          Comment

          Working...
          X