Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

    :mm:

    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

    Good Sharing
    [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

    See you Real Face in here 372-shed

    Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

    Comment

    • #3
      Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

      Zabardast Saraah...

      Ham ney nau'jawan ko kab ka zaya kar diya hai aur musalsal kar rahey hain. Hamarey nau'jawano mein ta'ayyush khatarnaak had tak barh chuka hai. Jinkey paas ilm hasil karney ki sahoolat hai, woh taleemi'idaron ko tafreeh'gaah bnaey huwey hain, ya phir flirt ka maidan! Quaid-e-Azam ka qol ham ney paoun mein masal diya hai keh nau'jawano ko sirf taleem per tawajoh deni chahiey - ham inhin siyasi bsaat per mohron ki soorat mein istimaal kar rahey hain!

      Agar koi nau'jawan 'bhooley' sey taleem ka zewar pehan bhi ley to ussey mowaqon ki talsh hi nahin chhorrti aur woh halaat sey tang aa ker bahir key chakron mein parr jata hai... udher USA aur Canada jaisey mumalik hamare asal sarmaya Visa Lotteries key tehat urra letey hain - hamarey paas kya bachta hai?? Kandum maal?

      Taleem nizaam drust kar lein ya kuchh bhi - aik mukamil change ki zaroorat - infrastructure badalney ki zaroorat hai - sab sey aham shay SOCH hai issey badalney ki zaroorat hai...
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

        Har cheez har stage per proper concentration maangti hai improper management ki waja se sara nizaam bigar jata hai....

        Nice thread saraah

        Comment

        • #5

          A thought provoking thread ...
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

            Originally posted by Masood View Post
            Zabardast Saraah...

            Ham ney nau'jawan ko kab ka zaya kar diya hai aur musalsal kar rahey hain. Hamarey nau'jawano mein ta'ayyush khatarnaak had tak barh chuka hai. Jinkey paas ilm hasil karney ki sahoolat hai, woh taleemi'idaron ko tafreeh'gaah bnaey huwey hain, ya phir flirt ka maidan! Quaid-e-Azam ka qol ham ney paoun mein masal diya hai keh nau'jawano ko sirf taleem per tawajoh deni chahiey - ham inhin siyasi bsaat per mohron ki soorat mein istimaal kar rahey hain!

            Agar koi nau'jawan 'bhooley' sey taleem ka zewar pehan bhi ley to ussey mowaqon ki talsh hi nahin chhorrti aur woh halaat sey tang aa ker bahir key chakron mein parr jata hai... udher USA aur Canada jaisey mumalik hamare asal sarmaya Visa Lotteries key tehat urra letey hain - hamarey paas kya bachta hai?? Kandum maal?

            Taleem nizaam drust kar lein ya kuchh bhi - aik mukamil change ki zaroorat - infrastructure badalney ki zaroorat hai - sab sey aham shay SOCH hai issey badalney ki zaroorat hai...
            right sir.....
            aaway ka aawa ki biggrra hua hai......
            hum apni youth ko wo nae de rahay jo dena chahiye.....
            aur soch......zaroorat pe hm zor dete hain....yeh ibtida kahan se hogi?
            Last edited by saraah; 16 March 2009, 08:27.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Har cheez har stage per proper concentration maangti hai improper management ki waja se sara nizaam bigar jata hai....

              Nice thread saraah
              right....tou yeh improper kiyon hai

              thanksss
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

                Originally posted by Xai View Post
                A thought provoking thread ...
                :rose
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: Naqis Nazam E Taleem Aur Zehni Dabao

                  gud............

                  Comment

                  Working...
                  X