Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamari Auqaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hamari Auqaat

    [ATTACH]70539[/ATTACH]


    [ATTACH]70540[/ATTACH]

  • #2
    Re: Hamari Auqaat

    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Hamari Auqaat

      BESHAK

      MEANING FUL SHARING MR KHAN:thmbup::thmbup:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Hamari Auqaat

        Bohat achi Post ha Janab ...



        Khush rehay
        :(

        Comment


        • #5
          Re: Hamari Auqaat

          :jazak:
          ZABARDAST

          ZABARDAST
          :oldie:
          S T I L L W A I T I N G
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Hamari Auqaat

            gr8 way to guide
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • #7
              Re: Hamari Auqaat

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              [ATTACH]70539[/ATTACH]


              [ATTACH]70540[/ATTACH]
              buht zabardast...:salam:
              ALHAMDOLILLAH ...mairi bhi yehi soch hai....
              jab yeh kehtay hain keh nahin yeh loag aisay hi mangtay hain .asal mustahiq ko daina chahiye...
              main sochti hoon keh aap sirf dai dain.... aap nay apna farz poora kar diyaaa.....aap ko sadqa khairat karni hai aur aglay banday nay aap kay aagay haath phailaya hai....agar yeh sochnay bathay keh is ko daina chahiye ya nahin...aur aisay hi phir ALLAH TALA bhi soch soch kar dai tab hamara kia hogaa..... na janay ALLAH TALA nay hamain kitni hi aisi naimatoon say nawaza howa hai jin ko ham deserve nahin kartay....
              kitna kuch ham forgranted laitay hain ... jis kay liye her saans per hamain shukar ada karna chahiye ALLAH TALA ka....
              :super:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: Hamari Auqaat

                Allah Tala hum sab ko panay aapay mewin aur apni auqaat ko yaad rakhnay ki taufeeq aata karay, k hum kya hain aur US ZAAT E BAARI TAALA KI NAZR E KARAM nay humein kya bana diya ........alhamd:
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Hamari Auqaat

                  Yaaa Allahh...
                  Teraaa lakh Lakh shukkar haiii
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Hamari Auqaat

                    Assalaam-O-Alaikum

                    Wah Khan Sahab, bohat hi khoobsurat andaaz say aap nay humain humari AUQAAT yaad dila dee, waqayi ALLAH SWT ka jitna shukar ada karain utna kam hay uss nay humain apni har naimat say nawaaza hay aur sab say baRi naimat SEHAT say humain nawaaza hay..

                    Isi tarah apni achi aur khoobsurat tehreeron say humaray jazba-e-iman ko taaza kartay rahyeh khush rahyeh.

                    FI Amaan ALLAH
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Hamari Auqaat

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Assalaam-O-Alaikum

                      Wah Khan Sahab, bohat hi khoobsurat andaaz say aap nay humain humari AUQAAT yaad dila dee, waqayi ALLAH SWT ka jitna shukar ada karain utna kam hay uss nay humain apni har naimat say nawaaza hay aur sab say baRi naimat SEHAT say humain nawaaza hay..

                      Isi tarah apni achi aur khoobsurat tehreeron say humaray jazba-e-iman ko taaza kartay rahyeh khush rahyeh.

                      FI Amaan ALLAH
                      Walaikum Salaaam

                      Buhat shukriya :rose

                      Comment


                      • #12
                        Re: Hamari Auqaat

                        Khoob............................................. ....

                        Comment

                        Working...
                        X