Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

14 Aug. 2008

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 14 Aug. 2008

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: 14 Aug. 2008

    Wa Alaikum assalam

    Aamen :duaALLAH Tala hamary mulk ko apni amaan may rakhei'N ...wahan k halat mein behtaree peda ho.......:dua
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: 14 Aug. 2008

      Main Pakistani Hun..
      Main Pakistani Hun..!!


      In Paak Fizaon main gunjay gi meri Dhaarkan
      Chamkay gi meri chokhat, mehkay ga mera aangan
      Main Apnay Buzurgo k, Khwabon ki Nishani hun


      Main Pakistani Hun..
      Main Pakistani Hun..!!


      Dushman keliye Shola, Apno keliye Shabnam
      Baatil keliye bijli aur Haq keliye Sir' kham
      Jazbon ka Samandar hun, Maujon ki Rawani hun


      Main Pakistani Hun..
      Main Pakistani Hun..!!


      Meri Zaat k Angan main, jo Sabz Ujala hai
      Iss Chaand Sitaray k, Parcham ka hwala hai
      Main Iss k hwalay se, Khud ko Pehchani hun


      Main Pakistani Hun..
      Main Pakistani Hun...!!!

      Comment


      • #4
        Re: 14 Aug. 2008

        Pukare Apna Pakistan...
        Logo!
        Dess Phukare Aaaj...
        Ghar Angan Ko Sajana Hoga...
        Mathe Suraj, Ankhon Tare...
        Poron Deep Jalana Hoaga...
        Ajyalon Ko Ana Hoga...
        Apni Dhoop Aur Apni Chaon...
        Apne Khait Aur Apne Gaaon...

        Apne Bal Per App Uttho To...
        Banjar Bhi Khilyan...
        Pukare Apna Pakistan...

        Na Ye Mange Raakh Angare...
        Na Aakash Ke Tare...
        Na Ye Bhipri Mojein Chahe...
        Na Veeraan Kinare...
        Na Ye Mange Khoon Ki Barkha...
        Na Jeevan Andhyare...

        Aman Ka Thanda Saya Mange...
        Jeene Ke Arman...
        Pukare Apna Pakistan...

        Peele Mukhron Lali Chahe...
        Sookhe Honton Geet...
        Man Nagri Mein Preet...

        Pyaar Ka Rishta An Mit Hove...
        Is Doori Ko Thamo...
        Jhooli Jhooli Aas Ki Champa...
        Is Khushbo Ko Jano...

        Dukh Ka Bandhan Sukh Ka Naata...
        Insaan Ki Pehchan...
        Pukare Apna Pakistan...

        Comment


        • #5
          Re: 14 Aug. 2008

          Khuda Ki Khaas Rehmat Hai
          Buzurgun Ki Bashaarat Hai
          Kaye Nasloun Ki Qurbaani
          Kaye Nasloun Ki Mehnat Hai
          Asaasa Hai Jiyaaloun Ka
          Shaheedoun Ki Amaanat Hai
          Jab Hee Tareekh Ne Rakha Hai
          Iska Naam Pakistan

          Andheroun Ko Mitaaye Ga
          Ujaala Ban K Chaaye Ga
          Yeh Qissa Inqilaabi Hai
          Naye Duniya Banaye Ga
          Agar Allah Ne Chaaha To
          Zamana Woh Bhi Aye Ga
          Jahan Tak Waqt Jaaye Ga
          Isey Aagey Hee Paaye Ga
          Nida Qaayed Ki Hai Iqbaal Ka Inaam


          Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan

          Mera Peghaam Pakistan
          Mera Peghaam Pakistan

          Comment

          Working...
          X