Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Raaz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Raaz

    ...
    Attached Files
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Raaz

    hmm
    ji ye bhi un razo'n mein se aik he jo zindgi ko nakam bana dete hein:rose

    Comment


    • #3
      Re: Raaz

      :thmbup:
      tajurba hai ...:)
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Raaz

        Originally posted by Xenya View Post
        ...
        hmm..kissi Had tak thik ha. ..Lakin kaamyabi aor naakaami bhi tu kai terha ki hoti ha na...!aor yay her insaan per elehda elehda depend kerti kerti ha:cc:

        Comment


        • #5
          Re: Raaz

          Originally posted by wareesha View Post
          hmm
          ji ye bhi un razo'n mein se aik he jo zindgi ko nakam bana dete hein:rose
          aur wo baki kuch raaz aap hamarey sath share kareiN gi :rose
          Originally posted by *Rida* View Post
          :thmbup:
          tajurba hai ...:)


          good to see you back larki :rose
          Originally posted by Sher Ali View Post
          hmm..kissi Had tak thik ha. ..Lakin kaamyabi aor naakaami bhi tu kai terha ki hoti ha na...!aor yay her insaan per elehda elehda depend kerti kerti ha:cc:
          Aap apni baat ki thori si wazahat karein gey?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Raaz

            jee kuch insaan tu doosron ko khush rekh ker bhi khud ko kaamyaab samjhtay hain...am i right..:eye:

            Comment


            • #7
              Re: Raaz

              Originally posted by Sher Ali View Post
              jee kuch insaan tu doosron ko khush rekh ker bhi khud ko kaamyaab samjhtay hain...am i right..:eye:
              wo insaan bhi waqt aaney pey samaj jayeiN gey .... :d
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Raaz

                AsalamOalaikum !

                Es Raaz ko Wazih Karain, its very confusing. Kis sense mein ap es ko Nakaami kahti hain ?

                insanoon se muraad ?

                1. Rishta Daar , doost ahbaab ? matlab apnay?
                2. Ghair , Ajnabi or jinse apka laina daina nahi


                1.Rishta Daar ya Dost Ahbaab.

                ek misaal daita hoon Aurat ki. Wo insanoon ko khush karti hai , kaafi zawiye ho saktay hain.... ek Zawiya..

                Ek Larki agar apnay Parents ko Khush Karnay Kay Lye unki marzi se Shadi Karti hai , Agar wo apnay apko Nakaam Samjhay Kia wo Nakaami hai?

                Ek Behan apnay Behan bhayo'N ki Khushi kay Lye Qurbaan ho jaye...... Tu kia wo Nakami hai ?

                Ek Aurat Apnay Husband ki khushi kay lye Job na karay Qurbaniyan de..... Wo apnay apko Nakaam Samjhay tu kia wo Nakaam hai ?

                Ek Maa'N apnay bachoo'N ko khush karnay kay lye , Qurbaani de..... Khud apni Khushi bhool kar unko Khush karnay mein lagi rahay tu kia wo Nakaam hay.. ?


                2.Ghair Loog, jinko ap nahi jantay.

                Ek insaan ja raha hai oskay rastay se ap ek hurdle hata daita ho, jis se apko thori paraishani hoti hai lekin wo khush ho jata hai for time being hi sahi ... Tu kia wo Nakami hai ?

                Ek bhookay ko khana khila daina , chahay wo oski zarorat hi poori ho rahi hai, Lekin osko Khushi ho gi..... tu jitni effort apne ki , paisay lagay ya mehnat karni pari , kia ap osko nakaami samjhain gey ?.....


                ............

                Yeh kaisa Raaz hai ? yeh Raaz jo apne kaha hai waqti hai meri nazar mein.

                Finally , Kisi insaan ko khush karnay kay lye mein apki baat se Agree karta hoon, so whatever i said up there just ignore it :).

                Wasalam
                Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                Sadly, common sense is not very common..!!

                Comment


                • #9
                  Re: Raaz

                  hum bi chamkain gay assman pae sitarae ki mand ...........

                  <FONT size=6>subah authtae khud ko qahil kia kerte thay

                  Comment


                  • #10
                    Re: Raaz

                    Originally posted by Xenya View Post
                    ...
                    well bloo... yahan KHUSH ki jagah RAAZI word aayega... :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Raaz

                      Hmm kisi hadd tak aap ne sahi kaha Xenya
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Raaz

                        Khbusrat Alfaz


                        Comment


                        • #13
                          Re: Raaz

                          Originally posted by Xenya View Post
                          ...
                          ab aap ka mashwera man ker dekhtay hain

                          Comment

                          Working...
                          X