Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

    Asslamo allaikum

    Bohat muddat baad qalam uthaya hai - aap parhiye aur btaiyey keh kaisa laga :)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

    2. part
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

      3. part
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

        4. part
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

          5. part
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

            weldoNe..........main ny buhat hee pasand kee hay aap kee tehreer....
            aur bakee coments soch aur aap kee tehreer samaj ker likhonga

            Comment


            • #7
              Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

              salam
              masood aap nay theek kaha hai wakea he main yaa sab sache hai. auer yaa batain books main he nazar aati hain real life main too kabi kaam he.main aap say itfak kerti hoo kay aaj ISLAMIC asool EU main use ho rehy hain jin ko ham nay choer dea hai. magar ise dunea main achay insan be kahain na kahin majood hoo gay. wesy mera khiyal hai kay agar ham sab loog bas itni koshishe kery kay apni life ko ISLAMIC asoolo kay mutabik guzarnay ki koshish kery too ho sakta hai bohat sary loog esy hamy nazar anay laag jain jin ki mesall de jaa sakay.
              best wishes.

              Comment


              • #8
                Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

                Originally posted by salma View Post
                salam
                masood aap nay theek kaha hai wakea he main yaa sab sache hai. auer yaa batain books main he nazar aati hain real life main too kabi kaam he.main aap say itfak kerti hoo kay aaj ISLAMIC asool EU main use ho rehy hain jin ko ham nay choer dea hai. magar ise dunea main achay insan be kahain na kahin majood hoo gay. wesy mera khiyal hai kay agar ham sab loog bas itni koshishe kery kay apni life ko ISLAMIC asoolo kay mutabik guzarnay ki koshish kery too ho sakta hai bohat sary loog esy hamy nazar anay laag jain jin ki mesall de jaa sakay.
                best wishes.
                Salma sab sey pehley to main aap ko Pegham per welcome kehta hoon - doosri baat yeh hai keh aaj agar hamara mulk ya hamara mazhab abhi qayim-o-dayim hai to unhi logon ki wajah sey hai jo abhi bhi raah-e-haq per chaltey hain, agar siraf andhera hota to kab ki manzil kho chuki hoti.

                Hamari manzil hamarey samney hai, hamara raasta mutayyan hai, hamein kisi saharey ki zaroorat nahin keh jiska Allah ho ussey kisi saharey ki zaroorat nahin rehti - magar is raah per chalna HI to mushkil baat hai na :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

                  :salam: aapne :masha bohaut umda likha he ALLAH apke ilm main izafa fermae:dua
                  hamari zehni roo is had tak bhatak chuki he ke hamare liye jo manzil chuni gai he ham use manzil hi nahi mante or ham to iske mukhalif simt chal rahain hain
                  is manzil ko kese pae ge ?
                  zaroorat sirf islah ki he apni apni islah , ham sab logon se milker hi ye muashra banta he ham theek ho jaenge to ye society bhi theek ho jae gi:donno: sirf khud ko tatolne ki zaroorat he , muhasbe ki zarorat he!!!
                  :rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

                    Bravo!

                    sirf do batein

                    @ your ending

                    Europeons ko deykh ker (in key kaam) hum log akser kehtey hein "in logon mey Eman ki kami hai ....baki Amaal ye sab Musalmaano waley kertey hein"
                    aur Musalmaan beycharey bas Naam key Musalmaan reh gaye hein

                    Now @Meeraass

                    baat aap ki bilkul theek hai ...leykin ye khudi aur Ana kahan sey aye gi?

                    hamari Meeraass "salaat" aur Quran hi to hai....
                    mey ney aik jaga perha tha....mujhey exact lafz nahi yaad ...mey apney alfaaz mey bata deyti hun.....
                    Rasool Allah (s.a.w) key wisaal key baad aik sahabi ka guzar bazaar sey hua jahan per log baaton mey mashghool they ...In sahabi ney in logon sey kaha" tum log yahan ho aur udher Masjid mey Rasool Allah (s.a.w) ki meeraass taqseem ho rahi hai" ye log Masjid mey bhagey huye aye to kya deykhtey hein key kuch log Namaz perh rahey hien aur kuch Tilawat ker rahey hein ....in key istefsaar per un sahabi ney kaha "yahi to Rasool Allah (s.a.w) ki meeraass hia...


                    Dr. Zakir Naik ki aik baat bohot appeal kerti hai....he said key

                    aap sirf achey musalman is tarhan nahi ban saktey hein key you are only following 5 pillars of islam (shahdah, salat,saum,zakah,hajj)

                    balkey keep in mind key ye sirf pillars hien jis tarhan aik building /imarat key satooon hotey hein...satoon mazboot hon gey to imarat bhi aa gey mazboot baney gi

                    it means key agar aap in 5 pillars ko follow kertey ho to inshAllah aa gey structure bhi acha ho ga

                    Quran-e-Paak mey hi to hamarey liye sab kuch hia....kya kerna hai ..kya nahi kerna...kya khana hai..kya nahi khana..kaisey bat kerni hai..kaisey nahi kerni...etc

                    yahi to hamari asal meeraas hai inhi sab per hum amal karein gey ..inhein samjhain gey..tabhi hamarey ander wo khudi aur ana khud ba khud paida ho gi ...inshAllah
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khitab Ba Jawanaan-e-Islam

                      wow buhat achay dear :D

                      Comment

                      Working...
                      X