Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Jogindar PaaL ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~ Jogindar PaaL ~

    MiLan...!

    main nay us ki talash main dono jahan chaan maray par woh kahin hoti to milti.. magar aik dafa jub main thuk haar kar sur jhukaye apnay hi mun main utray ja raha tha to achanak us ki awaz sun kar chonk para
    bohat dair kar di ? woh lapak kar meray paas aa gaye
    mujhay yahan akeli chor kar kahan chalay gaye thay?


    Head Lights...!

    andheri raat thee aur main apni motar gari ko aik bul khati hoye anjani sarak par liye ja raha tha aur mujhay aik waqt par sirF wahen tak nazar aa raha tha jahan tak head lights ki roshni par rahi thee, meray aagay aagay dorti hoye koi teen saray teen gaz ki roshni..... aur yoon main andheray main barhta ja raha tha, achanak mujhay khayal aaya kay humari zindagi kay safar main bhi to aisa hi hota hai...


    MaiLay MuLaqatain...!


    haan main har aik say nafrat karta hoon, maan baap say..... bhai behan say ... doston say... har aik say..
    nahin
    yeh aap kia kah rahay hain kay kissi say nafrat mat karo?
    na baba... aap ki baat maan loon to akela ho kar rah jaon ....




    ~ Jogindar PaaL ~

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: ~ Jogindar PaaL ~

    nice thoughts

    Comment

    Working...
    X