Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

    Bohat arsa huwa main ney kuchh nahin likha, halaat saazgar nahin they, ooper sey kuchh pyaron ki narazgiyon ney dil ko bohat sakht jhanjhorr rakha hai keh likhney ko dil nahin karta. Magar raat soney key liye leta to kuchh batein yaad aaein, aur likhney beth geya likhta geya.... Agar kuchh alfaaz talkh lagin to main uski ma'zrat chahoon ga :)

    Masood
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

    doosra hissah :) - (agar pehla parhney key baad aap bhag nahin gaey to :lol)
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

      hhhmmm bohat khoob uncle kia zaberdast baten ki hen aap ne,Allah ham ko in par amal karne ki tofeek de:)

      Comment


      • #4
        Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

        :masha buhut acha likha hai Masood, khuda humein issey samajney aur amal kerne ki taufeeq dai, Ameen
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

          Masood, buhat achha likhaa hy aap ny, main ny aaj sab ko muaaf kar dia ye tehreer padhh kar

          Comment


          • #6
            Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

            waah masood ji kitna acha soochte hai .........:clap:
            bohot hi acha likha hai .......parh ke acha laga ........:)
            sigpic


            Comment


            • #7
              Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

              bohth umdah Masood bahiee shurkiya shair karne ka...
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • #8
                Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                :masha:
                Bhai aap ny buhat hee acha likha hay...
                wakee hum ALLAH k khalifa hain mager hum sab Rah e farar talash ker rahy hain...
                ALLAH hum sab ko apni amaan main rakhy aur jo ALLAH ny hum per fraz hain unain pora kerny aur hakook ko hasil kerny hee tofeek dy aaamen.

                Comment


                • #9
                  Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                  :insha: :rose bohat acha masood bhai mai aaj se ek acha insaan banoga:rose :jazak:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                    :jazak:
                    Nice sharing Masood bhaeeeeeeee....

                    Comment


                    • #11
                      Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                      Massood bahi aap to bohat achay likhari hoo

                      masahallah bohat achi shairing ki hai aap n e
                      Har-Fun-Moula

                      Comment


                      • #12
                        Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                        Bohat hee khoob:rose
                        Its so Amazingly true .......its only a matter of perspective
                        very very very very nice Masood :rose

                        Allah Pak sachee Rah dikhaye
                        Ameen
                        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                        Happy moments, praise Allah.
                        Difficult moments, seek Allah.
                        Quiet moments, worship Allah.
                        Painful moments, trust Allah.
                        Every moment, thank Allah.



                        Comment


                        • #13
                          Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                          wow buhat achay dear :D

                          Comment


                          • #14
                            Re: Insaan Ko Insaan Honey Ka Haq Dein

                            bohat khoob likha ankool:thmbup:

                            Comment

                            Working...
                            X