Aik Kavish :) 26-04-2006
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Raja Pakistani
Collapse
X
-
Re: Raja Pakistani
Assalam-o-Alaikum,
Dear Masood Bhai aap ne bohat hi important issue ko bade khoobsurat tareeqay se hum sab k samney rakha hai. Aap bilkuk theek kehtey ho sirf education hi naheen education ka theek istemaal insaan ko ashraf al makhlukaat banata hai. Sri Lanka ki misaal hamarey samney hai jahaan education ka ratio to 96% hai par wahan qatl-o-garat ka ratio bhi pure South Asia main sab se ziada hai. Maen apne doston se request karoon ga k agar hum dunya main aik ZINDA AUR MUHTARAM QAUM ka muqaam hasal karna chahtey hain to Mazhabi aur Subaai ta,assub ko kharbaad keh kar apne pyare Pakistan ki taraqqi k liay mil kar kaam karna ho ga. Aur yeh hi hamarey Quaid ka pegham hai.
Comment
-
Re: Raja Pakistani
masood bhai hum aap say itefaq kartay hain aap nay bohat aasani say aik nazuk issue per likha hai
keep it upWhen you are in light, everything will follow you..... But when you enter dark, even your own shadow will not follow you. That is Life!
Comment
-
Re: Raja Pakistani
Originally posted by MasoodAik Kavish :) 26-04-2006That's Enough...!!
Comment
-
Re: Raja Pakistani
Originally posted by KhalilMashaALLAH bhai aap ny buhat hee khobsurat aur sabaq amoz tehreer paish kee hay.
aap kee baat beyshak yeh sach hay k Insaan elam kee waja sy hee Ashraf ul Mekhlokat hay...
ALLAH hum sab ko elam kee roshni sy munawar kerian ameen.
Pasandeedgi ka shukriyahtumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment