Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sharab-e-Toheed

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sharab-e-Toheed

    Sharab-e-Toheed
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Sharab-e-Toheed

    sharab-e-Toheed
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Sharab-e-Toheed

      hum sirf aik baat kahna chaheinge...(mind mat kijye ga)

      Aap ka mazmoon waqai bauhat accha hai...:)
      khas ker Aazan wali baat....:thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Sharab-e-Toheed

        mashaALLAH bhai aap ny buhat hee acha mazmoon likha .....
        aap kee batian byshak such hain
        Hum siraf GUftaz k ghazi hain kerdar ky nahi...
        hum main himat hay sab kuch kerny kee lakin pher b kuch nahi ker paa rahy..
        lakin aap kee batain her aik k zehan main roshni ka aik charagh jila daingi inshaALLAH

        Comment

        • #5
          Re: Sharab-e-Toheed

          Originally posted by ummid

          hum sirf aik baat kahna chaheinge...(mind mat kijye ga)

          Aap ka mazmoon waqai bauhat accha hai...:)
          khas ker Aazan wali baat....:thmbup:
          Aap ki baat bilkul drust hai behna - musalman us waqt momin banta hai jab woh apney nafs per control karna janeney - lekin momino ko bhi aik leader ki zaroorat rehti hai aur rahey gi - aap dekhein Nabi Kareem SAW ney apney ehad key tmaam momino ki leadership ki aur Islam ko arooj per pohancha diya - jaisey Scorpion ney apney mazmoon mein kaha keh leader phir jo kahey jo karey woh karna hi kamyabi hai.

          Hamari last koi kaee decade sey yehi problems rahi hai keh hamarey paas leaders bohat hain - siraf AIK leader nahin jo qom ki amamat kar sakey.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Sharab-e-Toheed

            Originally posted by Masood

            hum ne aap ki baat se inkaar nahi kiya tha masood bhai...
            waqai hume aik leader ki zarorat hai.....
            tu phir whats the solution for this???????
            kahan se lai aik leader...
            aap ka mazmoon waqai bauhat accha hai....hum ise save kar lein???????

            Comment

            • #7

              Arey behna aap jo chahein kijiye - hamara to maqsad hi yehi hai keh hamari baat aap key dil tak pohanchey - yehi hamara reward hota hai... :)

              aur masla yeh hai Ummid keh leaders mojood hain. Lekin woh samney nahin aatey. Woh apney zimmedariyan nahin uthatey. Woh is khof sey backstage mein chaley jatey keh agar ham ney lab-e-goyaee ki to firqon sey wabasta log hamein bura kahein gey. Warna leaders mojood hain. Jo samney aatey hain woh siraf hakoomati kash'makash mein lagey huwey hain.

              Merey nazdeek yeh kaam unka hai jo khud jantey hain keh woh is bikhri hui qom ko aik platform per jama kar saktey hain, magar woh iski koshish nahin kar rahey.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Sharab-e-Toheed

                Originally posted by Masood
                Arey behna aap jo chahein kijiye - hamara to maqsad hi yehi hai keh hamari baat aap key dil tak pohanchey - yehi hamara reward hota hai... :)

                aur masla yeh hai Ummid keh leaders mojood hain. Lekin woh samney nahin aatey. Woh apney zimmedariyan nahin uthatey. Woh is khof sey backstage mein chaley jatey keh agar ham ney lab-e-goyaee ki to firqon sey wabasta log hamein bura kahein gey. Warna leaders mojood hain. Jo samney aatey hain woh siraf hakoomati kash'makash mein lagey huwey hain.

                Merey nazdeek yeh kaam unka hai jo khud jantey hain keh woh is bikhri hui qom ko aik platform per jama kar saktey hain, magar woh iski koshish nahin kar rahey.
                shaid aap theek kaih rahe hain Masood bhai.........
                lakeen pata hai Masood bhai humare ustad kaihte hain ke Allah kisi qoom ki haalat us waqt tak nahi badalta jub tak woh qoom khud na chahe......
                humare saath masla yeh hai ke hum urooj ko apna muqader tasawor karte hain....jub ke Allah urooj-w-zawal ka faisla us waqt tak nahi karta jub tak woh qoom khud ko us ka aihel sabit na ker de......(thats what I think....Aap ka agree hona zarori nahi....bura mat maniye ga..)

                Comment

                • #9
                  Re: Sharab-e-Toheed

                  Originally posted by Masood
                  Sharab-e-Toheed
                  :rose
                  Attached Files
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: Sharab-e-Toheed

                    jazak ALLAH masood bhai bohat hi khooob aap ny apny jis dard ka izhar kiya hy wo is waqat ummat ki ijmtamai surtehal hy ALLAH ham par rahem farmay....
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Sharab-e-Toheed

                      :jazak: :rose buht khoob ... :rose
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Sharab-e-Toheed

                        buhat achhii tehreer :)

                        Comment

                        • #13
                          Re: Sharab-e-Toheed

                          masood bahiee bohth khoob

                          Ajj aap ne jo Topic Pesh kya tho mere dil main kuch tasurath paida hoyee

                          very nicer thanks for shiring.
                          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Sharab-e-Toheed

                            wow buhat achay dear :D

                            Comment

                            Working...
                            X