Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

    waao admin jee aap ne to mujhe kamiaab zindagi ki khushkhabri de di he:fly:

    Comment


    • #77
      Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

      Asalam Alikum.....sab se pehley mubarak ho App ko 4 saal mukamil kerney per.....apna naam app ki yad'dast mein parh ker bahut khushi hoi jis ne mujhey likhney per majboor ker diya.....khuda kerey app sab log mil ker is pegham ko agey tak ley ker jaein kamyabi aur khushdily key sath ,kiun keh hum jaisey bahut se puraney members ki dily wabastigi hai is forum sey baas duaen hain InshaAllah ager zindagi ne muhlat di tau dubara zaroor aaon gi mubarakbad deney..

      Comment


      • #78
        Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

        Originally posted by Ambreen View Post
        Asalam Alikum.....sab se pehley mubarak ho App ko 4 saal mukamil kerney per.....apna naam app ki yad'dast mein parh ker bahut khushi hoi jis ne mujhey likhney per majboor ker diya.....khuda kerey app sab log mil ker is pegham ko agey tak ley ker jaein kamyabi aur khushdily key sath ,kiun keh hum jaisey bahut se puraney members ki dily wabastigi hai is forum sey baas duaen hain InshaAllah ager zindagi ne muhlat di tau dubara zaroor aaon gi mubarakbad deney..
        Woh aaein ghar mein hamarey :)

        Ambreen ji kaisi hain aap?? Janti hai kitni muddat baad aap ko Pegham per jalwa'afroz dekha hai? Per dost aap jahan bhi rahein, meri yaadon ka aik khaas hissah aap ney naam hai. Aap ki sohbat hamesha khsuhgwar rahi hai per aap ney shaadi key baad aisa net sey munh morra hai keh kabhi dikhaii hi nahin dein... chalein hamari duaein hain keh Allah Tala aap ko aapni azdwagi zindagi mein be'panah khushiyaan dein aur aap apney risthey bohat achhi tarha poorey karein... Ameen - Aap ka dost.
        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

        Comment


        • #79
          Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

          barey bhai aap ko punjabi section ki aik member yaad hain? Muskan?
          Allah

          Comment


          • #80
            Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

            :rose

            Comment


            • #81
              Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

              Assalaam-O-Alaikum

              Bohat hi khoobsuart andaaz say aap nay apnay aur PEGHAM kay iss safar kay baaray main likha hay, kaash main pehlay hi dinn yeh paRh laita to sab ko pehlay hi dinn jaan laita magar agar uss waqt paRhta tou shayed woh baat nahin hoti jo aaj paRh kar mehsoos horahi hay, waqayi jiss tarah say aap nay sab kay baaray main likha aur jinn jinn ko main pichlay 4 mahinoon main jaana hay woh sab waqayi itni khoobsurat soch aur sakhshiyat kay maalik hain.

              PEGHAM ka mahool mujhay dosroon forums say bohat acha aur mukhtalif laga aur mujhay iss baat ka aizaaz haasil hay kay main bhi iss community aur iss khooburat soch rakhnay waali FAMILY ka aik hissa hoon.

              Woh dinn door nahin jab hum sab mil kar April 2010 ko PEGHAM ki 5th ANNIVERSARY khushi khushi manayain gain, main PEGHAM per kuch likhoon ga 5th anniversary kay mouqay per :)

              Khush rahyeh aur apni kaawish ko yonhi SADAAQAT aur HIMMAT say jaari-O-Saari rakhyeh, INSHA-ALLAH jab tak zindagi hay PEGHAM ka saath daitay rahain gain.

              Fi Amaan ALLAH
              sigpic

              Comment


              • #82
                Re: ~*~ Admin Key Qalm Sey (Full) ~*~

                اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبر کتہ۔
                قابل قدر جناب ایڈمن صاحب ۔سب سے پہلے تو پیغام کی پانچویں سالگرہ بہت بہت مبارک ہو۔آپ کا طرز تحریر بہت ہی عمدہ ہے اور ان پانچ سالوں کی سرگزشت میں کچھ حد تک ہمیں بھی شامل کرنے کا شکریہ۔آپ کی یاد داشتوں سے اندازہ ہوا کہ یہ پیغام یونہی ترقی نہیں کرگیا اور ایسا نہیں کہ بس شروع کیا تو سب اچھا ہی اچھا ہوتا رہا بلکہ تمام تر مشکلوں کا سامنا کر کے بھی ہمت نہ ہارنے کا درس ملتا ہے"کہ سونا آگ میں تپ کر ہی کندن بنتا ہے"میں اس بات کا تصور کر کے ہی ہول رہا ہوں کہ وہ کیسے حالات ہونگے جب اپنی بنائی ہوئ چیز اپنےہاتھوں لگایا ہوا پودا کسی دوسرے کو سونپنے تک کی نوبت آئی اور اُن ممبران کو بھی سلام جنہوں نےاُن مشکل حالات میں بھی پیغام کا ساتھ نہیں چھوڑا اور اسے دوبارہ شروع کرنے میں آپ کی مدد کی۔اللہ جی پیغام کے تمام ممبران کو خوش رکھیں اور اسے اچھی سے اچھی ٹیم عطا کریں۔
                انشاءاللہ و تعالی جب تک میری پہنچ انٹر نیٹ تک رہے گی میں پیغام کا ایک گمنام ممبر بن کر اس کا ساتھ دیتا رہوں گا ۔اور پیغام کے دوستوں کے ساتھ خوشیاں ،غم بانٹتا رہوں گا ۔
                Last edited by S.Athar; 16 April 2010, 09:01.
                :star1:

                Comment

                Working...
                X