Assalamalikum
sweet dishes ki decoration k leye khoya kafi main role ada karta hai :D
iski recipes to buhat hian aik easy recipe aap say share kartay hain jis say aap 2 min mainm instant khoya bana saktay hian ...
main nay bhi aik baar yeh try ki the ...dobra banai to pic lay loun ge :---)
4 chamach powder milk ...full bharay chamach houn
2 tb oil
1 tea spoon water
yeh teno cheezian mix kar laian ..wesay khoya to in teeno cheezo ko mix karnay say hi ban jaye ga nazar a jaye ga :p isay aik min halki aanch pay paka laian ...
bus jahan use karna ho kar saktay hian :hii: