Assalamalikum
mayonnaise to ham loog aksar apnay khanoo main istamal kartay rehtay hain jo kay market say hi latay hain , agar ham mayonnise ghar main banaye to kia hi baat hai :wk
is ki recipe buhat simple hai .....aap 10 min main mayonnaise tayaar kar sakti hain :phool:
1 anday ki zardi(chotay houn to 2)
1 cup oil ( salad oil, ya zaitoon ka tail, ya jo aap ki pasand hoo)
chutki bhar namak
chutki bhar kali mirch
1 tbs lemon juice
Tarkeeb:-
anday ki zardi, namal, kali mirch, lemon juice ko beater say achi taraha beat karain ....electric beater say beat karay (5 min)...........pher thora thora kar kay us main oil dalti jaian or beat karti jaian ....saray mixture ko achi taraha say beat karna hai ......itna kay woh mayonnaise ka paste ban jaye :D: (5 min)
hamaraai mayonnasie tayaar hai :eye:... agar aap ko ghari mayonnaise pasand nahi to thora sa pani daal kay pher beat kar laian :thmbup:
zaror try kejey ga buhat asani say or jald ban janay wali recipe hai is ki
main nay parsoo try ki the or pher us ko Russian Salad main use kia :eye:

Comment