Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

balo ki tips

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • balo ki tips

    Assalamalikum
    yha sub nay baloo ki tips batani hian k aap apnay baal lambay,ghanny,shiny or saaf suthray kesay rakh saktay hain : d
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: balo ki tips

    Wa Alaikum Aslam,

    Baalon ko garam paani se na dhooein is se baal dry ho jatay hein.

    Baalon ko mere recommended shampoo and conditioner vatika se dhooein :lol

    baalon ki tips ko her aik maheenay mein thoora sa kaat dene se baal achay rehtay hein

    apne baalon ki tendency dekhein, aap ke head follicals bhi oil produce kerte hein, ager wo oil aap ke baalon k liye kaafi he to theek he warna baalon ko dabur aamla oil se zaroor moisturize karein :lol

    And please please please khanay peenay ki cheezein sirf khanay k liye istamaal karein isay baalon aur chehray pe hergiz istamaal na karein warna Allah poochay ga twanu
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: balo ki tips

      Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

      lo khanay peenay ki cheezian ub zaya thori hoti hai baal bhi to Allha ki nemayat hian unhay acha karnay k leye anda,dahi,honey,makhan lagana ub kon sa ghat kaam hai : p
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: balo ki tips

        گرمیوں میں آئلنگ زیادہ نا کریں اور صرف مسٹرڈ آئل استعمال کریں
        دہی میں مستڑڈ آئل مکس کر کے برداشت ہوسکے تو ضرور لگائیں دو سے چار گھنٹے بعد شیمپو کر لیں
        شیمپو اپنے بالوں کی مناسبت سے استعمال کریں
        شیمپو کے ساتھ کا کنڈیشنر الگ سے ہفتے میں ایک بار استعمال کر لیں

        سردیوں میں زیتون بادام اور گری کا تیل بالوں میں استعمال کریں
        دہی میں انڈہ مکس کر کے برداشت ہوسکے تو ضرور لگائیں

        اگر بہت اچھے بال چاہیییں تو دیسی گھی بالوں میں لگایا کریں :rew::rew:

        ویسے میری دادی مرحومہ لگایا کرتی تھیں اور انکے سفید بالوں میں چاندی جیسی چمک تھی :D:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: balo ki tips

          cod liver oil capsules for shinny hair glowing skin & strong bones/teeth/heart
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment

          • #6
            Re: balo ki tips

            waise yeh itni saari cheezein bhi drama hein. Mere khyaal se aap week mein 2 ya 3 baar baal dhooein, aik acha shampoo conditioner istamaal karein sahi ho jaye ga.

            Itni saari cheezein jo khaas toor pe saarah ne batai hein yakeen maano koi faida nahi ho ga. Yeh aik aisa he hay ke aap ka ager genuine skin colour dark ho to aap saari zindagi usay white kerne k liye tarah tarah ki cheezein lagatay rahein. Ager aap ke hair folicals normal oil produce kerte hein to aap ko saari zindagi baalon mein oil laganay ki zaroorat nahi hoti.

            Aik cheez aap loogon ne notice ki ho gi. Her insaan ke baalon ka texture different hota he aur yeh by default hota he. kuch loog apne baalon ki bohat care kerte hein lekin phir bhi un ke baal achay nahi hotay aur kuch loogon jo ziada care nahi bhi kerte unke baalon mein kudarti softness aur shine hoti he. Aik baar phir kehta hoon saraah ki baat mut manana warna baal to tumharay achay hoon ge nahi haan baalon se badbu zaroor aaye gi :kr:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: balo ki tips

              lolzzz
              aamir me ne itni zayda batain nae batai basics batai hain oiling aur shampoo thats enough.
              baqi dahi ka istmal bataya hai it works ,lakin agr aap acha conditionar use kr rahay hain tou isski b zaroorat nahi.
              desi ghee just for fun...lolzzz but its true meri dadi lagati thin.
              tum hamesha apnay knowlege ko authentic smjhna chorr dou
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: balo ki tips

                mein balon ko kuch nahi lagata.... na shampoo na tail.... such poochho tu mein jub nahata hoon tu agar sabun para ho tu theek agar naa bhi ho tu koi parwa nahi wese hee naha leta hoon.... :lol lakin mein nahata garmiyun mein 3 times aur sardiyun mein 2 times yeh kuch bhi hojai nahanay wali meri aadat pakki hoti hai.... baaki muj se yeh ladies kaam nahi hotay kay flan oil use karo tu flan shampoo tu flan perfume etc... kangi denay ka poora khayal rakhta hoon kangi takreeban jaib mein rakhta hoon ...... :lol meri boss eik khatoon hain jub uss se milnay jata hoon tu bus darwazay kay baahir pehlay balon ko kangi deta hoon phir under jata hoon.... :lol

                wese mein balon se ziyada tooth paste ka khayal rakhta hoon... teeth ko saaf rakhta hoon aur expensive paste aur tooth brush use karta hoon... :ys:
                Last edited by azeem-ahmed; 6 June 2012, 18:00.
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: balo ki tips

                  Originally posted by azeem-ahmed View Post

                  دانت کوئلے سے صاف کرا کرو اور بال تو ویسے ہی دھوتے ہو جیسے ہمارے آباؤ اجداد دھوتے تھے
                  :lol
                  ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                  سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                  Comment

                  • #10
                    Re: balo ki tips

                    Originally posted by saraah View Post
                    lolzzz
                    aamir me ne itni zayda batain nae batai basics batai hain oiling aur shampoo thats enough.
                    baqi dahi ka istmal bataya hai it works ,lakin agr aap acha conditionar use kr rahay hain tou isski b zaroorat nahi.
                    desi ghee just for fun...lolzzz but its true meri dadi lagati thin.
                    tum hamesha apnay knowlege ko authentic smjhna chorr dou
                    :lol tum desi ghee ki baat kerti ho, tum yakeen maano mein ne aisay loog bhi dekhay hein jo lassi se sir dhootay hein :lol dekho her koi apne aap ko satisfy kerna chahta he chahay us ka ilm kum he kyoon na ho, wo kuch na kuch effective zaroor kerna chahta he chahay end product zero he kyoon na ho. Baalon ki external application se kahin ziada zaroori he ke aap apni diet behtar karein. Tum ne dekha ho ga ke gaoon ki larkiyaan jo ke her tarah ke desi tootkay istamaal kerti hein, un ke baal kabi bhi shine nahi pakertay. Is ke bar'aks tum kisi posh area ke shopping mall mein chali jaoo to wahan per tum her doosri larki ke shinny baal dekho gi :lol So it means ke yeh diet pe kafi depend kerta he ke aap ke baal kese hoon ge.

                    Mujay tum is baat ka jawaab do ke elite class ki larkiyoon ke baal itnay achay kyoon hotay hein aur gaoon ke tootkay istamaal kerne wali larkiyoon ke baal jo desi nuskhay istamaal kerti hein wo itnay aala kyoon nahi hotay? Baat majority ki ho rahi he exception ki nahi. Waiting.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11

                      kia baat he tumhari. Boss ke room mein janay se pehlay baalon mein kangi, purani indian movies ke hero lag rahay ho :lol

                      Ager sabun sir pe laga lo to baalon mein kangi ho jati he kia :lol

                      Mein to shampoo, conditioner, hair creams, hair gels sub kuch rakhta hoon. In ke bagair baal rakhna to mujay justified he nahi lagta :lol
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: balo ki tips

                        Originally posted by Sub-Zero View Post

                        دانت کوئلے سے صاف کرا کرو اور بال تو ویسے ہی دھوتے ہو جیسے ہمارے آباؤ اجداد دھوتے تھے
                        :lol
                        Yaar koilay se daant kaalay ho jatay hoon ge na, phir chalk se saaf kerne perte hoon ge :lol
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: balo ki tips

                          Originally posted by saraah View Post
                          lolzzz
                          aamir me ne itni zayda batain nae batai basics batai hain oiling aur shampoo thats enough.
                          baqi dahi ka istmal bataya hai it works ,lakin agr aap acha conditionar use kr rahay hain tou isski b zaroorat nahi.
                          desi ghee just for fun...lolzzz but its true meri dadi lagati thin.
                          tum hamesha apnay knowlege ko authentic smjhna chorr dou
                          Hamari aik teacher Makhan use karti the un k baal bhi lambay they : d

                          mayonese bhi lagtay hain loog
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: balo ki tips

                            Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

                            :lol tum desi ghee ki baat kerti ho, tum yakeen maano mein ne aisay loog bhi dekhay hein jo lassi se sir dhootay hein :lol dekho her koi apne aap ko satisfy kerna chahta he chahay us ka ilm kum he kyoon na ho, wo kuch na kuch effective zaroor kerna chahta he chahay end product zero he kyoon na ho. Baalon ki external application se kahin ziada zaroori he ke aap apni diet behtar karein. Tum ne dekha ho ga ke gaoon ki larkiyaan jo ke her tarah ke desi tootkay istamaal kerti hein, un ke baal kabi bhi shine nahi pakertay. Is ke bar'aks tum kisi posh area ke shopping mall mein chali jaoo to wahan per tum her doosri larki ke shinny baal dekho gi :lol So it means ke yeh diet pe kafi depend kerta he ke aap ke baal kese hoon ge.

                            Mujay tum is baat ka jawaab do ke elite class ki larkiyoon ke baal itnay achay kyoon hotay hein aur gaoon ke tootkay istamaal kerne wali larkiyoon ke baal jo desi nuskhay istamaal kerti hein wo itnay aala kyoon nahi hotay? Baat majority ki ho rahi he exception ki nahi. Waiting.
                            saloon say balo ki cutting or straight or diff kisem k hair styles banye hotay hian ,..chemical wali cheezian use ki hoti hain ....yeh choor daian phir dekhna un k baal
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: balo ki tips

                              Originally posted by azeem-ahmed View Post
                              mein balon ko kuch nahi lagata.... na shampoo na tail.... such poochho tu mein jub nahata hoon tu agar sabun para ho tu theek agar naa bhi ho tu koi parwa nahi wese hee naha leta hoon.... :lol lakin mein nahata garmiyun mein 3 times aur sardiyun mein 2 times yeh kuch bhi hojai nahanay wali meri aadat pakki hoti hai.... baaki muj se yeh ladies kaam nahi hotay kay flan oil use karo tu flan shampoo tu flan perfume etc... kangi denay ka poora khayal rakhta hoon kangi takreeban jaib mein rakhta hoon ...... :lol meri boss eik khatoon hain jub uss se milnay jata hoon tu bus darwazay kay baahir pehlay balon ko kangi deta hoon phir under jata hoon.... :lol

                              wese mein balon se ziyada tooth paste ka khayal rakhta hoon... teeth ko saaf rakhta hoon aur expensive paste aur tooth brush use karta hoon... :ys:
                              kabhi sabon ki jaga surf rakha ho to :lol:

                              Working...
                              X