Re: Summer wear Competition June 2012
[FONT="Georgia"][COLOR="Blue"][SIZE="3"][QUOTE=u_r;1502561]
yaara woh sleeveless ki baat hoi thi naa tu aik apni senior ki baat yaad aa gai thi...:)
u know pak mein bay hayai ka sehra Musharraf kay sir rakh kar loag fairgh hojatay hain ...main bhi mushrraf period kay last 2 yrs kay baray main aisa hi sochti thi...(jo Musharraf ki achi qualities hain wo me ko abhi bhi pasand hain)
tu senior jo musharraf ki fan hein....unhoon nay mujhay kaha keh agar ham sleeveless nahin pehentay tu musharraf nay aa kar hamain majbor nahin kia hai keh roshan khayali kay naam per bay hayai apnaaien...hamain poori azaadi hai keh ham media ka aur mahoul ka asar qobol na kartay hoye apni khandani values aur norms kay lihaaz say zindgi guzarain ....aur buraai kasrat say hi kiun na ho achaai kay barabar kabhi nahin ho sakti.....aur jo loag ghalat kaam ko dekh kar appriciate kartay hain tu woh asal mein apnay liye rastay bana rahay hotay hain kal ko woh bhi kuch karain tu unhain bhi kuch na kaha jai ...... thats it...:)
yeh aakhri baat tum love marriage kay lihaaz say bhi dekh sakti hoo... jo love marriage kay haq main dalail daitay hain un ka yehi program tu hota hai :kr:

Originally posted by *Rida*
View Post

Comment