Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
تربوز
Collapse
X
-
Tags: None
-
Re: تربوز
tarbooz kay khanay say face bhi glw karta hai...:blush:
Comment
-
Re: تربوز
@ Rida sis,
Aap loog her khanay wali cheezon ko cosmetic view point se he dekhna :lol
Mein last year tak tarbooz nahi khata tha. Mujay actually is ka zaika nahi pasand tha. Lekin is saal mein ne tarbooz khana start kia he aur mazay ki baat ke zaika bhi mujay appeal ker gaya he. Raat ko soonay se pehlay kha ke sota hoon to stomach mein pain ya acidity b nahi hoti. Kamaal ki effectiveness he is dawwanay mein :p:thmbup:
Comment
-
Re: تربوز
tarbooz dair say hazam hota hai yeh baat sahi hai :lol:
cubes main kaat k beej nikal k fridge main rakh daian ..or phir mazaye say khaian : d
Comment
-
Re: تربوز
Originally posted by Aanchal View Posttarbooz dair say hazam hota hai yeh baat sahi hai :lol:
cubes main kaat k beej nikal k fridge main rakh daian ..or phir mazaye say khaian : d
sigpic
Comment
-
Re: تربوز
Originally posted by u_r View Postyaar mjhe matt finish achi lgti he...glow nhi chaye....aindha mein tarbooz fir nhi kahuhn gi:lol
body mein pani ki kami dour hoti hai tarbooz say ......is liye skin glowing ho jati hai...
Comment
-
Re: تربوز
Originally posted by Mr. Sialkoty View Post@ Rida sis,
Aap loog her khanay wali cheezon ko cosmetic view point se he dekhna :lol
Mein last year tak tarbooz nahi khata tha. Mujay actually is ka zaika nahi pasand tha. Lekin is saal mein ne tarbooz khana start kia he aur mazay ki baat ke zaika bhi mujay appeal ker gaya he. Raat ko soonay se pehlay kha ke sota hoon to stomach mein pain ya acidity b nahi hoti. Kamaal ki effectiveness he is dawwanay mein :p
http://www.pegham.com/showthread.php?t=81195 ........:lol:
Comment
-
Comment