Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
کجن جمبالیا
Collapse
X
-
Re: کجن جمبالیا
pehlay to mujhay is dish k naam pay hansi ai :lol: wo red indian movies wali jo language hoti hai :lol:
or jheengayyyyyyyyyyyyy...eeeeeeeeeeeeeeeekkk
nai pasand :shyy:
-
Re: کجن جمبالیا
Originally posted by Aanchal View Postpehlay to mujhay is dish k naam pay hansi ai :lol: wo red indian movies wali jo language hoti hai :lol:
or jheengayyyyyyyyyyyyy...eeeeeeeeeeeeeeeekkk
nai pasand :shyy:
Jheengay nahin daalna naa Aanchal....
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
مجھے سوسیجیز نہیں پسند .. میں وہ نہیں ڈا لوں گی اگر میں نے یہ ڈش کبھی بنائی تو ..:hehe:
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
jheenge bhi ache nhi lagte....aur yaar yeh muslmaano k saath kiya masal ho gya he.....sausages ke bgher znsgi challe gi nhi in loguhn ki!!!!!!!!so what if they are hala or vegetarien..sausages ka naam hi sun ker ji khraab ho jata he ,...YUKK!!!!!!!
in dono k bgher recipe looking good!!!!!!!
sigpic
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
گرلز اگر مجھے بتایا نا جائے کہ جھینگے موجود ہیں کسی ڈش میں پھر میں کھا لوں گی :lol
اور ساسیجز ڈونٹ نو اوریجنلی کس چیز کے ہوتے ہیں آپ کے اینڈ این،ز کے چکن ساسیجز استعمال کر لیں میں اکثر نوڈلز میں ڈالتی ہوںً
کرسٹل تیری مہربانی تصویر ضرور شایع کریشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
Yeh dish koi bana ke de to he bataon kesi he. mujay to yeh chicken prawn fried rice lag rahay hein :p
Prawns mostly pehli baar bohat bad'zaika lagtay hein. Jo loog buchpan se prawns nahi khatay aa rahay unko is ka taste kuch smelly sa lagay ga. Lekin baat he kuch cheezon mein aap ko taste develop kerna parta he.
Basically hamaray haan jo food banaya jata he us mein hum original flavour ko maar dete hein ya masalay se us taste ko wrap ker dete hein. Lekin bohat se mulkon mein meat products ke flavour pe compromise nahi kerte, jese Egyptian fish khaein ge to us mein aap ko machli ki original tez smell aaye gi. aur aisa he kuch Italian aur Chinese khano mein hota he ke wo boiling technique se khanay banatay hein frying technique se nahi. Hum loogon ko wo original flavour ziada suit nahi kerte. Aur Prawn to wo product he jis ka flavour to fish se bhi ziada tez hota he. Lehaza kabi prawns khanay huay to friend prawns khaein ya fried prawns with almond. Jub taste develop ho jaye to deegar dishes khana shuru ker dein. Prawns bohat tasty hotay hein, jub aap ka taste develop ho jaye tub aap ko maza aaye ga.:thmbup:
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
Originally posted by Mr. Sialkoty View PostYeh dish koi bana ke de to he bataon kesi he. mujay to yeh chicken prawn fried rice lag rahay hein :p
Prawns mostly pehli baar bohat bad'zaika lagtay hein. Jo loog buchpan se prawns nahi khatay aa rahay unko is ka taste kuch smelly sa lagay ga. Lekin baat he kuch cheezon mein aap ko taste develop kerna parta he.
Basically hamaray haan jo food banaya jata he us mein hum original flavour ko maar dete hein ya masalay se us taste ko wrap ker dete hein. Lekin bohat se mulkon mein meat products ke flavour pe compromise nahi kerte, jese Egyptian fish khaein ge to us mein aap ko machli ki original tez smell aaye gi. aur aisa he kuch Italian aur Chinese khano mein hota he ke wo boiling technique se khanay banatay hein frying technique se nahi. Hum loogon ko wo original flavour ziada suit nahi kerte. Aur Prawn to wo product he jis ka flavour to fish se bhi ziada tez hota he. Lehaza kabi prawns khanay huay to friend prawns khaein ya fried prawns with almond. Jub taste develop ho jaye to deegar dishes khana shuru ker dein. Prawns bohat tasty hotay hein, jub aap ka taste develop ho jaye tub aap ko maza aaye ga.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Comment
-
Re: کجن جمبالیا
Originally posted by Mr. Sialkoty View Post
Dekho mera kaam tha tableegh kerna, ub tum musalman bano na bano mujay kia :kr:
Comment
Comment