Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Plaited Braid Stitch
Collapse
X
-
Re: Plaited Braid Stitch
wa Alaikum asalam
hahn han share karin...........per srf youtube se le ker na share karo.......apne bnaye hue bhi share karro naa!!!!!!!!
once upon a time ......mjhe bht saari stiches aati thihn................aggger unko kisi project men use na kiya jaye to bhool jata he bndha
the art of embroidery by hand is dying ................ghar mein bht kam logh kerte hein........dhei illaquhn mein thora baaqi he ye Art!!!
sigpic
-
Re: Plaited Braid Stitch
once upon a time ......mjhe bht saari stiches aati thihn................aggger unko kisi project men use na kiya jaye to bhool jata he bndha
yeh videos main nay isi liye bookmark kar li
hain keh aik aik kar kay sab per kaam karon gi ....INSHA ALLAH TALA....Last edited by *Rida*; 13 May 2012, 22:12.
Comment
-
Re: Plaited Braid Stitch
Originally posted by *Rida* View Post
isi tarah ki story me kay sath bhi hai ....:shyy:
yeh videos main nay isi liye bookmark kar li
hain keh aik aik kar kay sab per kaam karon gi ....INSHA ALLAH TALA....
mein nen crochet bhi seekha tha........aajkal mjhe us ka sab se zyada afsos he k mein ne bhulaya kiyuhn..........jho bhi skill seekho...wqtan faqtan use use karo take bhool na jaye(yh lesson he mere lye!!)
Rida.........maybe we can encourage each other to practice.......:taali:
mere aik plain cream color ka realy good quality cotton suit he...woh mein ne last year ka rkha he ke khud uska kuch karuhn gi ..as it's just a blank canvass...so practce kerne ka acha mauqa he!!!! us ke saath mein aik mixed colors( pink, peach etc) ka scarf laye huhn pichle dinhuhn....mein chahti huhn ke applique work karuhn(easy rhe ga naa!!) abh bass unhin (peach, pink) colours ka material chaye!!!!!!!
dekhte hein kiya aur kabh bnta he:lol
sigpic
Comment
-
Re: Plaited Braid Stitch
Originally posted by u_r View Postjho tum ne vids post ki hein woh mein ne youtube per dekhi hui hein.........aur bhi bht pyaara kaam dekha huwa he...magger dekhni ki had thak hi !!!!!!!
mein nen crochet bhi seekha tha........aajkal mjhe us ka sab se zyada afsos he k mein ne bhulaya kiyuhn..........jho bhi skill seekho...wqtan faqtan use use karo take bhool na jaye(yh lesson he mere lye!!)
Rida.........maybe we can encourage each other to practice.......:taali:
mere aik plain cream color ka realy good quality cotton suit he...woh mein ne last year ka rkha he ke khud uska kuch karuhn gi ..as it's just a blank canvass...so practce kerne ka acha mauqa he!!!! us ke saath mein aik mixed colors( pink, peach etc) ka scarf laye huhn pichle dinhuhn....mein chahti huhn ke applique work karuhn(easy rhe ga naa!!) abh bass unhin (peach, pink) colours ka material chaye!!!!!!!
dekhte hein kiya aur kabh bnta he:lol
next step yehi hogaa....INSHA ALLAH TALA.. ...vids dekh kar ham khud bana kar share karain.... main bhi sab kuch bhol chuki hooon ab main sab professional andaaz mein seekhna chahti hoon....isis liye achi achi vids talash karnay ki koshish kar rahi hoon...jin mein khobsorat cheez wazeh andaaz mein sikhai gai hai ....
Comment
Comment