Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Collapse
X
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by Gambler View Postاچھا تو ایران اتنا آزاد خیال تھا کہ یورپ کے ہم پلہ
بہت معلوماتی اور ماضی کو اجاگر کرنے والی پوسٹ ہے
کہتے ہیں 70 میں کراچی میں بھی ڈسکو کلب اور بار تھے ضیاء الحق نے سب ختم کرایاsigpic
Comment
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by azeem-ahmed View Postdost aap kis duniya mein rahtay hain? disco club aur baar ab itnay hain kay aap tassawur nahi karsaktay... koh marri mein logon nay apnay gharon mein baar banai hua hain... yeh jo stages per nurgas nachti hai vo aap ko club nahi lagtay? lahore, karachi aur islamabad mein barri kothiyun mein ya defence societies mein jain tu hazaron gharon mein disco club milain gay... yahan aap koh marri mein dekh lain her hotel per yeh hee tu dhanda chal rahe hain.... loog pata nahi kahan se kahan kay meheeno rahtay hain aap kia samjhtay hain yeh vese hee sirf pahaar dekhnay atay hain... :lol:thmbup:
Comment
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by Mr. Sialkoty View PostAzeem bhai, aray aap rehne he do Iran ki baat. Mein sub janta hoon, aur jo aap nahi jaantay wo mein aap ko is forum pe nahi bata sakta :lolsigpic
Comment
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by azeem-ahmed View Postmein kabhi iran gaya nahi hoon lakin jahan tak sunna hai vahan kaafi mahol behtar hai... :lol
Mujay kuch itfaaq hua he Iraniyoon ke saath rehne ka, un ke saath reh ker mujay ahsaas hua ke mein to bohat he sharmeela aur ba'parda Musalman hoon :lol:thmbup:
Comment
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by azeem-ahmed View Postdost aap kis duniya mein rahtay hain? disco club aur baar ab itnay hain kay aap tassawur nahi karsaktay... koh marri mein logon nay apnay gharon mein baar banai hua hain... yeh jo stages per nurgas nachti hai vo aap ko club nahi lagtay? lahore, karachi aur islamabad mein barri kothiyun mein ya defence societies mein jain tu hazaron gharon mein disco club milain gay... yahan aap koh marri mein dekh lain her hotel per yeh hee tu dhanda chal rahe hain.... loog pata nahi kahan se kahan kay meheeno rahtay hain aap kia samjhtay hain yeh vese hee sirf pahaar dekhnay atay hain... :lol
آپ تھوڑی میری بات کو غلط لے گئے جیسے یو کے میں بل بورڈ ہوتے ہیں اور لوگ
جاتے ہیں اور سب سے بڑھ کر برا نہیں سمجھا جاتا تھا اب سمجھا جاتا ہے
روک ٹوک کی وجہ سے کھٹن کا ماحول ہے وہ آزاد اور پرسکون فضا نہیں
ابھی تو پاکستان کو سوچ بدلنی ہے ا انکا ذہن صاف کرنا ہے ورنہ
یہ ایسے ہی ٹھیک ہیں کھٹے ہوئے اور بورنگ نا رونق نا خوشی
ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
-
Re: Iran ka 1970 se 2009 ka safar
Originally posted by Mr. Sialkoty View Postٰ
Mujay kuch itfaaq hua he Iraniyoon ke saath rehne ka, un ke saath reh ker mujay ahsaas hua ke mein to bohat he sharmeela aur ba'parda Musalman hoon :lolہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں
Comment
Comment