Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghar ke kaam kaaj ke liye practical tips...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghar ke kaam kaaj ke liye practical tips...

    Aslam O Alaikum all

    kuch logh ghar ka kaam kam dher mein nmta dete hein aur yuhn unhein relax ya hobbies ke liye zayada time mil jata he..

    doosre logh kaam ko itna barrha bhoj smjhte hein ke wohi kaam zayada time mein ker paate hein....

    yaahn aap ne apni habits share kerni hein, ke kese muti-task kerti hein, konsa pehle, konsa bad ka faisla ....etc

    aur aap ne Practical Tips bhi deni hein...jho kisi na kise k liye zaroor hi kaam ki huhn gi..:rose(tip dete wqt brrha sa TIP likhe dijye ga takke pta challe ke discussion he ya TIP!)

    Shukriya

    Mard hazraat- aap bhi batian aap apni ammahn, behn aur bivi ki kese help kerte hein:garmi:


    sigpic

  • #2
    Re: Ghar ke kaam kaaj ke liye practical tips...

    TIP-

    -Eid wghera ke mauqa per dhone waale bartanu ka dher lag jaata he:garmi:..sink ke saath jgha kamm parrh jaati he.to aise mein, aap whan dho ker rakhe gaye bartun aik barhi plastic ke bowl (jese mixing wali) mein daal ker kitchen ke doosre worktops per rkh dein..yuhn aik se zayada bowl bhi use ho sakta he...jabh aap saare bartun dhone se faarigh ho jain ge woh pahle waale khush ho chukke heuhn ge aur unhein utha ker snbhaal dein......ljye kitchen saaaf :fly:

    -agger aap fried pyaaz waali dishes zayada bnaati hein(masaln bryaani) to pyaaz ko aik hi baar fry ker lein aur air tight container mein barrh lein.fry kerne se pehle pyaaz per makkai ka aata chrrk lein yuhn woh zyada time tak khasta aur fresh rehta he:rose
    Last edited by u_r; 9 April 2012, 23:40.


    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Ghar ke kaam kaaj ke liye practical tips...

      me ko ub kitchen ka kaam karna bilkul nahi acha lagta :think:
      tip zehan main ai to share kar loun gee
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Ghar ke kaam kaaj ke liye practical tips...

        Originally posted by Aanchal View Post
        me ko ub kitchen ka kaam karna bilkul nahi acha lagta :think:
        tip zehan main ai to share kar loun gee
        meein ne yhai zehn mein rakh ke yeh thread bnaya he ke jinhein kaam krna acha nhi lgta woh kese is ko manageable bna sktee hein!!!!!!!

        ummed he yhaan ki suggahr khawateen aur mard bhi zrroar hamein tips de ge:lol


        sigpic

        Comment

        Working...
        X