Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

    Assalamallikum

    Eid kay din houn ya koi or khas mouka is main gharoo or bahir khoob gehma gehmi or rush hota hai ..saloon main jaoo to lambi lines ,rush , darzi bhi kapray nahi seetay last dinoo main or theek thaak nakhray lolz ..ya jo kaam karwaye jaian wo double pesoo pay karwaye jatay hain ....

    to ..kabhi aap nay sucha hai yeh hotay motay kaam khud seekh leye jaian to time ki or pesoo ki kitni bachat ho jati hai ? banda bahir sar khapanay say bhi buch jata hai ....theek hai is main bhi time lag jata hai lekan jitna khuwari bahir hoti hai us kay buhat kam : d

    mere aik friend mehndi lagwanay kay leye saloon main kai ghantay beeth kay bari ka intazaar karti hai ..pechli eid pay khandan kay kuch bachay bhi sath they to jub tuk bari ai sehri ka time ho chuka tha : d or bachay so chukye they :lol: ..us nay khud next day jub eid the fajar say pehlay lagwai .....to itna khuwaar honay ki bajye khud seekh li jaye to kitna faida ho jata hai ???????? theek hai ham perfect nahi hain lekan kushish to kar saktay hain seekhnay ki : )

    aisa koi message aap bhi dena chahti hain to most welcome : d
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

    Her kissi ko "jack of all trades" bannane ki koshish kerni chahye!!!!!!iss trhs her kaam mein kaamyaabi agger na hogi to kuch kaamuhn mein to ho hi gi na.....

    mein zayada ter apne suit silai khud kerti huhn......goke mjhe yeh kaaaam inthai boring lagta ge..magger mein is ko "to the best of my ability" kerti huhn.....agger kissi aur se silwai jain to nuqs dekh ker boht hi ghussa aata he!!!!!agger mein abh tak ke sille hue suits ka hisaab lagauhn to paise ki barri hi bachat hui ho gi:lolmagger kitna waqt khurch huwa....mat poochein!!!!

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

      بے شک اچھا پیغام ہے۔۔۔۔ یار اسی لیے میری پوری کوشش ہے میں سٹچنگ سیکھ لوں مگرررررررررررررر یہ واقعی بہت بورنگ ہے لیکن یو آر کا رپلائے پڑھ کے میں نے سوچا ہے کہ بورنگ کام بھی کر لینے چاہیئے
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4

        Originally posted by saraah View Post

        SArrah...yanni tum yeh kese brdaasht ker sakti ho ke mein sillai ker skti huhn aur tum nhitum doosri mazze mazze ki classes jo leti ho....like cooking etc and u wanna do art too

        agger mjhe ilm hota ke sillai itni boring he to kabhi naaa seekhti...mein ne shaed socha tha disigner bann jauhn gi

        on a side note-kuch videos mein ne dekhe hein, abhi unn se mein ne kuch try kiya to nhi ..agger tumehin chahein sillai ke liye to dhoond duhn gi!
        Last edited by u_r; 13 November 2011, 12:54.

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

          ہاہاہا سو نائس آف یو۔۔۔۔تم نے ٹھیک اندازہ لگایا :hugs:

          یار کبھی کبھی میری اکلوتی درزن اتنی بزی ہوجاتی ہے کہ میرا دل چاہتا ہے کاش مجھے خود ہی سلائی آتی ہوتی ۔۔۔۔۔۔۔اس لیے سیکھنا چاہتی ہوں ۔۔۔اور ویڈیوز۔۔۔۔یہ پریکٹس کا کام ہے بھئی جب تک ابجد کی پریکٹس نا ہوگی ویڈیوز کام نہیں ائیں گی۔
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

            Originally posted by saraah View Post
            ہاہاہا سو نائس آف یو۔۔۔۔تم نے ٹھیک اندازہ لگایا :hugs:

            یار کبھی کبھی میری اکلوتی درزن اتنی بزی ہوجاتی ہے کہ میرا دل چاہتا ہے کاش مجھے خود ہی سلائی آتی ہوتی ۔۔۔۔۔۔۔اس لیے سیکھنا چاہتی ہوں ۔۔۔اور ویڈیوز۔۔۔۔یہ پریکٹس کا کام ہے بھئی جب تک ابجد کی پریکٹس نا ہوگی ویڈیوز کام نہیں ائیں گی۔

            neki ker dryaaa mein daal

            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamallikum

              Eid kay din houn ya koi or khas mouka is main gharoo or bahir khoob gehma gehmi or rush hota hai ..saloon main jaoo to lambi lines ,rush , darzi bhi kapray nahi seetay last dinoo main or theek thaak nakhray lolz ..ya jo kaam karwaye jaian wo double pesoo pay karwaye jatay hain ....

              to ..kabhi aap nay sucha hai yeh hotay motay kaam khud seekh leye jaian to time ki or pesoo ki kitni bachat ho jati hai ? banda bahir sar khapanay say bhi buch jata hai ....theek hai is main bhi time lag jata hai lekan jitna khuwari bahir hoti hai us kay buhat kam : d

              mere aik friend mehndi lagwanay kay leye saloon main kai ghantay beeth kay bari ka intazaar karti hai ..pechli eid pay khandan kay kuch bachay bhi sath they to jub tuk bari ai sehri ka time ho chuka tha : d or bachay so chukye they :lol: ..us nay khud next day jub eid the fajar say pehlay lagwai .....to itna khuwaar honay ki bajye khud seekh li jaye to kitna faida ho jata hai ???????? theek hai ham perfect nahi hain lekan kushish to kar saktay hain seekhnay ki : )

              aisa koi message aap bhi dena chahti hain to most welcome : d
              shukar he mujay kabi mehndi lagwanay ki zaroorat he mehsoos nahi hui
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: apnay hath say kaam or waqat ki bachat...

                Originally posted by u_r View Post
                neki ker dryaaa mein daal
                Neki kar or pegham pay daal :lol:

                Working...
                X