Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

lassi say makhan ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: lassi say makhan ?

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam
    sawal tou maqool hi hai par pata nae muje kiyo hansi aarahi hai :lol

    @
    malai freez krtay raho doodh se utaar k
    phir ussay garam kr k dahi ki jaag lagao
    1 ya 2 din baad uss ko garam kro aur electric beater (madhani) se uss ko beat kro
    lassi ban jaye gi
    uss me barf daal dou
    makhan oopar aajaye ga
    hath se ya spoon se nikal lo
    saf suthra taza taza makhan hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
    lekin hum garm nahi krty......wesy he jaag laga dety hain.......and 2 din yaa 1 din baad he usay grand kr lety hain then makhan bn jata hay ..............
    phir hum us makhan ko achi trhaan pkaaty hain to us main say ghee niklta hay..........
    fresh desi ghee.............:lpop:

    Comment

    • #32
      Re: lassi say makhan ?

      Originally posted by jia View Post

      GarmyoN mein dhoodh ko garam nahi kia jata but sardiyoN mein neem garam kertay hain.
      I think 2 din tu thora zayada nahi ho jaye ga'???
      Chaati wali lassi tu next morning hi banti hai jis se taza makhan nikalta hai,

      @ Aanchal
      Aap ko eik easy tareeqa batata hoon.

      1. Eik cup dahi lein, osko eik jug full cream milk mein add kerein.
      2. Milk shake machine walay jug mein daal lein aur achi tarha shake honay dein.
      3. Wait until os per bohat saari cream na aa jaye
      4. Os cream ko utaar ker kisi bowl dalein aur achi tarah os mein water or lassi nataar lein, matlab os mein pani nahi hona chahiye wo Makhan ho ga.
      5. Phir os makhan ko agar boil kerein gi tu os mein se ghee nikal aye ga : )

      waisay asli tareeqa aur hai aur lamba bhi : D
      aur oskay liye ap jab tak proper practical training nahi lein gi tareqa nahi aye ga lolz
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • #33
        Re: lassi say makhan ?

        :lol
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment

        • #34
          Re: lassi say makhan ?

          lasi ko keho k makhan ko nekal do too wo nekal deti hai behoot asaan hai yeh too :P
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: lassi say makhan ?

            Originally posted by jia View Post

            lekin hum garm nahi krty......wesy he jaag laga dety hain.......and 2 din yaa 1 din baad he usay grand kr lety hain then makhan bn jata hay ..............
            phir hum us makhan ko achi trhaan pkaaty hain to us main say ghee niklta hay..........
            fresh desi ghee.............:lpop:
            or phir tum bahir rakh k baichna start ker deti ho, awaz kya lagati ho, woh to batana zara :rew:

            Comment

            • #36
              Re: lassi say makhan ?

              Originally posted by musaddaq View Post

              or phir tum bahir rakh k baichna start ker deti ho, awaz kya lagati ho, woh to batana zara :rew:
              nahi janab apny hissay ata nahi to bechna kaisy hain:hehe:

              Comment

              • #37
                Re: lassi say makhan ?

                Originally posted by jia View Post

                lekin hum garm nahi krty......wesy he jaag laga dety hain.......and 2 din yaa 1 din baad he usay grand kr lety hain then makhan bn jata hay ..............
                phir hum us makhan ko achi trhaan pkaaty hain to us main say ghee niklta hay..........
                fresh desi ghee.............:lpop:
                meri ammi b ghee hi nikalti hain makhan bohat kam use hota hamaray ghar....siwaye sardiyo me makai ki roti aur saag k sath
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #38
                  Re: lassi say makhan ?

                  Originally posted by GumShuda View Post
                  GarmyoN mein dhoodh ko garam nahi kia jata but sardiyoN mein neem garam kertay hain.
                  I think 2 din tu thora zayada nahi ho jaye ga'???
                  Chaati wali lassi tu next morning hi banti hai jis se taza makhan nikalta hai,

                  @ Aanchal
                  Aap ko eik easy tareeqa batata hoon.

                  1. Eik cup dahi lein, osko eik jug full cream milk mein add kerein.
                  2. Milk shake machine walay jug mein daal lein aur achi tarha shake honay dein.
                  3. Wait until os per bohat saari cream na aa jaye
                  4. Os cream ko utaar ker kisi bowl dalein aur achi tarah os mein water or lassi nataar lein, matlab os mein pani nahi hona chahiye wo Makhan ho ga.
                  5. Phir os makhan ko agar boil kerein gi tu os mein se ghee nikal aye ga : )

                  waisay asli tareeqa aur hai aur lamba bhi : D
                  aur oskay liye ap jab tak proper practical training nahi lein gi tareqa nahi aye ga lolz
                  ahan to aap bhi cooking kartay hian lagta hai : d :d : d
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #39
                    Re: lassi say makhan ?

                    Originally posted by shahid_naman View Post
                    lasi ko keho k makhan ko nekal do too wo nekal deti hai behoot asaan hai yeh too :P
                    lasi ko kehti.....par....................sub nay kaha hai lassi say makhan nahi nikalta :rew:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #40
                      Re: lassi say makhan ?

                      Originally posted by jia View Post

                      lo g yeh konsa mushkil kaam hay..........
                      jesay saraah nay btaya hay wesy he nikalta hay :p
                      acha howa bata dia :p
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #41
                        Re: lassi say makhan ?

                        Originally posted by jia View Post

                        nahi janab apny hissay ata nahi to bechna kaisy hain:hehe:
                        kion ek gram nikalta hai kya, jo doodh tum leta ho :rew:

                        Comment

                        • #42
                          Re: lassi say makhan ?

                          Originally posted by saraah View Post

                          meri ammi b ghee hi nikalti hain makhan bohat kam use hota hamaray ghar....siwaye sardiyo me makai ki roti aur saag k sath
                          wah wah, makai ki roti or makahn or saath main saag bhi ho jae to bohat he acha hai

                          Comment

                          • #43
                            Re: lassi say makhan ?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            lasi ko kehti.....par....................sub nay kaha hai lassi say makhan nahi nikalta :rew:
                            nikal aata hia, zara uss k saamne sureeli si baansuri bajani parrti hai, phir chuuri wali roti laani perrti hai, phir lassi se makhan nikal sakta hai,

                            Comment

                            • #44
                              Re: lassi say makhan ?

                              Originally posted by musaddaq View Post

                              kion ek gram nikalta hai kya, jo doodh tum leta ho :rew:
                              lay hor kr lay gal tay sun lay baaat.....................
                              aisi koi gal baat he nahi hay to krny da ki faida.................

                              sayeeen lokaaaaa:kr:

                              Comment

                              • #45
                                Re: lassi say makhan ?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                lasi ko kehti.....par....................sub nay kaha hai lassi say makhan nahi nikalta :rew:
                                u k alfaz ke smaj nehi ati ho ge lasi ko pure punjabi main keho ge too smaj aye ge us ko aur makhan nekl aye ga :rew:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X