Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ladkiyan... atney Khawab kiyon dekhti hain.?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ladkiyan... atney Khawab kiyon dekhti hain.?

    Originally posted by tauseeftariq
    arrey nahin behna hum app ko kiyon dantin gey..
    app ko dant diya tu atny deatial aur achy reply kon dey ga..
    app nain jo kehaa hai us sey tu main agree kertaa hoon.. meraa matalb thaa key jab ladkiyan badi ho jain i mean over 15 etc.. tab woh dant ke kabhi kabhar negative aser leti hain.. bachpan ke baat
    tu tekh kehi app nain..
    wy sy jin ladkiyon ko gher main bhut attention milti ho bhiyon,bhenon, aur baqi family ke taraf sey.. bhut muhbaat milti ho tu.. aisi ladkiyan.. ziyda achi rahti hain yeh khowab dekhnain waly main.. i mean woh ziyda behter faisley ker sakti hain as bary main.. jin ladkiyon ko gher per de grade kiya jataa hai..yani izaat ya piyar ya tawaja nahin de jati.. phir woh yeh piyar aur tawaja dosry logon main talash kerti hain... as halaat main un ko koi bhi bewaqoof bana saktaa hai.. so family ke behvior tu bhut important hotaa hai.....
    but stil.............. i think yeh ladkiyon ke khwab dekhin wali adat ko change kerna bhut mushkil hai..:tauba
    Hmmmm ye to hai

    Exactly this is the point!!!
    girls or boys doono ko hi jo sikhaana hoota hai usske liye best period childhood ka hai jis main baby sab kuch pick kerta hai......to us age main doono ki tarbiyaat acche hooni chahiye taake after crossing the childhood bacche khud hi yee jaan sakin k wat is rong n wat is rite
    ji bilkul aiise girls jiinhe pyaar miila ho ziada purr atimaad hoti hain unhe khud per confidence hoota hai.....

    Mushkil hai daydreaming ko choorna per not IMPOSSIBLE!
    apni dictionary se ye IMPOSSIBLE ka word ager hatt jai to hum kaafi successful ho sakte hain

    KHUSH RAHIYEE ALWAYS BHAI!:salam:

    Comment


    • #17
      Re: Ladkiyan... atney Khawab kiyon dekhti hain.?

      Originally posted by Barish
      Hmmmm ye to hai

      Exactly this is the point!!!
      girls or boys doono ko hi jo sikhaana hoota hai usske liye best period childhood ka hai jis main baby sab kuch pick kerta hai......to us age main doono ki tarbiyaat acche hooni chahiye taake after crossing the childhood bacche khud hi yee jaan sakin k wat is rong n wat is rite
      ji bilkul aiise girls jiinhe pyaar miila ho ziada purr atimaad hoti hain unhe khud per confidence hoota hai.....

      Mushkil hai daydreaming ko choorna per not IMPOSSIBLE!
      apni dictionary se ye IMPOSSIBLE ka word ager hatt jai to hum kaafi successful ho sakte hain

      KHUSH RAHIYEE ALWAYS BHAI!:salam:
      humm yes ur right.. bachpan sey hi sekhna chahiye..
      per behna dekhoo naa.. aj kal humary han bachoon
      ko shro hi sey movies etc dekhnain ke ijazat hoti hai
      tu khud sochoo bachy aur kiya sekhin gey?
      aj ka even schol leval tek yeh "affairs" key problem ho rahy hain......
      and ya i know nothing is impossible.... per behnaa
      bhut sey logon ko jab "tabah" hoty dekhta hon tu dukh hotaa hai....
      app bhi khush rahin.. hamishaa.. aur apni friends ko bhi guide kerti rahin........
      Zaid Hammid on Sawat War..
      A must Watch..

      Comment

      Working...
      X