Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

baby wraping clothes&strape

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • baby wraping clothes&strape

    [ATTACH]87299[/ATTACH]

    [ATTACH]87300[/ATTACH]

    [ATTACH]87301[/ATTACH]

    [ATTACH]87302[/ATTACH]
    Last edited by seemi jan; 25 February 2010, 16:19.

    sigpic

  • #2
    Re: baby wraping clothes&strape

    [ATTACH]87305[/ATTACH]

    [ATTACH]87306[/ATTACH]

    [ATTACH]87307[/ATTACH]

    [ATTACH]87308[/ATTACH]

    [ATTACH]87309[/ATTACH]

    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: baby wraping clothes&strape

      I think buchoon ko naram velvet fluffy type ki easy cheezein ziada comfort provide kerti hein.

      The first pic is quite a horrible, Allah moaaf karay aisa lagta he jese bucha zinda nahi he. Please change this picture
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: baby wraping clothes&strape

        Actually yeh stuff mujay pasand nahi. Ager designing ki baat ki jaye to zahir he is per mehnat hui he. Aur designing kerne walay ko pata hota he ke yeh kis kadar worthy he.
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: baby wraping clothes&strape

          last wala bucha bhi dead lag raha he
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: baby wraping clothes&strape

            wow so cute ...bachoun ki nai nai cheezian a gai hain :hohe:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: baby wraping clothes&strape

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              I think buchoon ko naram velvet fluffy type ki easy cheezein ziada comfort provide kerti hein.

              The first pic is quite a horrible, Allah moaaf karay aisa lagta he jese bucha zinda nahi he. Please change this picture
              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              last wala bucha bhi dead lag raha he
              pehla wala to cute hai teddy

              han last wala nakli hai shayad hehe
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: baby wraping clothes&strape

                Originally posted by Aanchal View Post
                pehla wala to cute hai teddy

                han last wala nakli hai shayad hehe

                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: baby wraping clothes&strape

                  i agree with munda sialkoti--material per jo embroidery ki gai he oh to achi he....

                  magar yeh bachun ke bazoo aur taange, balke puure ka pura jism aise nahi naab ker rakhna chaye. mein ne kissi se sunha tha jin ke area mein log bachuun ko aisa wrap kerte hein, ke un ke bazoo aur taange seedhi rakhne ke liye aisa kiya jaata he!kiya kororuhn bache dunya bhar meiin jin ko aaisa wrap nahi kiya jaata kiya un ke limbs terhe hein?

                  aur tasweer no 1 se lagta he ke bacha comfortable nahi he.mein ne to smjha tha ke iss umer mein bachuuhn ko dheela dhaala wrap kerein aur libas pehnai take un ki kismani nashonama mein koi rakawat na aii. iss ke ilawa iss umer ke bache ke arms aur legs free hone chahye takke woh unhein azadi se hilaa sakein, khel sakein.

                  zaati taur per mujhe ye ziyadti lagti he!
                  Last edited by u_r; 13 February 2010, 02:04.


                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: baby wraping clothes&strape

                    lagta aap me se koi b pathan nhi hai ya aap ne kabhi aise bache nh dekhe pathano me to ye riwaj aam ha khte hai is tarah se bacha pur sakoon nend sota ha:mm:

                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: baby wraping clothes&strape

                      k2 par bhi bachon ko ese hi lapaet kar rakhte henis se maqsad ye hota he k bacha darta nahi he or sakoon se soya rehta he,wese me sochti hun ager mujhe ese koi bandh de to mera kia ho372-scare

                      Comment


                      • #12
                        Re: baby wraping clothes&strape

                        last baby na372-scare

                        Comment


                        • #13
                          Re: baby wraping clothes&strape

                          Originally posted by u_r View Post
                          i agree with munda sialkoti--material per jo embroidery ki gai he oh to achi he....

                          magar yeh bachun ke bazoo aur taange, balke puure ka pura jism aise nahi naab ker rakhna chaye. mein ne kissi se sunha tha jin ke area mein log bachuun ko aisa wrap kerte hein, ke un ke bazoo aur taange seedhi rakhne ke liye aisa kiya jaata he!kiya kororuhn bache dunya bhar meiin jin ko aaisa wrap nahi kiya jaata kiya un ke limbs terhe hein?

                          aur tasweer no 1 se lagta he ke bacha comfortable nahi he.mein ne to smjha tha ke iss umer mein bachuuhn ko dheela dhaala wrap kerein aur libas pehnai take un ki kismani nashonama mein koi rakawat na aii. iss ke ilawa iss umer ke bache ke arms aur legs free hone chahye takke woh unhein azadi se hilaa sakein, khel sakein.

                          zaati taur per mujhe ye ziyadti lagti he!
                          :lol

                          mein bhi tumhari baat se agree kerta hoon
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: baby wraping clothes&strape

                            Originally posted by seemi jan View Post
                            lagta aap me se koi b pathan nhi hai ya aap ne kabhi aise bache nh dekhe pathano me to ye riwaj aam ha khte hai is tarah se bacha pur sakoon nend sota ha:mm:
                            To aap pathan hein :shyy:

                            Nai ji mein ne kisi buchay ke saath aisi ziadati hotay nahi dekhi :lol
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: baby wraping clothes&strape

                              Originally posted by unity View Post
                              k2 par bhi bachon ko ese hi lapaet kar rakhte henis se maqsad ye hota he k bacha darta nahi he or sakoon se soya rehta he,wese me sochti hun ager mujhe ese koi bandh de to mera kia ho372-scare
                              tum bhi kabi aik raat apnay aap ko aisay band ke soo, phir tumhein bhi ehsaas ho jaye ga ke buchon ke saath kesi zyadati ho rahi he
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X