Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawalaat!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sawalaat!

    Originally posted by Aanchal View Post
    aisay bhi theek hai :thmbup:



    han too bad 372-shed
    tum jawab likhoo jaldi say or main bhi likh rahi houn :shyy: .Rida, hala aap donoo bhi :D
    :-$

    likh dun gi :P
    Originally posted by *Rida* View Post
    sab ki aik hi jaisi batain hongi yaar..
    me ka dil nahin chah raha :garmi:
    Originally posted by Aanchal View Post
    :lol: acha theek hai :bou:
    koi theek nahi hai, Rida tum ney answer zaroor kerney hein :P, chalo sab k jawabaat perh lo aur tumhein jo lagey kaheen koi point missing hai wo likh do....
    details na sahih aik aik line ki kahani bhi theek rahey gi...lekin likhna zaroor hai :thmbup:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: Sawalaat!

      aawww... main nay nahin likha..:(..... Z aur Aanchal nay bhi nahin likha... Hala nay bhi nahin likha....:hehe:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #33
        Re: Sawalaat!

        Originally posted by *Rida* View Post
        aawww... main nay nahin likha..:(..... Z aur Aanchal nay bhi nahin likha... Hala nay bhi nahin likha....:hehe:
        jitnay a gay hain vohi itnay zaida hoo gay hain kay hamari jaga hi nahi bachi :D
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #34
          Re: Sawalaat!

          Originally posted by *Rida* View Post
          aawww... main nay nahin likha..:(..... Z aur Aanchal nay bhi nahin likha... Hala nay bhi nahin likha....:hehe:
          Originally posted by Aanchal View Post
          jitnay a gay hain vohi itnay zaida hoo gay hain kay hamari jaga hi nahi bachi :D
          yeah!!

          seriously, M lost, its been a month lekin mey abhi tak theek nahi hui :-$

          mag. ki publishing date kya hai? koi target date?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: Sawalaat!

            Originally posted by Z. View Post
            mag. ki publishing date kya hai? koi target date?
            kuch fix nahi hai bus isi month main publish kar daian gay ...
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #36
              Re: Sawalaat!

              Aap logon key sawal to achhey hain... magar mazeed achhey ho saktey hain. Aur AIK LARKI ki jaggah sirf AURAT likhein to ziyada munasib hai.
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment


              • #37
                Re: Sawalaat!

                Agar yeh poochha jaey keh woh MUSBAT AMAL ya SOCH kya hai? TO?
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment


                • #38
                  Re: Sawalaat!

                  maintenance key spelling ghalt hain, drust kijiyey.

                  Jawab theek to hai magar jawab mein wazzan pedah kijiyey. Jaan chhurraney sey faidah? Aur aik magazine mein likhney key liyey mazmoon mein aik tasalsul rakha kijiyey - jumley aagey peechey na kijiyey. Maslan jo aap ney likha hai uski jaggah yun likhna behtar hai:

                  Agar to aurat mein khud nazm-o-zabt ki kami hai to beshak job uskey gharelu faraiiz per asar andaaz hogi, magar achhi aur mu'assar maintenance sey in asraat ko musbat aur mufeed bnaya jaa sakta hai.

                  Aurat ki job uski gharelu zimmedariyon per kitna asar andaz ho sakti hai?

                  Isko yun likhein:

                  Job aurat ki gharlu zimmedariyon per kitna asar andaz ho sakti hai?


                  Agar to aurat mein khud nazm-o-zabt ki kami hai to beshak job uskey gharelu faraiiz per asar andaaz hogi, magar achhi aur mu'assar maintenance sey in asraat ko musbat aur mufeed bnaya jaa sakta hai. Job mein aur ghar mein aik balance rakha jaey. Agar to aurat shadi shudah hai, to ussey apney shohar sey aik understandign develope karni chahiyey takeh ghar ka nizaam behtar aur ashan tareeqey sey sar'anjaam diya jaa sakey. Magar hamesha aurat key liyey uski pehli tarjeeh uska ghar hi honi chahiyey :)
                  is tarha jawab likhein :)
                  Last edited by Admin; 18 January 2010, 00:22.
                  مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                  نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                  Comment


                  • #39
                    Re: Sawalaat!

                    Mujhey baqi key jawabaat per bhi thora sa aetraz hai - aap log jaan chhurra rahi hain :p agar is tarha key sawaal jawaab rakhney hain, to apney jawabaat mein wazzan pedah karein.
                    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                    Comment


                    • #40
                      Re: Sawalaat!

                      Aanchal aap nay 3 pages kaha tha 7 pages ho gaye....:D.... abhi is mein Nadia khan wali image hai bhi nahin ........
                      ai think keh divide kar lain ... kuch agli martaba sahi

                      shro main question aanay hain


                      Aanchal yeh kuch aur cheezain deco kay liye


                      yeh tamam PNG files hain........ aap yahan say download kar kay use kijiye gaa...
                      Attached Files
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #41
                        Re: Sawalaat!

                        Preview

                        yeh pencil aap apnay tut kay header kay liye use kar lain
                        Attached Files
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #42
                          Re: Sawalaat!

                          ..........
                          Attached Files
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • #43
                            Re: Sawalaat!

                            ...:)
                            Attached Files
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #44
                              Re: Sawalaat!

                              Originally posted by Admin View Post
                              Mujhey baqi key jawabaat per bhi thora sa aetraz hai - aap log jaan chhurra rahi hain :p agar is tarha key sawaal jawaab rakhney hain, to apney jawabaat mein wazzan pedah karein.

                              aray un ki marzi jo likhian ham nay thori theek karnay hain alfaaz :p

                              Originally posted by *Rida* View Post
                              Aanchal aap nay 3 pages kaha tha 7 pages ho gaye....:D.... abhi is mein Nadia khan wali image hai bhi nahin ........
                              ai think keh divide kar lain ... kuch agli martaba sahi

                              shro main question aanay hain


                              Aanchal yeh kuch aur cheezain deco kay liye


                              yeh tamam PNG files hain........ aap yahan say download kar kay use kijiye gaa...
                              lolz han jawabat lambay hi likhay gay hian ...:lol:
                              n thanxxxx for images :d1:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #45
                                Re: Sawalaat!

                                :cute:
                                Attached Files
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X