Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Eid ul Azha special ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~ Eid ul Azha special ~

    Assalam o Alikom dsoto..
    Yaha per aap sab eid ul azha ky hawaly sy nae nae aur mazydaar reciepes
    Share keray hum sab sy..koe aise dish jo bohat mazy ki bante ho . ..
    to jaldi jaldi batyaye humay :phool:

  • #2
    Re: ~ Eid ul Azha special ~

    sab k sab bakry zibah kerny main masroof hain...

    Comment


    • #3
      Re: ~ Eid ul Azha special ~

      Originally posted by Last Knight
      sab k sab bakry zibah kerny main masroof hain...
      Achaa..aur aap kiya ker rahy hain :wink

      Comment


      • #4
        Re: ~ Eid ul Azha special ~

        Maghaz Kari
        Ajza:



        Hari mirch --------- 2
        Kali mirch powder ------1 t sp
        Oil ----------- 2 t sp

        Method :

        1) Oil garam ker ky timater , adrak , lehsan daal ker bhoon lain
        2) Is ky bad is main brain ky choty choty piece daal dain
        3) us ky sath he kali mirch daal ker achi tarah bhoon lain
        4) Jab tail alag hony lagay tou hari mirch daal dain aur 2 min ky liay dam per rakh dain
        5) 2 min baad tayyar..achii se garnishing ker ky serve keray

        Comment


        • #5
          Re: ~ Eid ul Azha special ~

          Mutton chanps

          Ashya

          Mutton chanps -------------- 1 kg


          Oil ------- 1 cup
          Adrak lehsan paste--------- 4 t sp

          Sabut garam masala ----- 1 t sp
          Hari mirchay ..(chop kere hoe )--- 2 t sp
          Mirch powder ----3 t sp
          Zeera powder --- 2 t sp
          Garam masala powder---- 2 t sp

          Namak ---hasb e zaiqa


          Trekeeb :

          1)Oil garam keray us main sabut garam masala daal ker pakay
          2)us ky baad piaaz dalay







          6)Akhir main hara dhanya aur hare mirch daal dain

          7)Adrak ky slices sy garnish keray aur serve keray
          Attached Files

          Comment


          • #6
            Re: ~ Eid ul Azha special ~


            Ajza :




            Lehsan adrak paste -------- 2 tb sp

            Laal mirch powder ---- 1 tb sp


            Namak ---- hasb e zaiqa
            Anda ----- 1
            Oil -----fry kerny kay liay

            Dhoa deny ky liay

            Oil------------ hasb e zarorat
            Bread slice --- 1

            Sauce ky liay :

            Mayonise ------- 1 cup
            Ketchup --------- 1 cup



            Method :

            1) keema mai piaaz , dabal rote ky slice , lehsan ,arak paste , hari mirch , laal mirch , haldi , hara dhanya , namak , anda mila ker 1 ghanta ky liay rakh dain

            2) Is ky baad muthe mai lay ker kabab bana lain

            3) Oil garam keray us mai kabab ko halki aag per shallow fry ker lain

            4) Aik pan main sary kabab rakh ker us ky upper bread ka chota tukra rakh dain aur us ky upper koela (dahakta hoa ) rakhay .

            5) Phir us per chand drops oil ky dalay aur dhakna dhand ker chand min dhowa dain


            Sauce ky liay mayonise , katchap ,soya sauce ,kali mirch mix keray
            Aik oven proof dish main salad ky patty rakhy
            Uper kabab rakh ker upper sy sauce dalay aur pehly sy garam oven main 10 sy 15 min ky liay rakh ker bake keray medium speed per
            Bohaat he tasty kabab tayar hain .

            Comment


            • #7
              Re: ~ Eid ul Azha special ~

              Spicy Raan
              Ajza :

              Bakry ki raan ------------ 1
              Kacha papeta----------- 3 tb sp
              Namak -------- hasb e zaiqa



              Garam masala powder ------------ 1 tb sp

              Lemon juice --------- 4 tb sp
              Dahi -----------1/2 cup


              Terkeb :

              1) Raan piece per chure sy achii tarah cutt laga lain
              2)
              3)
              4) Is time period main raan piece ko ulat pulat kerty rahy taky masala achii tarah jazb ho jayay us main
              5) Phir us main oil daal ker achii tarah mix ker lain
              6) Oven ko 180 C per garam keray
              7)
              8) Phir nikaal ker hot sauce ., chilli sauce aur French fries ky sath serve keray

              Comment


              • #8
                Re: ~ Eid ul Azha special ~

                Originally posted by aik_lerki
                Achaa..aur aap kiya ker rahy hain :wink
                main dekh raha hun k bakry kee maaan kab tak khair manay gii:)

                Comment

                Working...
                X