Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Aham Maslaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Aham Maslaa

    Written by: Masood
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aik Aham Maslaa

    hmmm sawal kafi eham or acha hai :)

    Rasmain to honi chaye shadi main ...ab koon sa shadi baar baar honi hai :embarasse lolzz
    han aisi rasmian houn jahan deekhawa or bay ja israaf na hoo...

    loog bas aik doosray ki deekha deekhi aik doosray say agay nikal janay ki dorr main aisa kartay hain

    wiasay aksar loog in fazool rasoomat ko acha nahi samjhtay laiken un kay han jab apni koi shadi hoo to sab bhool jatay hain lolzzz

    jin kay paas hai to dolat to kharach karain ...jab shadi kay jooray ki baat ati hai to woh bhi sab say best hona chaye :o
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: Aik Aham Maslaa

      um Bohat acha topic hai ..
      wakee aaj kal aisa he ho raha hai ky shadio ma bohat naood -0- numaish ho rahe hai aur bohat paisa zaiya kia ja raha hai baykaar rasmoon per ..
      mager jesa ky anchal ny kaha shade bar bar to nahe hote to is liay thora bohat to rasmain hone chaiay na ..wedding dress bhe zada expensive nahe mager unique hona chahiyay ..aur shadio ma khana nahe hona chahiay.yay bhe israf ma aaata hai (only icecream hone chahiyay ;) ) aur jaha tak dulhan ky parlour ja ker tayar hony ki baat hai to agr koi expert ho to gher ma tayaar hony ma koi harj nahe..
      vesy to hazoor pak sallah-u-ale wasallam ka irshad hai ky sab sy achi shade vohe hai jis ma kam sy kam kharch hoo.aur islaam ny bhe saadge ka hukum dia hai.so hum ko is per amal kerny ki koshish kerne chahiyay..jitny hamare haisyat ho usi hisaab sy kharch kerna chahiyay dosro ky dekha dekhe humko unki naqal nahe kerne chahiyay ..
      Last edited by aik_lerki; 28 April 2005, 17:33.

      Comment

      • #4
        Re: Aik Aham Maslaa

        ji janab aaj kal shadi ki rasomat waqai is tarha ada ki jati hain jaisey koi deni faraez hoon jin ka ada kerna wajib hai .....ager na kiya jae tu shayed koi gunha sarzad ho jae ga...
        mehndi ki rasam bilkul gair zarori hai..meri behen aur bhai ki shadi bagher in fazool rasmon ke hoi hai ...is liye mein ye baat bare wasooq se keh sakti hoon shadi mein ager mehndi mayyon na ho tu is tarha bahut si fazool gharchey se walden bach jatey hain ......rahi baat dulhan ke make-up ki ager sahib e hesiyat hain tu baher se make-up kerwane mein koi harj nahin mager jo kaam 1000 mein bhi ho sakta ho wahan 7000 gharch kerna hamaqat hai....(khubsoorat nazer ana har dulhan ka haq hai/muskurahat).........

        Comment

        • #5
          Re: Aik Aham Maslaa

          Originally posted by Ambreen

          :) Ambreen sari raton sey haseen yehi aik raat hoti hai, is mein to koi behas nahin aur is raat dulhan ko haseen hona bhi chahiye (warna aisa na ho keh dulha pehli raat hi "jal tu jalal tu, sahib-e-kamal tu, aai bala ko taal tu" na parhna shuru kar dey ;)). Khair no doubt larki ko is raat zaroor sajna chahiye, magar jis andaaz peh fazool kharchi hoti hai kya woh drust hai? aaj aik rasm aati hai to woh aik naee rasm ko janam deti hai, is tarha to barbaad ghareeb ghurba hi hotey hain jo in rasmon ki saath chal chal kar haar jatey hain.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Aik Aham Maslaa

            Originally posted by aik_lerki
            um Bohat acha topic hai ..
            wakee aaj kal aisa he ho raha hai ky shadio ma bohat naood -0- numaish ho rahe hai aur bohat paisa zaiya kia ja raha hai baykaar rasmoon per ..
            mager jesa ky anchal ny kaha shade bar bar to nahe hote to is liay thora bohat to rasmain hone chaiay na ..wedding dress bhe zada expensive nahe mager unique hona chahiyay ..aur shadio ma khana nahe hona chahiay.yay bhe israf ma aaata hai (only icecream hone chahiyay ;) ) aur jaha tak dulhan ky parlour ja ker tayar hony ki baat hai to agr koi expert ho to gher ma tayaar hony ma koi harj nahe..
            vesy to hazoor pak sallah-u-ale wasallam ka irshad hai ky sab sy achi shade vohe hai jis ma kam sy kam kharch hoo.aur islaam ny bhe saadge ka hukum dia hai.so hum ko is per amal kerny ki koshish kerne chahiyay..jitny hamare haisyat ho usi hisaab sy kharch kerna chahiyay dosro ky dekha dekhe humko unki naqal nahe kerne chahiyay ..

            Allah Tala aap ko laaaaambi hayaati dey :) aur bohat sari Icecreme bhi ;) ;) bohat sunder baat ki hai aap ney keh mayana ravi har haal mein behtreen hai aur jitni chaddar ho utna paoun phailana chahiye. Bohat achha likha. Meri Icecreme bhi aap ki :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Aik Aham Maslaa

              Originally posted by Aanchal

              hmmm sawal kafi eham or acha hai :)

              Rasmain to honi chaye shadi main ...ab koon sa shadi baar baar honi hai :embarasse lolzz
              han aisi rasmian houn jahan deekhawa or bay ja israaf na hoo...

              loog bas aik doosray ki deekha deekhi aik doosray say agay nikal janay ki dorr main aisa kartay hain

              wiasay aksar loog in fazool rasoomat ko acha nahi samjhtay laiken un kay han jab apni koi shadi hoo to sab bhool jatay hain lolzzz

              jin kay paas hai to dolat to kharach karain ...jab shadi kay jooray ki baat ati hai to woh bhi sab say best hona chaye :o

              Aap ney drust kaha, log khud par aai baat bhool jatey hain keh ham ney shadi konsa bar bar karni hai, halankeh 4. ho :lol
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Aik Aham Maslaa

                salaam everyone.....

                what a topic,,,excellent,,,,its really sad that ppl now a days are taking the tradtion as a joke.....i think u should be keeping every kind of tradition that belongs to one self.....

                akhir rasmoun ko chor diya to hum shadiyoun mei enjoy kaise kar bayenge thats boring,,,,rasme hoti hai to hi maza ata hai,,,,,,,,,aur har ghar ki apni apni soch hoti hai,,,,,,,i dont get those ppl who think ke pakistani traditions are boring...og u shouldn have such things te weddings,,,,,,,thats dosent makes sense to me at all

                Comment

                • #9
                  Re: Aik Aham Maslaa

                  Originally posted by SaPpHiRe

                  Sapphire bohat umda achhey comments diye hain aap ney. :rose

                  Is mein qatan koi shak nahin keh samaaj apni rasmon ki wajjah sey pehchana jata hai aur shadi waghera par rasmein zaroor honi chahiye. Lekin yahan jis baat par behas ki gaee hai woh yeh hai keh rasmein saadgi sey bhi ada ki jaa sakti hain, ab yeh kya tareeqa huwa keh "taup key dhaney mein notes bhar kar uraey jaein??" Yeh to merey nazdeek nashukri karney key mutradif hai. Masla yeh hai keh ham log namood-o-numaish ziyada kartey hain aur isi cheez sey rokna chahiye. Is sey nahin rokna chahiye keh rasmein aada na ki jaein. Zaroor karein, magar mayana-rawi sey. :rose
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik Aham Maslaa

                    Originally posted by Masood
                    Written by: Masood
                    masood sahib
                    ye to aap ne mu,aashire ki dukhtee rag pe haath rakh diya hay.
                    bohat acha article hay

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aik Aham Maslaa

                      Originally posted by najma
                      masood sahib
                      ye to aap ne mu,aashire ki dukhtee rag pe haath rakh diya hay.
                      bohat acha article hay

                      Najma ji moashrey ki achhaiyon aur buraiyon par likhney ki aik aisi aadat si parh gaee hai keh agar na likhoon to khana hazzam nahin hota :khi: aur agar likh daloon to jila-watan kar diya jata hoon :budhu:

                      Abhi to aap ka saath raha to aagey aagey daikhiye kya kuchh likhta hoon, aap halaat-e-hazira section mein bhi zara aa kar dekhiye...
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik Aham Maslaa

                        Originally posted by Masood
                        :) Ambreen sari raton sey haseen yehi aik raat hoti hai, is mein to koi behas nahin aur is raat dulhan ko haseen hona bhi chahiye (warna aisa na ho keh dulha pehli raat hi "jal tu jalal tu, sahib-e-kamal tu, aai bala ko taal tu" na parhna shuru kar dey ;)). Khair no doubt larki ko is raat zaroor sajna chahiye, magar jis andaaz peh fazool kharchi hoti hai kya woh drust hai? aaj aik rasm aati hai to woh aik naee rasm ko janam deti hai, is tarha to barbaad ghareeb ghurba hi hotey hain jo in rasmon ki saath chal chal kar haar jatey hain.
                        khir bagher make-up ke itni bhi bhayanak nahinhoti hogi dulhan:khi:
                        ji han fazool rasumat ka aik silsila sa chal nikla hai jis mein kami ane ki bajae izafa hi ho raha hai ...tawazun ka tu nam hi kahin gum sa gaya hai namod o numaish ki bher chal mein log mayana rawi se hath dho baithey hain

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik Aham Maslaa

                          hamara aaj aur aaj kal ki rassoomaat ...
                          shadi mey rasmein honi chahiyein magar aik limit mey yani jaisey aap ney kaha mayana rawi ...

                          kuch arsa pehley aik beyti ki shadi ki tayyari mey "Maa" itni pareyshan thi ...ye bhi nahi hua aur wo bhi nahi hua .....phir un sey meyri aunty ney kaha aur un ki ye baat mujhey bohot achi lagi key ..."aap itna sab kyoon ikhata ker rahey ho ye sab aap ka love to nahi show kerta aur na hi ye cheezein aap ki beyti key kaam
                          ayein gi behtar yahi hai key aap aik kitab ussey tohfe mey do jissey aap ney khud likha ho jis mey cooking key baarey mey ho ...shadi key zimeydariyan ...doosron key sath rehney ka saleeqa ....etc etc.."

                          magar bohot kam log is tarhan sochtey hein ya phir sochtey sabhi hein aur kertey bohot kam hein
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik Aham Maslaa

                            kehne mein aur kerne mein bohat faraq hota he, hum doosron ko nasihat to ker saktay hein meyana ravi akhteyaar kerne ki, lekin jub apni baari aaye gi to saari meyana rawi bhool jaein ge...hamaray kool-o-fale mein tazaad paya jata he. Hona to sub kuch islami asoolon ke tehat chahiye, lekin unfortunately no one seems to bother following the islamic laws.
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aik Aham Maslaa

                              Originally posted by barg.e.gul
                              ..."aap itna sab kyoon ikhata ker rahey ho ye sab aap ka love to nahi show kerta aur na hi ye cheezein aap ki beyti key kaam
                              ayein gi behtar yahi hai key aap aik kitab ussey tohfe mey do jissey aap ney khud likha ho jis mey cooking key baarey mey ho ...shadi key zimeydariyan ...doosron key sath rehney ka saleeqa ....etc etc.."
                              aisi saas kahan sey milti hai :D :D :D :D :D
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X