Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik sawal..!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik sawal..!

    salam girls !!

    Mey umera Ahmed ka aik novel perh rahi thi us mey aik line thi

    "Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

    Aap ka kya khayal hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aik sawal..!

    Originally posted by Xai View Post
    salam girls !!

    Mey umera Ahmed ka aik novel perh rahi thi us mey aik line thi

    "Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

    Aap ka kya khayal hai?

    aurat ka dil hi Allah Pak ne aisa banaya he jald hi pighal jata he... kisi ko rota dekh ke bardasht nahi kar sakta is lye jaldi maan jati he ... kabhi kabhar ye zid ke agay haar man'na nuqsan bhe deta he ..or kabhi ye faida bhee pohnchata he 372-shock

    Comment

    • #3
      Re: Aik sawal..!

      hmmmmmmmmmmmm ..............shyd theek hi hai ..!
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Aik sawal..!

        Originally posted by Xai View Post
        salam girls !!

        Mey umera Ahmed ka aik novel perh rahi thi us mey aik line thi

        "Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

        Aap ka kya khayal hai?
        Walaikom Assalam

        mmm... true....... narm o nazuk dil k narm o nazuk ehsasaat k sath aisa tu hona hi hai..:)
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: Aik sawal..!

          Originally posted by Xai View Post
          salam girls !!

          Mey umera Ahmed ka aik novel perh rahi thi us mey aik line thi

          "Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

          Aap ka kya khayal hai?
          ye to hai
          sigpic

          Comment

          • #6

            Umera Ahmad nay bohat khoob likha, yeh likhnay walay kay apnay jazbat boltay hain.
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Aik sawal..!

              Depend karta hai k baat kia hai jis ko us ney inkar kia yaa iqraar...

              Comment

              • #8
                Re: Aik sawal..!

                aurat hoti hi naram dil wali hai........
                yahi to faraq hota hai mard main aur aurat main......
                yeh baat bilkul correct hai.."Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

                Comment

                • #9
                  Re: Aik sawal..!

                  Originally posted by xai View Post
                  salam girls !!

                  Mey umera ahmed ka aik novel perh rahi thi us mey aik line thi

                  "aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"

                  aap ka kya khayal hai?
                  کس ضمن میں لکھا یعنی کس کونٹیسٹ میں لکھا یہ جاننا از حد ضروری ہے وگرنہ یہ بات تو عیاں ہے کہ عورت نرم و نازک جذبات و احساسات کی مالک ہوتی ہے لہزا اسی ضمن میں کوئی بھی بات وہ باآسانی مان جاتی ہے وگرنہ اکثر معاملات ایسے ہیں کہ عورت ان میں سخت واقع ہوئی ہے ۔ ۔ ۔
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik sawal..!

                    Originally posted by zoya View Post
                    aurat hoti hi naram dil wali hai........
                    yahi to faraq hota hai mard main aur aurat main......
                    yeh baat bilkul correct hai.."Aik aurat ki sab sey barhi khubi aur khami ye hoti hai k wo maan jati hai"
                    is farq ko aap kis tarah se layti hain musbat ya manfi yani aurat aur mard main ye jo farq aap k nazdeek hy is se aap ki murad aurat ki is moamlay main auliat hy ya ya phir mard ki fazeelat ???????????
                    Last edited by aabi2cool; 28 July 2009, 11:26.
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aik sawal..!

                      baat to theek hay k aurat ko he Allah pak nay ye salahiyat ata farmaai hay

                      ab ye to logon pay depend karta hay k wo aurat ki is khasosyat ko negtive way main apnay mafaad k liye use kartay hain ya isay uss ki khoobi samjh k saraahtay hain ,,,
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik sawal..!

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        کس ضمن میں لکھا یعنی کس کونٹیسٹ میں لکھا یہ جاننا از حد ضروری ہے وگرنہ یہ بات تو عیاں ہے کہ عورت نرم و نازک جذبات و احساسات کی مالک ہوتی ہے لہزا اسی ضمن میں کوئی بھی بات وہ باآسانی مان جاتی ہے وگرنہ اکثر معاملات ایسے ہیں کہ عورت ان میں سخت واقع ہوئی ہے ۔ ۔ ۔
                        aabi bhai ham is pay genral way main bhi baat kar saktay hain ...
                        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik sawal..!

                          shukran all :rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik sawal..!

                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            baat to theek hay k aurat ko he Allah pak nay ye salahiyat ata farmaai hay

                            ab ye to logon pay depend karta hay k wo aurat ki is khasosyat ko negtive way main apnay mafaad k liye use kartay hain ya isay uss ki khoobi samjh k saraahtay hain ,,,
                            is per koi dalil k aurat ko hi ALLAH paak nay ye salahiyat ata farmai hy aur mard narm o nazuk jazbat se kuliyatan mehroom hy? baqi reh gaipositive aur negitive wali baat to ye baat khud auraat k haq main positive hy ya negitive k wo hameesha se maan janti hy mery khial main thred starter nay is ziman khud aurat hi ko mazu banya hy . . aap kaya kehti hain?
                            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                            aabi bhai ham is pay genral way main bhi baat kar saktay hain ...
                            chalen is way main hi baat kar laytay hain . .. wesay aap hain kon ?:mm:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            Working...
                            X