Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap aur cooking..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aap aur cooking..!!

    salam

    Pichley dino mey ney kafi cooking ki hai lekin aik massla ye hua k merey hathon cooking book lagi (pakistani khano ki) wo mujhey itni mazahiya lagi kyun k uss mey chicken aur meat k bananey k hazaar tareekey ... aur mazzey ki baat ye hai k

    saari recipes mey aik jaisey massaaley daltey hein bas kahani ye hti hai k kisi mey chicken masslon k baad dalo, kisi mey pehley, kisi piyaz ziada fry ker do kisi mey kam, ... sahih ki drama recipes ....banda confuse hi ho jaye...iss liye mey ney kitab side pe rakhi aur khud hi bana leti hun jo bhi hota hai ... and then name it accordingly :lol

    Aap logon ko ye kitaboN ki recipes kaisi lagti hein. ?? :-)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Aap aur cooking..!!

    Originally posted by Xai View Post

    mein ne kabhi recipes wali kitabein nahi banayeen jo mama kehti hein uske accordingly banati hu 372-haha

    mjhe ye sab drama lagta he 372-shock itni sari recipes or bilkul same sab hi ki or phir apne diye hue naam mutton gulistani ...mutton heeronwala 372-haha gulabi biryani... RFC 372-haha 372-haha

    Comment

    • #3

      waalikum asslam

      xeny aap theek kehti ho.... lakinnnnn.... yeh dekhain k aap ne cook book kis ki khareedi...means to say k agr aap ki well known cook ki recipe book lety ho tou theek hai...agrchay uss me b kafi dramay hotay hain... lakin jo aap esay hi bas market me beshumar biknay wali books le lou tou biklul bekaar hai

      muje cooking magzines lene ka bohat shoq hai aur cooking shows b time milay to dekh leti hoon aur mere paas ,pakstan ki famous cooks hain na zubeda tariq aur kokab khawajah...inki books b hain... zubeda tariq ki recipes tou muje khaas pasand nahi hain magar kokab ki recipes bohat achgi hoti hain.... aur me ne bohat si banai b hain ;; lakin cooking magz me zyada tar recipes bohat fazool hoti hain...

      ek baat important hai k aap ko khud agr soojh boojh hai cooking ki tou hi aap yeh bookish recipes try kr sktay ho kuch trmeem aur izafay k sath...other wise beginners aur non experts k liye koi khas useful nahi

      baqi most important ...practice bohat zaroori hai cooking k liye :thmbup:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4

        walaimkom Assalam
        main tv per recipes dekhti hoon... usi say acha khasay daramay ka pata chal jata hai..... u r right... ksi mein koi cheez pehlay aur kisi mein koi cheez bad mein daal daitay hain..... as mano said apni taraf say naam bhi rakhtay hain..... jo bhi ingrediants use hoon un names ko lai kar..jab ham recipes dekhtay hain tu us ka naam khud bhi guess kar laitay hain keh kia naam rakha hoga chef nay....
        kisi nay haray bharay koftay naam ki dish banai.... koftoon kay qeemay mein sirf til ka izafa kar kay koftay fry kar kay salad kay patoon per rakh diye ... aur janab haray bharay kofty tayar hain..:hehe:

        aaj kal yeh bhi fasion hai..... achi khasi recipe say koi cheeze nikali ... aur kisi ingridiant ka izafa kia aur koi nai dish tayar kar di.......
        yani aap maslay daal dain... kuch na kuch tu ban hi jai ga...:hehe:
        Last edited by *Rida*; 25 July 2009, 10:00.
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: Aap aur cooking..!!

          Originally posted by mano_billi View Post
          mein ne kabhi recipes wali kitabein nahi banayeen jo mama kehti hein uske accordingly banati hu 372-haha

          mjhe ye sab drama lagta he 372-shock itni sari recipes or bilkul same sab hi ki or phir apne diye hue naam mutton gulistani ...mutton heeronwala 372-haha gulabi biryani... RFC 372-haha 372-haha
          lol
          haan ... lekin mag. mey itni cool pics hoti hein na khano k sath dil chahta hai k bas kha lo :D
          Originally posted by saraah View Post
          waalikum asslam

          xeny aap theek kehti ho.... lakinnnnn.... yeh dekhain k aap ne cook book kis ki khareedi...means to say k agr aap ki well known cook ki recipe book lety ho tou theek hai...agrchay uss me b kafi dramay hotay hain... lakin jo aap esay hi bas market me beshumar biknay wali books le lou tou biklul bekaar hai

          muje cooking magzines lene ka bohat shoq hai aur cooking shows b time milay to dekh leti hoon aur mere paas ,pakstan ki famous cooks hain na zubeda tariq aur kokab khawajah...inki books b hain... zubeda tariq ki recipes tou muje khaas pasand nahi hain magar kokab ki recipes bohat achgi hoti hain.... aur me ne bohat si banai b hain ;; lakin cooking magz me zyada tar recipes bohat fazool hoti hain...

          ek baat important hai k aap ko khud agr soojh boojh hai cooking ki tou hi aap yeh bookish recipes try kr sktay ho kuch trmeem aur izafay k sath...other wise beginners aur non experts k liye koi khas useful nahi

          baqi most important ...practice bohat zaroori hai cooking k liye :thmbup:
          haan... cooking bilkul scientific experiments ki tarhan hi hoti hai ... sahih miqdaar mey her cheez dali ho tau experiment kamyaab warna .......... blast :d
          Originally posted by *Rida* View Post
          walaimkom Assalam
          main tv per recipes dekhti hoon... usi say acha khasay daramay ka pata chal jata hai..... u r right... ksi mein koi cheez pehlay aur kisi mein koi cheez bad mein daal daitay hain..... as mano said apni taraf say naam bhi rakhtay hain..... jo bhi ingrediants use hoon un names ko lai kar..jab ham recipes dekhtay hain tu us ka naam khud bhi guess kar laitay hain keh kia naam rakha hoga chef nay....
          kisi nay haray bharay koftay naam ki dish banai.... koftoon kay qeemay mein sirf til ka izafa kar kay koftay fry kar kay salad kay patoon per rakh diye ... aur janab haray bharay kofty tayar hain..:hehe:

          aaj kal yeh bhi fasion hai..... achi khasi recipe say koi cheeze nikali ... aur kisi ingridiant ka izafa kia aur koi nai dish tayar kar di.......
          yani aap maslay daal dain... kuch na kuch tu ban hi jai ga...:hehe:
          :lol .. haray bharey koftey :lol

          yani kuch bhi hara bhara bana saktey hein :wink
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Aap aur cooking..!!

            Originally posted by Xai View Post
            lol
            haan ... lekin mag. mey itni cool pics hoti hein na khano k sath dil chahta hai k bas kha lo

            sab se achi pix dalda ka dastarkhwan me hoti hein :D

            Comment

            • #7
              Re: Aap aur cooking..!!

              pics ki jahan tak baat hai ... woh tu garnishing aur decoration aap kaisay kartay hain is per depend karta hai... agar daal ki garnishing achi hogi tu woh bhi achi lagay gi naa....:D
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: Aap aur cooking..!!

                Originally posted by mano_billi View Post
                sab se achi pix dalda ka dastarkhwan me hoti hein :D
                ahan.. i'll get this book only for its khaney ki photos :d
                Originally posted by *Rida* View Post
                pics ki jahan tak baat hai ... woh tu garnishing aur decoration aap kaisay kartay hain is per depend karta hai... agar daal ki garnishing achi hogi tu woh bhi achi lagay gi naa....:D
                haan dishes ko final touches deyna acha hota hai .. :d ...

                waisey RIda mey daal bhi bohot achi banati hun ...
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Aap aur cooking..!!

                  Originally posted by Xai View Post
                  ahan.. i'll get this book only for its khaney ki photos :d

                  haan dishes ko final touches deyna acha hota hai .. :d ...

                  waisey RIda mey daal bhi bohot achi banati hun ...
                  koi special recipe hai daal ki......

                  kaisay banati hain ... me ko bhi bataien.....:rose
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment

                  Working...
                  X