Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

    Originally posted by Last Knight
    acha ager aisa hey to pher koi b female mujy apni awaz sunay......dekhty hain k kon sureela hay...:):P
    Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

    Zindagi gham ka sagar bhi hay hans kay us paar jana parey ga

    zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gana parey ga

    Jis ka jitna ho aanchal yahaan par us ko sowghat utni milay gi

    La la ra la ra la la ra la la la

    Phool jeewan main gar na khilain to kaanton say bhi nibhaana parey ga

    Zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gaana parey ga

    Hay agar door manzil to kiya raasta bhi hay mushkil to kiya

    Raat taaron bhari na milay to dil ka deepak jalana parey ga

    Zindagi ik paheli bhi hay sukh dukh ki saheli bhi hay

    Zindagi ik wachan bhi to hay jisay sab ko nibhana parey ga

    Zindagi gham ka saagar bhi hay hans kay us paar jaana parey ga

    hmmm hum hmm hum la ra la ra la ra hum hunm hum la ra la ra ra la ra

    :lol :lol :lol kaisa gaya? :lol
    :roseENIGMA:rose

    Comment

    • #17
      Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

      Originally posted by hayaa_n

      aik dam zaberdast gaya :thmbup: lagta he koi qoil ga rahi he apni surili awaz me:D:

      Comment

      • #18
        Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

        Originally posted by shy
        ye rahen madam noor jahan Pak ki famous singer
        acha acha en ko kahee dekha huwa hay

        Comment

        • #19
          Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

          Originally posted by Last Knight
          acha acha en ko kahee dekha huwa hay
          itni to mashahoor hen aap keh rahe hen kahin dekha hua he

          Comment

          • #20
            Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

            Originally posted by hayaa_n
            Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

            Zindagi gham ka sagar bhi hay hans kay us paar jana parey ga

            zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gana parey ga

            Jis ka jitna ho aanchal yahaan par us ko sowghat utni milay gi

            La la ra la ra la la ra la la la

            Phool jeewan main gar na khilain to kaanton say bhi nibhaana parey ga

            Zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gaana parey ga

            Hay agar door manzil to kiya raasta bhi hay mushkil to kiya

            Raat taaron bhari na milay to dil ka deepak jalana parey ga

            Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

            Zindagi ik paheli bhi hay sukh dukh ki saheli bhi hay

            Zindagi ik wachan bhi to hay jisay sab ko nibhana parey ga

            Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

            Zindagi gham ka saagar bhi hay hans kay us paar jaana parey ga

            hmmm hum hmm hum la ra la ra la ra hum hunm hum la ra la ra ra la ra

            :lol :lol :lol kaisa gaya? :lol
            main ny sunnna hay na k perhna hay
            mujy kaisa pata k aap kee awaz sureely haiy

            Comment

            • #21
              Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

              Originally posted by shy
              itni to mashahoor hen aap keh rahe hen kahin dekha hua he
              acha kia kaam kia hay enon ny jo yeh mashhoor hay
              ganay hee gay hain naa
              wo to her koi ga laita hay:tomato:

              Comment

              • #22

                Malka-e- Taranum Ka Khitaab Panay Wali Madam Noor Jaha'n Thee'n..Barr-e-Saghir Pak.o.Hind main Un Ko Kown Nahi Jaanta..Shy Ji lagta hay k LK ji Mazaq K Mood Main Hain..:cc:
                :roseENIGMA:rose

                Comment

                • #23
                  Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                  Originally posted by Last Knight
                  acha kia kaam kia hay enon ny jo yeh mashhoor hay
                  ganay hee gay hain naa
                  wo to her koi ga laita hay:tomato:
                  Har koi ga leta hay but har koi Malka-e-Tarannum nahi hota na Sidarti awards hasil karta hay..Moseeqi ki dunya jab tak qayem hay Madam Noor jahan ki khidmat-e-moseeqi faramosh nahi ki ja saktien..

                  LK ji mazaq kar rahay hain bas..:lol :lol is liye jazbati na ho koi.:lol
                  Last edited by hayaa_n; 24 December 2005, 21:34.
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment

                  • #24
                    Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                    Originally posted by hayaa_n
                    Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

                    Zindagi gham ka sagar bhi hay hans kay us paar jana parey ga

                    zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gana parey ga

                    Jis ka jitna ho aanchal yahaan par us ko sowghat utni milay gi

                    La la ra la ra la la ra la la la

                    Phool jeewan main gar na khilain to kaanton say bhi nibhaana parey ga

                    Zindagi pyar ka geet hay isay har dil ko gaana parey ga

                    Hay agar door manzil to kiya raasta bhi hay mushkil to kiya

                    Raat taaron bhari na milay to dil ka deepak jalana parey ga

                    Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

                    Zindagi ik paheli bhi hay sukh dukh ki saheli bhi hay

                    Zindagi ik wachan bhi to hay jisay sab ko nibhana parey ga

                    Zindagi pyar ka geet hay is pay har dil ko gana parey ga

                    Zindagi gham ka saagar bhi hay hans kay us paar jaana parey ga

                    hmmm hum hmm hum la ra la ra la ra hum hunm hum la ra la ra ra la ra

                    :lol :lol :lol kaisa gaya? :lol
                    wah wah wah :clap: :clap: :clap:
                    sooperb Haya
                    bohat achaa gaya hai .. :D:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                      Originally posted by shy
                      aik dam zaberdast gaya :thmbup: lagta he koi qoil ga rahi he apni surili awaz me:D:
                      :lol :lol :lol :kr:
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment

                      • #26
                        Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                        Originally posted by Last Knight
                        main ny sunnna hay na k perhna hay
                        mujy kaisa pata k aap kee awaz sureely haiy
                        :lol :lol LK Ji main nay to gaya hay :lol ab sunna ya na sunna aap ka masla hay...main nay to ga diya..:lol
                        :roseENIGMA:rose

                        Comment

                        • #27
                          Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                          Originally posted by aik_lerki
                          wah wah wah :clap: :clap: :clap:
                          sooperb Haya
                          bohat achaa gaya hai .. :D:
                          :lol :lol :lol :lol hehehehehe bouhat shukriya.:lol
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment

                          • #28
                            Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                            Originally posted by hayaa_n
                            :lol :lol LK Ji main nay to gaya hay :lol ab sunna ya na sunna aap ka masla hay...main nay to ga diya..:lol
                            H_n mujy kaisy pata chaly ga k aap sureely hain
                            mey kaano main aap kee awaz aay gi ttab naa:ahhh:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                              Originally posted by Last Knight
                              H_n mujy kaisy pata chaly ga k aap sureely hain
                              mey kaano main aap kee awaz aay gi ttab naa:ahhh:
                              aapne mujhe to sun liya haina..ab bataayein haina galz zyaada sureeli :lol

                              Comment

                              • #30
                                Re: Males Ya Females Ziyada Sureela Kown?

                                Assalaam o alekum,

                                Kuch bhi kahien aap sab lekin Mohammed rafi jaisa sureeelaa koee nahin rahaa :thmbup:

                                mere dost Qissaa ye kyaa ho gayaa
                                sunaa hai ke too bewafaa ho gayaa

                                duwaa badduwaa de, ye mumkeen nahee
                                mujhe too daghaa de, ye mumkeen nahee
                                khudaa jaane kyaa, maajaraa ho gayaa

                                agar maang le too, o jaana-e-jigar
                                tujhe jaan de doon, main ye jaankar
                                ke huq dostee kaa adaa ho gayaa

                                Qayaamat se kam yaar ye gam nahee
                                ke too aur main, rah gaye hum nahee
                                meraa yaar mujh se judaa ho gayaa
                                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                                DANGER IS MY GAME

                                DONT PLAY WITH ME
                                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                                Comment

                                Working...
                                X