Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

    Kiya Aisa Deikhnay Main Aata Hay Kay Jaisay Jaisay Khawateen Ki Age Barhti Hay Woh Apnay Hairs Short Rakhna Pasand Karti Hain, Ta Kay Woh Kam Age Ki Nazar Aa'ein? Short Hairs Main Khawateen Ka Out Look Kam Age Ka Nazar Aata Hay Ya Long Hairs Main ?..:cc:
    Last edited by hayaa_n; 17 December 2005, 09:13.
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

    ya kis na kaha??

    Comment


    • #3
      Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

      Originally posted by hayaa_n
      Kiya Aisa Deikhnay Main Aata Hay Kay Jaisay Jaisay Khawateen Ki Age Barhti Hay Woh Apnay Hairs Short Rakhna Pasand Karti Hain, Ta Kay Woh Kam Age Ki Nazar Aa'ein? Short Hairs Main Khawateen Ka Out Look Kam Age Ka Nazar Aata Hay Ya Long Hairs Main ?..:cc:
      yah aksar aisa deekha hai ..........aap TV bhi deekhain to aisi kai khawateen nazar aian gee .................
      lekan baray baloun main jo khooubsurti hai woh chutay baloun main kaha ........
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

        Originally posted by Aanchal
        yah aksar aisa deekha hai ..........aap TV bhi deekhain to aisi kai khawateen nazar aian gee .................
        lekan baray baloun main jo khooubsurti hai woh chutay baloun main kaha ........
        Aanchal ji thanks for reply..:)
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #5
          Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

          Originally posted by Rabi
          ya kis na kaha??
          Rabi mushaeda kijiye..:cc:
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

            Originally posted by hayaa_n
            Kiya Aisa Deikhnay Main Aata Hay Kay Jaisay Jaisay Khawateen Ki Age Barhti Hay Woh Apnay Hairs Short Rakhna Pasand Karti Hain, Ta Kay Woh Kam Age Ki Nazar Aa'ein? Short Hairs Main Khawateen Ka Out Look Kam Age Ka Nazar Aata Hay Ya Long Hairs Main ?..:cc:
            Nahi dear I dont thing baal chotey yaan lambey honey se aurat jawan yaan budhi lagti hai, balon ki length se is ka koi taluk nahi hota, haan yeh ho sakta hai ke age barheny ki waja se aisi khawateen jo zada socialised hon aur apney se kam umer khawateen main outhti baithti hon, oun mai ek unsatisfaction yaan ehsas-e-kamtari ka ehsas jagta ho jisey satisfy kerne ke liyeh wo aisa kerti hon werna is main koi haqeeqat nahi.
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

              Age ke saath baal jhaRne lagta hai...isi wajah se aksar khwaateen baal choTe rakhti hain ..isse baal ghane lagte hain....

              Comment


              • #8
                Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                Shummu ki baat bilkul theek hay :thumbup:
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                  Originally posted by shummu
                  Age ke saath baal jhaRne lagta hai...isi wajah se aksar khwaateen baal choTe rakhti hain ..isse baal ghane lagte hain....
                  mere maloomat kay mutabiq baal 50 saal tak ki omer tak bhi barh saktay hain :cc:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                    Humm khawateen ka to pata nahi waisy main jon jon bara hu raha hun
                    baaaaaaaaaaaaaaaaaaal b barry hee rakhy ja raha hun

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                      Originally posted by KHL
                      Humm khawateen ka to pata nahi waisy main jon jon bara hu raha hun
                      baaaaaaaaaaaaaaaaaaal b barry hee rakhy ja raha hun

                      phir 60 / 70 tak ki age tak to aap .... :wink

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                        Originally posted by hayaa_n
                        Kiya Aisa Deikhnay Main Aata Hay Kay Jaisay Jaisay Khawateen Ki Age Barhti Hay Woh Apnay Hairs Short Rakhna Pasand Karti Hain, Ta Kay Woh Kam Age Ki Nazar Aa'ein? Short Hairs Main Khawateen Ka Out Look Kam Age Ka Nazar Aata Hay Ya Long Hairs Main ?..:cc:
                        nahe na ..Mery khayal main to aise to koe baat nahe hai ..
                        Shummu ki baat sy agree hon mai bhe ..ky zada age hony ki waja sy baal jharny lagty hain is liay short kerwate hon ge khawateen baal ..

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                          Jin Jin ne mujhse agree kiya hai..un sab ka bahut shukriyaaaa :D: :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                            Originally posted by shummu
                            Jin Jin ne mujhse agree kiya hai..un sab ka bahut shukriyaaaa :D: :rose
                            mujhay ikhteelaf hai shummu :p :lol

                            pehlay zamanay main larkiyan apni dadi, nani say mutasaar hoo kay apnay baal bhi lambay reakha karti the :D: us omer main bhidekhoo kitna khayal reakha karti the dadi or nanian :wk ...pher aaj kal baat katwanay ki waja yeh kayoun hai kay baal jharnay lagtay hain bari omer main :donno:

                            fashion kay toor par bhi katwaye jatay hain :wk

                            kuch kay baloun ka masla hoo sakta hai kay lambay pasand nahi ya chootay baal say easy feel karti hain ya blaha blaha....



                            mujhay aik baat yaad a gai aik friend ki .....aik din ham nay deekha us nay baal katwaye hovey they ......sab nay poucha jesay friends apas main discuss karti hain ..............to us nay kaha kanghi phans gai the baloun main is leye katwa deye :lol :lol :lol to baki friends ka jawab yeh tha tumhari kanghi bhi baray style kay sath baloun main phansi the kia :kr: :kr: :kr:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kiya Yeh Sahi Kaha Jata Hay K

                              Originally posted by KHL
                              Humm khawateen ka to pata nahi waisy main jon jon bara hu raha hun
                              baaaaaaaaaaaaaaaaaaal b barry hee rakhy ja raha hun
                              aurtaian baal chootay karwa rahi hain or marad baray .........................
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X