Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

FOR AANCHAL (Abbaya)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • FOR AANCHAL (Abbaya)

  • #2
    Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

    Comment

    • #3
      Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

      abbaya jitna simple ho achaa lagta hai
      apart very nice gift....:thmbup:

      muje wese yeh achaa laga so yeh mera hua

      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

        Originally posted by saraah View Post
        abbaya jitna simple ho achaa lagta hai
        apart very nice gift....:thmbup:

        muje wese yeh achaa laga so yeh mera hua

        Thank u kurria:salam:

        Comment

        • #5
          Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

          Thanxxxxx Musaddaq
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

            wow nice sharing per mujhe heavy work main pasand nahi bilkul simple pasand hain mean agar uper work ho bhi to black colour ka he ho[/B]

            Comment

            • #7
              Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

              hmmm very nice

              Comment

              • #8
                Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                Bohat achhay abbaya share kiey musaddaq....:thmbup:

                Lekin humein ye jo rang birangay phool jhameloN walay abbaya hain pasand nahin , khair her aik ki apni soch hoty hay Abbaya pehna jata hay khud ko dhaanp k rakhnay k liey to wo itna simple hona chahiey k khwamkha chaltay huon ki aap per nazar na paray .........

                u knw hum pak gaey wahan bhi dekha baree baree kashtiyaN type design banay huey thay , ghungroo lagay huey abbaya per 372-shed

                aap mind na karna hum aap per tanqeed nhin kar rahay :embarasse
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

                  baatein to tum aisay ker rahi ho jese waqee tameez'daar ho
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Thanxxxxx Musaddaq
                    teddy

                    Comment

                    • #11
                      Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Bohat achhay abbaya share kiey musaddaq....:thmbup:

                      Lekin humein ye jo rang birangay phool jhameloN walay abbaya hain pasand nahin , khair her aik ki apni soch hoty hay Abbaya pehna jata hay khud ko dhaanp k rakhnay k liey to wo itna simple hona chahiey k khwamkha chaltay huon ki aap per nazar na paray .........

                      u knw hum pak gaey wahan bhi dekha baree baree kashtiyaN type design banay huey thay , ghungroo lagay huey abbaya per 372-shed

                      aap mind na karna hum aap per tanqeed nhin kar rahay :embarasse
                      nahi nahi, sahi keh rahi ho tum, lakin u knw mujeh bhi itna nahi pata tha na, bcoz hamare haan normally koi nahi pehenta, to jaise main ne yahan pehne dekhe doosroon k i though keh aise he pasand kiya jate hain:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Bohat achhay abbaya share kiey musaddaq....:thmbup:

                        Lekin humein ye jo rang birangay phool jhameloN walay abbaya hain pasand nahin , khair her aik ki apni soch hoty hay Abbaya pehna jata hay khud ko dhaanp k rakhnay k liey to wo itna simple hona chahiey k khwamkha chaltay huon ki aap per nazar na paray .........

                        u knw hum pak gaey wahan bhi dekha baree baree kashtiyaN type design banay huey thay , ghungroo lagay huey abbaya per 372-shed

                        aap mind na karna hum aap per tanqeed nhin kar rahay :embarasse
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        baatein to tum aisay ker rahi ho jese waqee tameez'daar ho
                        yeh nahi hai kya372-shock

                        Comment

                        • #13
                          Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                          nice g...

                          main khood abayya pehnti houn..par mujhy ziyda simple abyya passnd hai...wasy aaj kal silk ke abya ka rewaj hai....
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                            Originally posted by soni kudi View Post
                            nice g...

                            main khood abayya pehnti houn..par mujhy ziyda simple abyya passnd hai...wasy aaj kal silk ke abya ka rewaj hai....
                            kabhi abbaya se bhi pocha hai keh usse kitna ghussa aata ho ga jab tum usse pehanti ho gi to372-haha

                            Comment

                            • #15
                              Re: FOR AANCHAL (Abbaya)

                              main b abaya pehanti huteddy
                              aur mujy simple pasand hain
                              but yehan to simple milna itna mushkil hai
                              order par banwana parta hai

                              Comment

                              Working...
                              X