Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khawateen ki chilman kay Rules

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: khawateen ki chilman kay Rules

    Is sec. mey aap bhi post ker saktey hein? leykin uper diye huye RULES key mutabiq (Y)
    inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: khawateen ki chilman kay Rules

      Originally posted by Nido Jee
      kiya is section main sirf khawateen hi posts karain giiiiiiiiii???????????????

      Originally posted by khl
      Kia yehan bhai b asakty hain ya siraf behnain hee?

      male bhi is section main posting kar saktay hain lekan sirf general topics pay ...cooking pay .....sirf un topics pay post na karain jo sirf or sirf female say related hotay hain ..woh topics apni behnoun key leye choor daian :rose baki koi idea hai to humaye bataye ham us par bhi ghoor kar saktay hain :eye:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #18
        Re: khawateen ki chilman kay Rules

        Originally posted by Aanchal

        acha aap ka kehna theek hay
        per abi nahi hy koi idea mery pass:eek:

        Comment

        • #19
          Re: khawateen ki chilman kay Rules

          Asslam-o-Alikum WR WB

          today , ki dish :)

          pateeli main , yani dechki main pani lijya , :) us main aag lagay i mean fire , phir us ko ubalnay dijya , phir us main pati daliya :) aur us ko pakiya , phir cheeni ko daliya :) phir bonny milk daliya :) aur aik cup main nikal kar apnay anay walo ko serve karya :)

          ya bhot asan si dish hy hoe pasnd ai gi :)

          FeamanAllah
          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

          Comment

          • #20
            Re: khawateen ki chilman kay Rules

            Originally posted by Bheegi-Palkain

            yeh Rules main dish ki recipe kahan say a gai ?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #21
              Re: khawateen ki chilman kay Rules

              Originally posted by Aanchal
              yeh Rules main dish ki recipe kahan say a gai ?
              Asslam-o_Alikum WR WB

              acha ! main to smajhi ky chalo Tea bana na sikah do :d

              FeaamNAllah
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #22
                Re: khawateen ki chilman kay Rules

                Asslam-o-Alikum WR WB

                Aik sawal ! :o agr model khud ho to kya pic laga dey :o

                FeaamNAllah:wk
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                Comment

                • #23
                  Re: khawateen ki chilman kay Rules

                  Originally posted by Bheegi-Palkain
                  Asslam-o-Alikum WR WB

                  today , ki dish :)

                  pateeli main , yani dechki main pani lijya , :) us main aag lagay i mean fire , phir us ko ubalnay dijya , phir us main pati daliya :) aur us ko pakiya , phir cheeni ko daliya :) phir bonny milk daliya :) aur aik cup main nikal kar apnay anay walo ko serve karya :)

                  ya bhot asan si dish hy hoe pasnd ai gi :)

                  FeamanAllah

                  yeh dish hey BP? iss ka title hona chaiye tha........ASAN SA CUP.:D

                  Comment

                  • #24
                    Re: khawateen ki chilman kay Rules

                    agher boys ka kutraa ya boys ke jenz ka thread nahin
                    tu phir khwateen ke chilman kiyaon?
                    chaloo as bhanain hamri bhenoon keo "chilman" tu yaad rehy gi
                    Zaid Hammid on Sawat War..
                    A must Watch..

                    Comment

                    • #25
                      Re: khawateen ki chilman kay Rules

                      ek mushwarah
                      bhut achi baat hai sub behnain mil ke achi achi batin kerin..

                      ek mishwaraa hai ke jo badi behnain hain(Baji's) .. woh choti behnoon ki Tarbiyat ke hawaley sey bhi posts kerin ..
                      kiyon ke young loog akser khwaboon ke dunia main rehty hain as liye munaasib indaaz main un ko haqeet sey agaah rekhnaa chahiya.. umeed kertaa hoon badi behnina meri baat samjh gai hoon gi ..
                      Zaid Hammid on Sawat War..
                      A must Watch..

                      Comment

                      • #26
                        Re: khawateen ki chilman kay Rules

                        accepted:thmbup:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment

                        • #27
                          Re: khawateen ki chilman kay Rules

                          Originally posted by tauseeftariq
                          ek mushwarah
                          bhut achi baat hai sub behnain mil ke achi achi batin kerin..

                          ek mishwaraa hai ke jo badi behnain hain(Baji's) .. woh choti behnoon ki Tarbiyat ke hawaley sey bhi posts kerin ..
                          kiyon ke young loog akser khwaboon ke dunia main rehty hain as liye munaasib indaaz main un ko haqeet sey agaah rekhnaa chahiya.. umeed kertaa hoon badi behnina meri baat samjh gai hoon gi ..
                          well said:thmbup:
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment

                          • #28
                            Re: khawateen ki chilman kay Rules

                            [quote=Aanchal]
                            assalamalikum

                            khawateen ki is chilman main ham sab behnoun ko kushamdeed kehtay hain

                            yeh aap ka fourm hai aap isay apnay ghar ki taraha sajaye :) aap is fourm main har us mozoo pay discuss kar saktay hain jo khawateen say related houn ...

                            bahesayat maa , behan, beeti , biwi , doost aap kaay kia faraiz hain un tamam mozooat pay aap discuss kar sakti hain ...

                            app is main koi recipes/fashion tips/ fashion designing, interior designing , flower making , fabric painting , glass painting , henna kay designs, hair style or articales etc etc....waghera par post kar sakti hain..

                            app model ki pic post kar sakti hain laiken is baat ka khas khayal reaakhian kay un ka libaas mayarii hoo ....agar model ki pic is site kay mayaar kay mutabiq na houn to woh delete kar di jaian gee ...!!!!

                            app history ki kisi bhi female ki" life history" kay baray main posting kar sakti hain..jinoun nay yeh sabit kar deekhaya tha kay khawateen bhi buhat kuch kar sakti hain woh bhi kisi say kam nahi :sun_smile

                            app ki posting main kisi ghair mayari lafz ka istamal kia gia hai to MOD'S usay delete/edit kar saktay hain :)

                            yeh sab behnoun ka section hai app agay aye or is ko khooubsurat rangoun say sajaye ...apni mamloomat dosroun tak pounchaye .....aap yeh baat sabit kar deekhaye kay WAJOOD-E-ZAN SAY HAI TASWEER-E-KAINAAT main rang

                            waisay to yaha zaidatar post urdu hi main honi chaye laiken agar koi post buhat achi hai or woh english main hai tab bhi app post kar sakti hain ... :maan:

                            Hafzan-e-sehat kay asloun pay mabni mozooat pay bhi postings kar saktay hain ...

                            agar koi idea hoo is section main mazeed behtri lanay key ley to app is thread pay ya pher pm pay ham say rabta kar saktay hain

                            [/Inshallah I will participate in this thread.I have many gharyloo tootky for daily routine.Short and urgent meal receipee etc.]

                            Comment

                            • #29
                              Re: khawateen ki chilman kay Rules

                              zaroor main aap kii immedon par pora utreen gii

                              Comment

                              • #30
                                Re: khawateen ki chilman kay Rules

                                Baki saray asool theek hein, lekin english ki post ko delete kerne ka faisla kuch munasib nahi lagta, Is forum mein bohat se loog aisay hein jo basically pakistani hein hein lekin doosray mamalak mein rehaish pazeer hein, aur un ke liye baz aukaat urdu mein explain kerna kuch mushkil hota he...is point pe kuch reayat bertni chahiye, aagay jese aap ki merzi
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X