Suboh se soch rhi thi k aaj kia pakaun:cc: ? sochnay mein sara din nikel gya hey, ab iss sakht sardi mein baher janay ko bhi dil nhi ker raha k kuch la kar pakaoun. yaad aaya k ghar mein taza methi pari hey to aaj methi k parathay hi pka leti hoon:eye: ..........akailay akailay thori khaun gi aap ko bhi recipe de rhi hoon aap bhi bnaiye aur khaiye:lpop: .(apni ungliyan bachaiye ga:khi: )
ingredients: taza methi aik bunch
aata 4 ya 5 prathon k liye
surkh mirch 1 choti chamach
namak jitna aap pasand kertay hon
hari mirch zayeqay k mutabiq
zeera,khushk dhaniya pissa hua 1 barra
chamch
ghee ya margarine zarurat k mutabiq
Methi ko dho ker bareek bareek kaat lein aur dobara dho ker drain ker lein. aatay mein namak, mirch, hari mirchein, zeera aur dhaniya mila ker mix kerain aur phir normal aatay ki trah goondh lein. ab parathay k liye pairra bna ker uss mein ghee lgayein aur roll ker k paratha bna lein aur taway per pakalein, parathay k dono traf bhi ghee lagana nah bhooliye. mazedaar parathay tayar hein.
Bnaiye, pakaiye, khaiye aur duaon mein yaad rakhiye ga.:)

Comment