Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

    assalamalikum
    aik acha ghar har banday ki khawaish hoti hai (kuch ki shayad na hoo :D)
    buhat say loog isay acha sajatay bhi hain or ghar ko araamdeh bantay hain kay jo sakoon apnay ghar main hai wo kahi or nahi ....
    lekan kuch loog is ki parwa nahi kartay .financial problems agar ho to wo or baat hai lekan kuch loog sab kuch hotay hovey bhi ghar pay tawajoo nahi deytay ..:)

    aap kay khayal main ghar kesa hona chaye ?:thmbup:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

    Aatay Hai Braek K Baad......:)
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3

      Originally posted by Aanchal View Post

      wsalam!

      me ki behan ko itna shoq ha ghar decorate karnay ka :lahoulwoh khud decoration ki chizian itni sari banati ha aur pora ghar decorate usi nay kiya howa ha siway me kay room kay:khi:har koi yahi pouchta ha tumhara room ina simple kiun372-shock ....tu mai yahi kahti ho kah me ko decoration pieces ya chizian pasand hi nahi:pagal:me ko room may jitni kam chizian ho utni hi pasand ha bas :khi:meray khiyal se simple hona chiaya ghar zayda decoration bhi achi nahi hoti:khi:

      Comment

      • #4

        Originally posted by fari View Post

        han zeada decoration mujhe bhi nahi pasand....bas ghar saja hua zarur ho lekin us me nafasat...safai....or colours ka khyal zarur rakhna chaey:thmbup:

        Comment

        • #5

          Originally posted by saraah View Post
          Aatay Hai Braek K Baad......:)
          theek :thmbup:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

            Originally posted by fari View Post
            wsalam!

            me ki behan ko itna shoq ha ghar decorate karnay ka :lahoulwoh khud decoration ki chizian itni sari banati ha aur pora ghar decorate usi nay kiya howa ha siway me kay room kay:khi:har koi yahi pouchta ha tumhara room ina simple kiun372-shock ....tu mai yahi kahti ho kah me ko decoration pieces ya chizian pasand hi nahi:pagal:me ko room may jitni kam chizian ho utni hi pasand ha bas :khi:meray khiyal se simple hona chiaya ghar zayda decoration bhi achi nahi hoti:khi:
            acha to kesa hona chaye yeh bataoo na :D:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

              Originally posted by senorita View Post
              han zeada decoration mujhe bhi nahi pasand....bas ghar saja hua zarur ho lekin us me nafasat...safai....or colours ka khyal zarur rakhna chaey:thmbup:
              Originally posted by Aanchal View Post
              acha to kesa hona chaye yeh bataoo na :D:

              dekhain humari zarort ki chizian asi parien ho kah jasay woh usi jagha kay liya thi:eye:bed almari table sab poroper jagha per ho magar distance asay ho kah room khola khola lagay bara bara sa ....white paint tu hona hi chiaya:lpop: sab furniture ka aik hi colour hona chiaya:khi:aik achi c basket choti c honi chiaya372-shock

              Comment

              • #8
                Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                Originally posted by fari View Post
                dekhain humari zarort ki chizian asi parien ho kah jasay woh usi jagha kay liya thi:eye:bed almari table sab poroper jagha per ho magar distance asay ho kah room khola khola lagay bara bara sa ....white paint tu hona hi chiaya:lpop: sab furniture ka aik hi colour hona chiaya:khi:aik achi c basket choti c honi chiaya372-shock
                han esa hi:thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                  Walaikum salam
                  bohot acha topic hai...ye keh sakti hoon kay maira fav topic :D:...ghar aisa ho jahan jatay he sakoon mehsoos ho...is ke decoration bhi bohot ehtiyaat say karna chahiye,sirf khud ko he nahi balkay agar koi ghar per aaye tu un ko bhi acha lagay......akser loog gharoon mai brown color bohot use kartay hein like brown furniture,light brown walls, carpet tak kay brown rakhtay hein.....mujhay ye bara dull sa lagta hai :na:....i think ghar mai fresh colors honay chaheye especially pink blue...bohot acha lagta hai......drawing room mai maroon best rehta hai, kyu kay ye ankhoon ko attrack karta hai......372-shock
                  decoration ka samaan bhi bass hisaab say ho.....bedroom tu simple he acha lagta hai bass cute si lamp side tables per aur fresh flower vase bhi achay lagtay hein........i think ghar ke entrance per ziada decoration ka samaan ho.....like jab ham ghar decorate kar rahay thay..jaisay he door villa ka khulta hai, aagay he bara sa mirror rakha tha, neechay lambi si table..us per kafi decoration ka samaan hai....friends ko kafi acha laga tha....drawing room mai bhi decoration ki cheezien achi lagti hai, bt hissab say hoon....had say ziada chezein hoon tu uncomfortable feel hota hai....
                  ghar decorate karnay kay lea i dont think so kay bohot expensive cheezein laini chaheye ,normal prize per decoration ke cheezein lein takay kuch month baad agar koi aur cheez pasand aa jaye tu pehli decoration ke cheez hatatay hoe dukh na ho.......:lpop:
                  Aik aur baat jo bohot zaroori hai...har saal apnay ghar mai kuch changes laye..ye nahi keh rahi kay ghar change kar dein..lol.......bass thori se changes bhi bohot achi lagti hein...like sofay ka cover change kar lein, ya us per paray hoe cusion kay cover change kar dein....decoration kay samaan ke setting thora change karein...koi new wall frame laga dein...khanay ke table per kabhi fresh flower sajayein, kabhi small glass bowl mein pani bhar kar us mein rose petal daal dein aur candle jala dein.......ye choti choti changes say bhi ghar fresh lagta hai...aur wahi cheezein dekh kar insaan bore bhi nahi hota......

                  i think so kafi bool lia, ab dosro ka turn.......:D
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                    Originally posted by Wafa View Post

                    waaah aap ki thinking mujh'se kafi milti he.

                    Ghar ai'sa hona cha'hiye ke usme rehne ko aur dehkne me acha feel ho. Safai to sab se pehle number per he. Safai ka khiyal aur phir khoobsoorat COLOURS ke saath her room ke hisaab se hona cha'hiye.

                    Aur thora boh'hat change bih ker'na cha'hiye:)

                    Comment

                    • #11
                      Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      assalamalikum
                      aik acha ghar har banday ki khawaish hoti hai (kuch ki shayad na hoo :D)
                      buhat say loog isay acha sajatay bhi hain or ghar ko araamdeh bantay hain kay jo sakoon apnay ghar main hai wo kahi or nahi ....
                      lekan kuch loog is ki parwa nahi kartay .financial problems agar ho to wo or baat hai lekan kuch loog sab kuch hotay hovey bhi ghar pay tawajoo nahi deytay ..:)

                      aap kay khayal main ghar kesa hona chaye ?:thmbup:

                      Mein bhi koi 10 months ho gaye hein triple story ghar ki construction kerwatay huay, tang aa gaya hoon :pagal:

                      mein ne ghar banwaya, us ki ceilings khud design kein, phir un ki ceilings ko wooden colour kerwaya (yeh concept mein ne singapore ke hotel mein dekha tha to me ko acha laga), bari bari windows rakhein light green colour ki, light work, her bedroom attached bath with a big almari jo suiting cum decoration (a complete package), ceiling per glass work kerwaya, big kitchen. me ke ghar ko jo visit kerta he wo me ki bohat tareef kerta he, per me ko lagta he ke kuch kumiyaan reh gai hein aur me ke paisay ziah ho gaye hein :pagal:

                      mujay wall decoration ziada achi nahi lagti, Is liye mein kahon ga ke ghar simple sa hona aur ziada paisay nahi kharch kerne chahiyein. Mujay lagta he ke jitna mein ne kaam kerwaya us se half mein bhi achi construction ho sakti thi. So, ghar mein fazool kharchi kerne se behtar he ke kisi ghareeb ke kaam aaya jaye ta ke insaan ka kuch to bhala ho
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        assalamalikum
                        aik acha ghar har banday ki khawaish hoti hai (kuch ki shayad na hoo :D)
                        buhat say loog isay acha sajatay bhi hain or ghar ko araamdeh bantay hain kay jo sakoon apnay ghar main hai wo kahi or nahi ....
                        lekan kuch loog is ki parwa nahi kartay .financial problems agar ho to wo or baat hai lekan kuch loog sab kuch hotay hovey bhi ghar pay tawajoo nahi deytay ..:)

                        aap kay khayal main ghar kesa hona chaye ?:thmbup:
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                          sorry 4 being late.......

                          generally yeh k sab se pehlay ghar naqshay k mutabiq hona chahiye.,...chota ho ya barra......me ne bohat se esay ghar dekhain hain...jo mehaz oott pataang banay honay ki waja se husan se aari hain....
                          personally muje shor sharabay wali jaghon pe ghar pasand nae hain....city me b ho tou koi purskoon si jagha honi chahiye na....
                          aur me apnay ghar me decoration pieces kafi hadd tak pasand nae krti...
                          sabz sajaawat bohat pasand hai...aur hum ne kafi plants rakhay hue hain...terrece bohat piyari hai...jhoola b hai....
                          kehnay ka matlab yeh hai k...ghar me apnay sakoon ki cheezain honi chaiyen..na k dikhway k liye be tukkay kaam krwayen jayen...
                          saadgi numayaan ho.....aur ghar me daakhil hotay hi sakoon ka ehsaas ho....
                          muje windows bohat pasand hain.....aur window esi jagha pe ho..jahan se sunlight enter ho skay.....
                          aur yeh k me rooms k chotay barray honay k hisaab se..paints colour ka intikhaab behtar tareeqay se krnay pe bohat zor deti hoon.....lighting achay se ho....
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #14
                            Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                            pehli bat ghar ki safi suthrai pay khas tawaju deni chahia ghar dhool mati keeray makoron say ghar pak hoo
                            aur decoration piece khud apnay hath k bana k ghar ko sajaya jay to bohat khushi hote hai
                            plant ghar ki khoobsurte barhanay main aahem qirdar aada kartay hain :phool:

                            Comment

                            • #15
                              Re: aap ghar ko kesay decorate kartay hian ?

                              home decoration stuff
                              Last edited by MuQadas; 30 April 2009, 19:55.

                              Comment

                              Working...
                              X