Ajza:
bhindiyan 1/2kg
zeera 1/2 tsp
lehsun pisa hua 1 tbsp
adrak pisi hoi 1 tbsp
laal mirch 1 tbsp
haldi 1/2 tsp
hari mirch 2 adad (bareek kati hoi)
leemon 1 adad
dahi 1 pao
oil 1 cup
namak hasb-e-zaiqa
Tarkeeb:
pehle bhindiyan achi tarah dho ker 2 tukron main kaat lain fir aik degchi main oil garam karain fir is main zeera daal dain fir lehsun , adrak, namak, laal mirch, haldi, hari mirch aur dahi daal kar achi tarah se bhoonain , jab masalha bhun jaye to kati hoi bhindiyan daal kar aik leemon ka ras daal dain aur mix ker k dam per rakh dain , thori thori dair baad dekhti rahian bhindiyan gal jaien to hara dhaniya daal kar utaar lain , dahi wali bhindiyan tayar hain .

Comment