Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hair Problem!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hair Problem!

    Assalamo-Alekam payari sahayliyon:)

    asal mein problem yeh ho gaye hai kay mein ganji ho rahi hoon:(:lahoul
    baal bohat gir rahye hein, noramlly 100-200 per day is not a problem, lekin meray hair bohat he thin ho rahey hein.:(:(:pagal:

    yahan per desi totkay kernay wali cheezein mil tou jaati hein, lekin mujhe unhein kernay ka time nahi milta aur mujhe sure bhi nahi hai kay woh 100% WORK BHI KERTEY HEIN YA NAHI, MAGAR IF THEY ARE 100% GURANTEED, THEN ME KER LOUN GI
    and also, if you think koi hair oil, homeopathetic type ka mil jaat hai hair fall ko control kernay kay liyey tou woh bhi bata dein:)

    Jazak ALLAH
    Last edited by *Hijab*; 27 November 2008, 20:07.

  • #2
    Re: Hair Problem!

    Originally posted by *Hijab* View Post

    1. Aap tension mut lein :tasali:

    2. sub se pehlay ager aap conditioner use kerti hein to wo use kerna band karein, hair conditioners ball ko light weight kerte hein.

    3. Ball ko garam pani se mut dhooein

    4. Ball dhonay se 2 ghantay pehlay dheeray dheeray ser pe kisi bhi oil se massage karein. aur apna shampoo change kerein.

    5. Arnica aur Jaborandi homeopathic medicine hein, if required Mother Tincture mein lein, 5, drops of each 3 times a day.

    Aur ager phir bhi aaram na aaye to phir aap mere baal poot ke apnay ser mein laga lein, mein donate kerne ko teyaar hon :lpop:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Hair Problem!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      I will follow these 5 tips.

      Comment

      • #4
        Re: Hair Problem!

        Originally posted by *Hijab* View Post
        Jazak ALLAH
        I will follow these 5 tips.
        yeh tip sirf aap ke liye he, koi aur isay follow kerne se pehlay mujay meri fees de
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Hair Problem!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          1.

          Aur ager phir bhi aaram na aaye to phir aap mere baal poot ke apnay ser mein laga lein, mein donate kerne ko teyaar hon :lpop:

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          yeh tip sirf aap ke liye he, koi aur isay follow kerne se pehlay mujay meri fees de
          ACHAA...KIYA FEE HAI....
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Hair Problem!

            Originally posted by *Hijab* View Post
            Assalamo-Alekam payari sahayliyon:)

            , MAGAR IF THEY ARE 100% GURANTEED, THEN ME KER LOUN GI
            and also, if you think koi hair oil, homeopathetic type ka mil jaat hai hair fall ko control kernay kay liyey tou woh bhi bata dein:)

            Jazak ALLAH
            WAALIKUM ASSLAM PIARI SAHELI...:)

            BAQI TOU AAMIR NE BTA DIYA HAI....
            HAIR OIL....KA AAP NE KRNA YEH HAI....K
            OLIVE OIL....ALMOND OIL.....CASTOR OIL.....KALONJI OIL.....COCONUT OIL....YEH BRABER MIQDAAR ME MIX KR LAIN....AUR WEEKLY 2 SE 3 BAAR....MINIMUM 4 HOURS...N MAXIMUM POORI RAAT K LIYE LAGAYEN....YE BAZAAHIR TOU AJEEB SA LAGTA HAI NA....BT ITS A SPECIFIC REMEDY....:thmbup:
            NOTE....OILS MUST B PURE....KISIS B ACHI COMPANY KA LE LEIN.:)
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Hair Problem!

              WAlikumsalam...

              do method batati hun jo mei bhi use karti hun aur kafi useful bhi hain aur apko change bhi feel hoga:D:

              1..Coconut oil (1 bottle) mei kalwanji aik tablespoon mix karke usko do din tak dhoop mei rakh dein..uske baaad ap usko use kar saktien hain...and week mei two times oil zaroor lagaya karien...isse baal bhi mazboot honge aur lambe bhi

              2..Egg ,yougurt lemon mix karke week mei aik baar lagayein...hairs mei shine ati hai issse aur dandruff bhi nahi hoga :rose
              Last edited by *khushi*; 28 November 2008, 16:49.

              Comment

              • #8
                Re: Hair Problem!

                Jazak ALLAH Khushi and Sarah dear:phool:

                I will try these tips for sure

                Comment

                • #9
                  Re: Hair Problem!

                  Originally posted by saraah View Post

                  ACHAA...KIYA FEE HAI....
                  Aap se fees thoori loon ga :embarasse

                  aap paisay de dijiye bus :embarasse:embarasse
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Hair Problem!

                    Originally posted by *Hijab* View Post
                    asal mein problem yeh ho gaye hai kay mein ganji ho rahi hoon:(

                    mubaarak ho...join the men's exclusive club...u'll soon adjust to the new look hahaha 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                    just kiddding...sorry sorry sorry

                    mazaaqan kahaa hai...buraa mat mannaa ;)

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment

                    • #11
                      Re: Hair Problem!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      1. Aap tension mut lein :tasali:

                      2. sub se pehlay ager aap conditioner use kerti hein to wo use kerna band karein, hair conditioners ball ko light weight kerte hein.

                      3. Ball ko garam pani se mut dhooein

                      4. Ball dhonay se 2 ghantay pehlay dheeray dheeray ser pe kisi bhi oil se massage karein. aur apna shampoo change kerein.

                      5. Arnica aur Jaborandi homeopathic medicine hein, if required Mother Tincture mein lein, 5, drops of each 3 times a day.

                      Aur ager phir bhi aaram na aaye to phir aap mere baal poot ke apnay ser mein laga lein, mein donate kerne ko teyaar hon :lpop:

                      tusi nai to me ko heran kar ditaaa
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Hair Problem!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aap se fees thoori loon ga :embarasse

                        aap paisay de dijiye bus :embarasse:embarasse
                        ALLAH MERE HAIR SALAMAT RAKHAY..........:lpop:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Hair Problem!

                          Originally posted by saraah View Post
                          ALLAH MERE HAIR SALAMAT RAKHAY..........:lpop:
                          itni duain kion maangni perr rahi hain aap ko apne hairs keh liya, kahin daal kaali to nahi hai:khi:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Hair Problem!

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            itni duain kion maangni perr rahi hain aap ko apne hairs keh liya, kahin daal kaali to nahi hai:khi:
                            DAAL KAALI NAE HAI....BAAL KAALAY HAIN WESE.......WO ME ISS LIYE DUA MAANG RAHI HUN....K AAMIR KO PAISAY DENE SE BEHTAR HAI BAAL SLAMAT RAHAIN....:khi:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Hair Problem!

                              Originally posted by saraah View Post
                              DAAL KAALI NAE HAI....BAAL KAALAY HAIN WESE.......WO ME ISS LIYE DUA MAANG RAHI HUN....K AAMIR KO PAISAY DENE SE BEHTAR HAI BAAL SLAMAT RAHAIN....:khi:
                              yeh nalaik kya baaloon ko theek kerne keh nuskhe bata raha hai, halankeh apne ser pe is keh kuch baal he baki reh gaya hain, or aap keh iss age mian bhi baal kaale hain, badi hairat ki baat hai:khi:

                              Comment

                              Working...
                              X