Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hello

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hello

    Assalam-o-alaikum behno teddy
    main aaj kal kuch pareshan hoon.kyun k taqreeban aik maheene se mere baal bohot girne lage hain.pehle theek the aur ab itne saare girte hain.aap sab se meri request hai k iska koi hal bataen.main nahin chahti k mere thode se baal reh jayen pliz meri madad karen.

  • #2
    Re: hello

    Originally posted by lllife View Post

    waalikum aslamteddy

    aap ne krna yeh hai k zaitoon/klonji/caster/n almond oil ki 25 ya 50 mg wali bottles leni han....in oils ko mix kr lain haftay me 2 baar raat ko laga kr subha sr dho lain.(agr aapko smell wgera ka msla na ho tou....lakin majboori ho tou krna prrta hai na.)

    tension na lain......zyada kurrhti tou han aap....thts vry imp

    shampoo achaa use kren..

    apni diet me almond use kren.....also fruits.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: hello

      Originally posted by saraah View Post

      zaitoon ka oil :( chalo is se theek ho ga to chale ga.
      shampoo main pehle anti dadnruff use karti thi magar jab theek ho gaya to chod diya.main ne suna tha k zeyada istimal karne se bhi baal kharab ho jate hain.ab main dove use karti hoon normal hairs k liye.yeh theek hai na???
      aur fruits mein mujhe sirf apple acha lagta hai woh kha leti hoon.almond nahin pasand mujhe.
      aur tension lene se bhi baal girte hain kya 372-shock

      Comment

      • #4

        dove b achaa hai.ajkal head n shoulder ka hair fall defence shampoo aya hai....wo try kr lain

        apple is vry vry useful bt hr trah ka fruit khaya jaye tou better

        tension se.?..........aur girtay kis se han..!..:)

        bt oil mixing formula is a specific remedy.:)
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: hello

          Originally posted by saraah View Post
          dove b achaa hai.ajkal head n shoulder ka hair fall defence shampoo aya hai....wo try kr lain

          apple is vry vry useful bt hr trah ka fruit khaya jaye tou better

          tension se.?..........aur girtay kis se han..!..:)

          bt oil mixing formula is a specific remedy.:)
          chalo h & s bhi try karun gi,oli wala formula bhi aur tension se bhi bach k rahun gi :khi:
          thank u soooooooooooooooooo much sarah ji :phool:

          Comment

          • #6
            Re: hello

            walaikum salam Life!
            Tips aap ko Sarah ney bata dieN iss key ilawa kuch vitamins baaloN ki growth key liye bohot zaroori hotey hein jaisey Vitamin A, E, C plus kuch B's. Iss liye make sure key aap mey in vitamins ki kami tau nahi.
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7
              Re: hello

              Originally posted by Xenja View Post
              walaikum salam Life!
              Tips aap ko Sarah ney bata dieN iss key ilawa kuch vitamins baaloN ki growth key liye bohot zaroori hotey hein jaisey Vitamin A, E, C plus kuch B's. Iss liye make sure key aap mey in vitamins ki kami tau nahi.
              2 maheene pehle blood test karaya tha.dr ne kaha k saare vitamin poore hain.sirf iron ki kami hai

              Comment

              • #8
                Re: hello

                Originally posted by lllife View Post
                2 maheene pehle blood test karaya tha.dr ne kaha k saare vitamin poore hain.sirf iron ki kami hai
                Right .... Iron ki kami bhi baloN key girney ka aik factor hai. tau sirf aap ney iss(iron) deficiency ko poora kerna hai
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: hello

                  Originally posted by lllife View Post
                  Assalam-o-alaikum behno teddy
                  main aaj kal kuch pareshan hoon.kyun k taqreeban aik maheene se mere baal bohot girne lage hain.pehle theek the aur ab itne saare girte hain.aap sab se meri request hai k iska koi hal bataen.main nahin chahti k mere thode se baal reh jayen pliz meri madad karen.
                  Originally posted by lllife View Post
                  2 maheene pehle blood test karaya tha.dr ne kaha k saare vitamin poore hain.sirf iron ki kami hai
                  Mera experience larkiyon jitna to nahi ho sakta, lekin meri taraf se kuch tips mulahiza keejiye.

                  Aap frequently ser ko mut dhoein, I mean daily ser mut dhooein. Shampoo ka istmaal kum ker dein, is ka alternative kuch dhoondein. Mein ne note kia he ke baaz aukaat shampoo loogon ko suit nahi kerta aur phir is se baal ziada girnay lag jatay hein.

                  The most important thing. Ager aap conditioner use kerti hein to aap usay bilkul he band ker dein. conditioner balon ko soft kerne ke liye chemical reaction kerta he balon mein. It is just like ke shaving cream. Shaving cream balon ko kisi hud tak balon ki strength kum ker deti he. Conditioner se balon mein shine to aa jati he, per wo pehlay jitnay mazboot nahi rehtay.

                  Kuch conditioner achay bhi hoon ge, but aap itnay experiment afford nahi ker saktein.

                  Iron rich diet lein, especially green vegetables, meet etc. Ager kaam na banay to fefolvit ke capsule bhi kaam ker saktay hein, per aap rehne dijiye :D:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: hello

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post

                    larkiyon se zyada tou hoskta hai na.......:embarasse
                    beharhaal.theek kaha aap ne........conditioner bilkul b useful ane hotay balon k liye....bl k sabvhi batain aap ne darust bayan farmaayen.good.
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: hello

                      Originally posted by saraah View Post
                      larkiyon se zyada tou hoskta hai na.......:embarasse
                      beharhaal.theek kaha aap ne........conditioner bilkul b useful ane hotay balon k liye....bl k sabvhi batain aap ne darust bayan farmaayen.good.
                      Now my comments got authenticated :D:
                      :thmbup:

                      Comment

                      Working...
                      X