Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khawateen digest's ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • khawateen digest's ?

    assalamalikum
    aap logoo main say koon koon khawateen digest parhta hai ? koi say bhi pakiza hai shua hai ya jo bhi hai..
    or parhna kio acha lagta hai ?
    or larkiyan jo digest zaia parhti hain wo khawaboo ki duina main zaida rehti hain ? ya reality main? or digest parh kay apnay haalaat theek kar sakti hian ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: khawateen digest's ?

    walaikum salam Aanchal

    Mey Novels perhti huN. Urdu Novels mey, Mey ney ginti key kuch perhey heiN :d
    Leykin meyra khayal hai key agar aap ka real world key sath itna ziada interaction nahi hai tau bohot mumkin hai key aap aik dreamy world mey rehney lag jayeiN....
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: khawateen digest's ?

      walekumsalam Anchal:salam:
      me digests bohat kam kam hi parhti hon...or jin k naam u ne likhe un me silsile war stories to me kabhi nahi parh sakti:embarassebas kabhi kabahr short stories ya un me poetry waghera....wese mujhe jasusi digests zeada pasand hen...ya sab rang bhi acha lagta he or us me cartoons n jokes:D:

      Comment


      • #4
        Re: khawateen digest's ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        assalamalikum
        aap logoo main say koon koon khawateen digest parhta hai ? koi say bhi pakiza hai shua hai ya jo bhi hai..
        or parhna kio acha lagta hai ?
        or larkiyan jo digest zaia parhti hain wo khawaboo ki duina main zaida rehti hain ? ya reality main? or digest parh kay apnay haalaat theek kar sakti hian ?
        Yeh wo cheezein hein jo saari larkiyaan perhti hein, aur koi larka nahi perhta :D:
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: khawateen digest's ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          assalamalikum
          aap logoo main say koon koon khawateen digest parhta hai ? koi say bhi pakiza hai shua hai ya jo bhi hai..
          or parhna kio acha lagta hai ?
          or larkiyan jo digest zaia parhti hain wo khawaboo ki duina main zaida rehti hain ? ya reality main? or digest parh kay apnay haalaat theek kar sakti hian ?

          WAALIKUM ASSLAM
          anchal its good question:)
          me sirf "khwateen"...aur "shuaa".prhti hun....monthly nae leti....jb mrzi mil jaye....jitna chahay purana ho...kiyon k mera maqsad uss me se entertainment k sath sath seekhna b hota hai.....aur mzay ki baat yeh k silsilay war novel ki jo b episode milay .....prh leti hun...haan na...maqsad tou essence nikalna hi hota hai na......


          aap ne khwaabon ki dunia ki baat ki.....hoskta hai kuch larkiyan apnay shahzaday gulfaam dhoondti hon in me se....bt mera nae khyaal ....kiyon k 2 "khwateen"..n "shuaa".......me ajkal bohat haqeeqat pasandana likha ja raha hai...)OMERA AHMAD ki misaal le lijiye....PEER E KAAMIL nae prrha tou zaroor parrain.)....aur jo unko feed back milta hai....uss se b yahi pta chlta hai....k haqeeqat pe mabni tehreeraain bohat pasand ki jarahi han.....

          moreover.me kiyon pasand krti hun....me ne in digest se yeh seekhaa hai...k aurat ka husan....aurat honay me hi hai...mard ka muqabla krnay me nahi....chay kissi b hawalay se....aur issi me aafiat hai.

          in 2 digests k ilawa me chund ek aur digest ko b prrna chaha ....bt muje lga k un me kafi immature writers likh rahi han....specially 4 teen agers.

          ab aap yeh bataiye..aap ko yeh swaal krnay ki zaroorat kiyon pesh aayi.:)
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #6
            Re: khawateen digest's ?

            Aslamalikum
            NIce question Aanchal
            main shadi sey pehley kafi parhti thi digest jis main khawateen digest,akhbar-e-jahan,shama,shuaa,sachi kahaniya waghaira shamil hain but kabhi bhi habbit nahi banaya ,jab bhi parhney ko mil jata parh leti or ek-2 stories tu itni pasand aai thi k un ko sanbhal kr rakh lya thaa..kehtey hain is k bhi loog addicted hojatey hain but khiar apni apni adat hai k app kis baat ko kitna apney ouper hawii honey doo..main intehai shoqeen hoo in cheezoo k,novels tu abb bhi parhti hn but sirf kam ki cheez seekhti hn ya phr koi achi baat yeh kehna k in ko parhney waliya sirf khuwaboo main rehti hain hum jaisi larkiyop k saath ziaditi hai ,mainey Allah ka karam hai bauht tough or practical life guzari hai abb bhi guzar rahi hn,shouq apni jaga zindagi ki reality apni jaga,shouq ka koi mol nahi or agr jayaiz hoo tu poora krney main harj bhi nahi bus thorey sey shaor ki zaroorat hoti hai k app apna shouq apni zindagi main kaisey apply krtey hoo:)

            Comment


            • #7
              Re: khawateen digest's ?

              w.salam
              Mein to had sy zayda pherti rehti ho .. os mein sy Showa, Pakiza, Aanchal, hai ... or sab sy zayda ghar mein daand be pherti rehti rehti ... ka koi or book be read karo yeh kia sara din hat mein digest le hoi hai :p
              kuch kahanion sy tu buht kuch seekni ko milti .. kabi kabi rola be deti hi... iss kahani read karni sy kabi buht kuch sekni ko be milti hai. :)
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #8
                Re: khawateen digest's ?

                Originally posted by saraah View Post
                WAALIKUM ASSLAM
                anchal its good question:)
                me sirf "khwateen"...aur "shuaa".prhti hun....monthly nae leti....jb mrzi mil jaye....jitna chahay purana ho...kiyon k mera maqsad uss me se entertainment k sath sath seekhna b hota hai.....aur mzay ki baat yeh k silsilay war novel ki jo b episode milay .....prh leti hun...haan na...maqsad tou essence nikalna hi hota hai na......


                aap ne khwaabon ki dunia ki baat ki.....hoskta hai kuch larkiyan apnay shahzaday gulfaam dhoondti hon in me se....bt mera nae khyaal ....kiyon k 2 "khwateen"..n "shuaa".......me ajkal bohat haqeeqat pasandana likha ja raha hai...)OMERA AHMAD ki misaal le lijiye....PEER E KAAMIL nae prrha tou zaroor parrain.)....aur jo unko feed back milta hai....uss se b yahi pta chlta hai....k haqeeqat pe mabni tehreeraain bohat pasand ki jarahi han.....

                moreover.me kiyon pasand krti hun....me ne in digest se yeh seekhaa hai...k aurat ka husan....aurat honay me hi hai...mard ka muqabla krnay me nahi....chay kissi b hawalay se....aur issi me aafiat hai.

                in 2 digests k ilawa me chund ek aur digest ko b prrna chaha ....bt muje lga k un me kafi immature writers likh rahi han....specially 4 teen agers.

                ab aap yeh bataiye..aap ko yeh swaal krnay ki zaroorat kiyon pesh aayi.:)
                moreover......aap "hamara cash hai tark e rasoom".....prrhaen agr....shayd shuaa me aata hai....its all abt bitter reallities of life....bt no doubt with an optimistic note added by the writer......she has a very realistic approach.:)
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #9
                  Re: khawateen digest's ?

                  waleikum assalam
                  main pehle padha karti thi khawateen ya shua wagera magar ab aur sirf jasoosi padhti hoon.khawateen digest ki peyar wali kahaniya ewen si achi nahin lagti haan jin mein saas ya bahi chalaak hoti hain woh achi lagti hain :lol imran series bhi bohot padhti thi ab yahan se milte nahin to purane hi pade hain abhi ta :(
                  aur yeh insan pe depend karta hai k woh har cheez se acha seekhta hai ya bura.waise mere khayal se banda yeh sab cheezen sirf timepass k liye padhta hai.uske baad to yaad hi nahin rehta to khayalon mein kaise rahe ga :donno:

                  Comment


                  • #10
                    Re: khawateen digest's ?

                    Originally posted by *Hala* View Post
                    w.salam
                    Mein to had sy zayda pherti rehti ho .. os mein sy Showa, Pakiza, Aanchal, hai ... or sab sy zayda ghar mein daand be pherti rehti rehti ... ka koi or book be read karo yeh kia sara din hat mein digest le hoi hai :p
                    kuch kahanion sy tu buht kuch seekni ko milti .. kabi kabi rola be deti hi... iss kahani read karni sy kabi buht kuch sekni ko be milti hai. :)
                    Hala seekhnay ko milti nahi milta he :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment

                    Working...
                    X