mujhe oily skin kay liyay scrub kay baray main suggestion chachiyayy tha
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
scrub
Collapse
X
-
Re: scrub
Originally posted by magnet View Postmujhe oily skin kay liyay scrub kay baray main suggestion chachiyayy tha
Chehray ko achi tarah wash karein preferably liquid soup se (yeh ziada alkaline hota he). Tissue se khushk kerne ke baad, Apricot ka scrub kerwaein. Market mein 2 type ke common scrub hotay hein, small granule walay aur big granule walay, aap motay granules walay scrub ko use keejiye, it penetrates more into the skin and absorb the skin oil. You can also add a few drops of fresh lemon and Vitamin 'E' (available in cream) which soothes your skin.
Is ke baad ager dil karay to peach ka mask lagaein, jo ke bazar se aap ko mil jaye ga tube packing mein.
Oily skin ke liye aik recommendation aur bhi hay ke serdiyon mein steam lein. Cucumber ke slices se bhi aap kabi kabi scrub keejiye skin ko. Vitamin C ziada use karein. Pani ziada piyein, Protein kum khaein, workout ziada karein, paseenay se bhi skin ke neechay fact accumulate nahi ho pati.
Aur sub se aakhri baat, mere mashwaray ko apnay he risk pe use karein :lol :lol:thmbup:
-
Re: scrub
Originally posted by munda_sialkoty View PostLet me try :hehe:
Chehray ko achi tarah wash karein preferably liquid soup se (yeh ziada alkaline hota he). Tissue se khushk kerne ke baad, Apricot ka scrub kerwaein. Market mein 2 type ke common scrub hotay hein, small granule walay aur big granule walay, aap motay granules walay scrub ko use keejiye, it penetrates more into the skin and absorb the skin oil. You can also add a few drops of fresh lemon and Vitamin 'E' (available in cream) which soothes your skin.
Is ke baad ager dil karay to peach ka mask lagaein, jo ke bazar se aap ko mil jaye ga tube packing mein.
Oily skin ke liye aik recommendation aur bhi hay ke serdiyon mein steam lein. Cucumber ke slices se bhi aap kabi kabi scrub keejiye skin ko. Vitamin C ziada use karein. Pani ziada piyein, Protein kum khaein, workout ziada karein, paseenay se bhi skin ke neechay fact accumulate nahi ho pati.
Aur sub se aakhri baat, mere mashwaray ko apnay he risk pe use karein :lol :lol
:clap:great........شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment