Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Eid Trolly ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~ Eid Trolly ~

    Hay Allah yeah itni badi kesya ho gai yeah to bohat hi dayr may pakay gi but dont worry sirf 5 mint ka khel hay

    Comment


    • #17
      Re: ~ Eid Trolly ~

      Originally posted by Rabi
      hmm to may ajj app sab ko Namkeen sheer khorma bana na sekhati ho ;;)


      ker na kuch khas nahi hay bus ik kilo dood may do kilo namak or 1 1/2 Kilooo mirchain mila ker thori dayr bhonain jab pani chornay lagay to us may say pani nikal ker pee lain or us ka taste kay hisab say thori si mirchain or dall dina . app dekhain gay kay kitni acchi khuushboo app ko nazer ay gi jesay hi app ko khushbo nazer ajay us ki pic lay ker dobara say usi may dal dian double maza ay ga

      5 min may koi drama dekhnay chali jain or 1 ghantay bad aker dekhian gi to app ki sheer khorma ko char chand lag gay hongay us may say ik chand asman per laga di jiya ga tkay sab ko nazer ay or loog Eid aram say bana lain


      accha to hum sheer bana rahaay thay . abb us may dry fruit dal dian maslan seeb ko kelay ko or terbozay or kherbozay ko Dry ker lain dryer may dal ker or phir daal dain . usi may jo hum nay upper ameza banaya hay

      abb kuch hi dayr tak bhonai kay bad us ko tarka laga dian payaaz wegayra daal ker or ha lasan dalnay say ik ticket may do do mazay ay gay . or phir dish may nikal ker kali mirchain sabut opper dal ker paysh ker dian

      is terha app ka mehman intihay khush hongay or is ko bananay ka tareeqa pochian gay


      Yeah hoi na Eid
      Rabi ki bachii...:tomato:

      :khi: :dua
      ur great ..:p :wink

      Comment


      • #18
        Re: ~ Eid Trolly ~

        Originally posted by Rabi
        Hay Allah yeah itni badi kesya ho gai yeah to bohat hi dayr may pakay gi but dont worry sirf 5 mint ka khel hay
        Jii haan
        aap he pakaiyay ga yay itny mazy ki dish :tang:
        aur khud khaiyay ga :p

        Comment


        • #19
          Re: ~ Eid Trolly ~

          Khubani ki pudding

          Doodh....... 1 litre
          andy......... 4
          chine........ hasb- e - zaiqa
          khubani..... 1 pao
          khoya........1 pao
          esence ..... chand katray

          Tarkeeb :
          1) Khobani ki ghutle nikaal ker doodh main paka'ain
          2) Jab dodh adha reh ja'ay to utaar lain
          3) Ando ki zerdi aur safaide ko alag alag khoob phaintay phir mila dain
          4) chine aur khoya mila ker khoon phaintay
          5)Phir doodh aur khobani bhe shamil ker dain aur achii tarah phaint ker yak jaan ker dain pudding ky bartan main dal dain
          6) Patele main adha pani daal ker is main yay rakh dain aur dheeeme aag per paka'ain
          7)jam ja'ay to utaar lain

          Comment


          • #20
            Re: ~ Eid Trolly ~

            Originally posted by aik_lerki
            Rabi ki bachii...:tomato:

            :khi: :dua
            ur great ..:p :wink

            Rabi ki bachi kaan hay mughy bhi milna hay us say

            kidher chupi hoi hay

            Comment


            • #21
              Re: ~ Eid Trolly ~

              Originally posted by aik_lerki
              Jii haan
              aap he pakaiyay ga yay itny mazy ki dish :tang:
              aur khud khaiyay ga :p

              ji ji khud paka ker khud hi khayo gi lakin app a sub bhi to pakaye na apny liye:) itni mushkil say to likhi may nay ya recpei sirf app frends kay liye

              Ur peyari si Komal sis app nay to zaroor bana ker khani hay bataye ga kasi bani hay:lol

              Comment


              • #22
                Re: ~ Eid Trolly ~

                Originally posted by aik_lerki
                Khubani ki pudding

                Doodh....... 1 litre
                andy......... 4
                chine........ hasb- e - zaiqa
                khubani..... 1 pao
                khoya........1 pao
                esence ..... chand katray

                Tarkeeb :
                1) Khobani ki ghutle nikaal ker doodh main paka'ain
                2) Jab dodh adha reh ja'ay to utaar lain
                3) Ando ki zerdi aur safaide ko alag alag khoob phaintay phir mila dain
                4) chine aur khoya mila ker khoon phaintay
                5)Phir doodh aur khobani bhe shamil ker dain aur achii tarah phaint ker yak jaan ker dain pudding ky bartan main dal dain
                6) Patele main adha pani daal ker is main yay rakh dain aur dheeeme aag per paka'ain
                7)jam ja'ay to utaar lain


                zaberdast lakin is may to time lagy ga mari wali recpie azmaye ga sirf ghnaty may pak jati hay aur wo zaika daar:kr:

                Comment


                • #23
                  Re: ~ Eid Trolly ~

                  Originally posted by Rabi
                  Rabi ki bachi kaan hay mughy bhi milna hay us say

                  kidher chupi hoi hay
                  mujhy kiya pata kaha hai :donno:
                  Dhond lo ja ker:tang:

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~ Eid Trolly ~

                    Originally posted by Rabi
                    ji ji khud paka ker khud hi khayo gi lakin app a sub bhi to pakaye na apny liye:) itni mushkil say to likhi may nay ya recpei sirf app frends kay liye

                    Ur peyari si Komal sis app nay to zaroor bana ker khani hay bataye ga kasi bani hay:lol
                    haan ji pehly aap he banaoo uar khaooo..
                    mai koe risk nahe lay sakte :p

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~ Eid Trolly ~

                      Originally posted by aik_lerki
                      haan ji pehly aap he banaoo uar khaooo..
                      mai koe risk nahe lay sakte :p

                      jee may nay to banayi the mazy ki bany thee isi liye to app sub kay liye yahan likhe:)

                      aur is may risk kiya hay

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~ Eid Trolly ~

                        Originally posted by aik_lerki
                        mujhy kiya pata kaha hai :donno:
                        Dhond lo ja ker:tang:
                        nahi pata to kaha kuy rabi ki bachi:hathora

                        jub hay hi nahi to dhondo kaha:cc:

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~ Eid Trolly ~

                          Originally posted by Rabi
                          jee may nay to banayi the mazy ki bany thee isi liye to app sub kay liye yahan likhe:)

                          aur is may risk kiya hay
                          bas hai na rish :wink
                          okay to pehly tum bana ker khao hamary samny :p

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~ Eid Trolly ~

                            Originally posted by Rabi
                            nahi pata to kaha kuy rabi ki bachi:hathora

                            jub hay hi nahi to dhondo kaha:cc:
                            Acha na
                            maar kio rahe ho:embarasse

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~ Eid Trolly ~

                              Originally posted by aik_lerki
                              Acha na
                              maar kio rahe ho:embarasse
                              maro nahi to peyarr karo kiya??

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~ Eid Trolly ~

                                Originally posted by aik_lerki
                                bas hai na rish :wink
                                okay to pehly tum bana ker khao hamary samny :p
                                ab samny kaisy khayo aur aik baar hi khayi gayi wo hi kafi hay na mary liye:embarasse
                                ab app khayo na

                                Comment

                                Working...
                                X