Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~1 Cup Chaye Ho Jaye~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

    Originally posted by sarah gemini View Post
    assalamoalikum kurriyo:rose....keeh hal ne........zra ye tou batayen .apko chaye banai ati hai:D:.......aray re re.naraz mat hon....chaye toy hr koi bana lete ha na,......lakin.......hr chaye..chaye tou nae hoti na,,,,,,,,,:mm:bhyee ap khud chaye piyen na piyen.......ghar walay tou peetay hon ge na....ap k hath ki bni chaye...........kbi tareef mili.:lpop:.....kesi chaye banati han ap,,,,,chaye present kesay krti han aap.....chaye ki aap ki zindagi me kya ahmiyat hai.......koi pyari si baat:phool:.........ya koi shair hi hojaye.jeasay........jesay...
    "dou ki bajaye chaye banai hai ek cup
    afsos aj tu b faramosh ho gaya"
    Walaikom Assalam Sarah ....aap nay pukara aur ham hazir :)
    main buht achi chai bana laiti hoon... even keh mehmaanooN ka bhi aik martaba mein jee nahin bharta fermaaish kar kay dobara banwaai jati hai.....
    aur zahir hai nashtay ka bhi theek thaak ahtamam hota hai agar mehmaan hoon tu ...aur ghar waloon kay liye biscuit ... ya snacks etc bhi chaltay hain.....
    aur mujhay chai peenay ka koi shouq nahin... buht hi kam chai peeti hoon... agar kabhi kuch oily cheez khaoon tu dil chahta hai lakin quarter cup....is say zyada nahin......sardi kay dinoon mein coffee mujhay buht achi lagti hai....aur mairi samajh nahin aata loag kiun kehtay hain chai nahin mili...sir main dard ho raha hai.....mairi frnds ki bhi yehi halat hai....
    office main aik cup chai subah mil jai tu acha rehta hai.... hamaray office ki chai buht mazaydaar hoti hai ... isi liye ...woh aik cup mujhay pasand hai poray din mein.....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #17
      Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

      W.salam

      ha ji chahye banani to mujhy be ati hai ... likin meri siso sy zayda nahi .....phely meri sis jab howa karti thi.. to wo mazi ki chahye banati thi.... or mein be mazi sy oski hath ki banye hoi chaye peti thi. .. magar jab sy wo gaye hai ... oski hath ka chahyee buht miss kar rahi ho :(
      per Tamana sis she is the best in making tea... sis kaha ho ajj tu beri yaad rahi hai apki :rona:
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment

      • #18
        Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

        Originally posted by *Hala* View Post

        hmmm..nostalgia....brri buri cheez ha yar ye nostalgia....isnt it..!
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #19

          Tumhari kahani kahan se shuru hui aur kahan khatam hui
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tumhari kahani kahan se shuru hui aur kahan khatam hui

            haan tou theek kaha na uss ne.........ths is nostalgia.....jb zehn me koi reel chalti hai tou pta thorri lgta hai...kahan shuru hotay han hm aur kahan khtam......
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #21
              Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

              Originally posted by *Rida* View Post
              Walaikom Assalam Sarah ....aap nay pukara aur ham hazir :)
              main buht achi chai bana laiti hoon... even keh mehmaanooN ka bhi aik martaba mein jee nahin bharta fermaaish kar kay dobara banwaai jati hai.....
              aur zahir hai nashtay ka bhi theek thaak ahtamam hota hai agar mehmaan hoon tu ...aur ghar waloon kay liye biscuit ... ya snacks etc bhi chaltay hain.....
              aur mujhay chai peenay ka koi shouq nahin... buht hi kam chai peeti hoon... agar kabhi kuch oily cheez khaoon tu dil chahta hai lakin quarter cup....is say zyada nahin......sardi kay dinoon mein coffee mujhay buht achi lagti hai....aur mairi samajh nahin aata loag kiun kehtay hain chai nahin mili...sir main dard ho raha hai.....mairi frnds ki bhi yehi halat hai....
              office main aik cup chai subah mil jai tu acha rehta hai.... hamaray office ki chai buht mazaydaar hoti hai ... isi liye ...woh aik cup mujhay pasand hai poray din mein.....
              brri nawazish aap ki hamari pukar pr ap ne labbaik kaha:rose
              office aur chaye.....alag hi sawaad hota hoga na.....student aur chaye,...office aur chaye,house wife aur chaye..........dif combinations.......me wesay oily cheez k baad qehwa lene ki koshish krti hun....mint tea keh skti han aap...nae kuch log waqai itne aadi hotay han k chaye ki dose milnay tak be haal rehtay han...its very usual...
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                Originally posted by sarah gemini View Post
                hmmm..nostalgia....brri buri cheez ha yar ye nostalgia....isnt it..!
                yeah dear :tasali:

                Originally posted by Munda sialkoty
                Tumhari kahani kahan sTumhari kahani kahan se shuru hui aur kahan khatam hui e shuru hui aur kahan khatam hui Tumhari kahani kahan se shuru hui aur kahan khatam hui
                itna dukhi kahani tu na thi meri janab.. ka appki ankhoon mein ansu bhar ayee hai :na::tasali:
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment

                • #23
                  Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                  Originally posted by *Hala* View Post
                  yeah dear :tasali:

                  itna dukhi kahani tu na thi meri janab.. ka appki ankhoon mein ansu bhar ayee hai :na::tasali:

                  :khi:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #24
                    Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                    Originally posted by *Hala* View Post
                    W.salam

                    ha ji chahye banani to mujhy be ati hai ... likin meri siso sy zayda nahi .....phely meri sis jab howa karti thi.. to wo mazi ki chahye banati thi.... or mein be mazi sy oski hath ki banye hoi chaye peti thi. .. magar jab sy wo gaye hai ... oski hath ka chahyee buht miss kar rahi ho :(
                    per Tamana sis she is the best in making tea... sis kaha ho ajj tu beri yaad rahi hai apki :rona:

                    hala janii k sat 1 cup chaye ho jayee
                    yara hala jani ap ny etni meri taref kardi k mujy hansi agaienteddy ab main kia kahoo chaye tu ap ziada peti hoo bala hum kesy achi chaye bana sakty hai chaloo koi bat nahi INSHALLAH jaldi sy pher meri hat k karwi chaye peni pary gii just waite and watch lolz :phool:
                    take care miss u alot :phool:

                    Comment

                    • #25
                      Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                      [quote=Tamana;807434]hala janii k sat 1 cup chaye ho jayee
                      yara hala jani ap ny etni meri taref kardi k mujy hansi agaienteddy ab main kia kahoo chaye tu ap ziada peti hoo bala hum kesy achi chaye bana sakty hai chaloo koi bat nahi INSHALLAH jaldi sy pher meri hat k karwi chaye peni pary gii just waite and watch lolz :phool:
                      take care miss u alot

                      tammna dear
                      chaye share tou ap ne mere sath krni thi.........yeh kya baat hui
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                        hmm nice thread.
                        sorry for being late.
                        chai to me boht achhi banaati hoon.full confidence hay chai peh.
                        khud boht kamm peeti hoon....sardioon mien half cup chalti hay but garmioon mien no no no.
                        mama k ghar ammi abbu dono peetay thay aur shadi k baad na husband peetay hien aur na hee mien ....soo chai ka dabba baychaara maheeno band para rehta hay.jab mehmaan aatay hien to hee uski qismat jaagti hay.
                        waqiya

                        ammmmm mm mmmm
                        aaj say kuchh saal pehlay jab chai banani shuru ki to hamaysha cheeni zayada ho jaati thi...nahi aysa nahi hay k me zayaada daaalti thi.dar-asal hota yeh tha k mien jab chai chakhti thi aur cheeni kam hoti thi to me cheeni aur daalti phir chakhti aur cheeni daalti phir chakhti aur daalti........aur yun cheeni zayaada ho jaati...:embarasse
                        yeh kabhi samajh nahi aai k aysa hota kiun tha.mujhay hamaysha cheemi kam lagti aur phir mama say daant parti .....hal yeh nikaala k hum nay chai chakhna chhoor di aur yun cheeni pooori ho gai.
                        hamien patli paani chai bilkul achhi nahi lagti yaa to gehri doodh waali ho ya phir khoob malai maar k....kiun k hum nay to chaska lagana hota hay adat to karni nahi hoti.

                        doosra waqiya yeh hay k kuchh saal pehlay tak chai bilkul nahi peetay thay to jab hum kahin mehmaan jaatay aur majbooran chai peeni parti to hamaray stomatch mien pain shuru ho jaata tha.phir hum nay khud ko thori thori aadat daali chai ki aur phir dard waala masla hal ho gya.:D:

                        Comment

                        • #27
                          Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                          Originally posted by *Duaa* View Post

                          doesnt matter 4 being late yara .....ap aye tou sahee:)
                          ye aksar MIAAAAAAAAAAAANS.........chaye kiyo nae peetay bhyee:(.well agr mere sath esa hua touu.............dekhay ge:wk.......achaa ap se cheeni zyada hoti thi.........muj se hmesha chaye zyada hojati ha:khi:.....1 cup babnaoon tou half cup extra aksar ho jata hai..........
                          muje b patli chaye nAE pasand......infact i like mostly saperate tea wid powdered milk........ye chaska hota ha mera:D:........im nostalgic abt tea......kuch kuch...........bohat kuch yaad ajata harose
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #28
                            Re: ~1 Cup Chaye Ho Jaye~

                            aur thread pasand krne ka bohat shukria DUAA:)

                            Working...
                            X