dear friends .....under the given title i wl share only the recipes by cooking expert zubeda tariq .........OR that hv been printed in"dalda ka daster khwan".........u wl dfntly like it.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Dalda ka DastarKhwan1
Collapse
X
-
Re: Dalda ka DastarKhwan1
yeh achaar k masale wala qeema main banati hoon bohot maze ka hota hai waqei
sarah main ne ande ka halwa banaya tha.socha tha pic post karun gi magar mujhe attach karni nahin aati.aur us main aik problem ho gayi thi.uska zaeqa to bohot acha hai magar woh bohot sakht ho gaya tha baad mein.mere bhaiyon ne itna mazaq udaya mera k ise kaatn ek liye knife nahin talwaar ki zarooat pade gi
zeyada bhonne ki wajah se aisa hota hai kya???
Comment
-
-
Re: Dalda ka DastarKhwan1
Originally posted by lllife View Postsorry to na kiya karen mujhe acha nahin lagtateddy
aap jab bhi ho sake reply kar dena aaraam se.
agr aap sirf anday k halway ki baat kr rahi ahn....yanio besan k bghair tou uss ko b zyada bhoonana nahi....Last edited by saraah; 29 October 2008, 17:58.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Dalda ka DastarKhwan1
Originally posted by SherAli View PostKhaala, pakaa ke khilaoa to koi baat bane! yeh zabaanii jam'a Kharch kuchh jamaa nahiiN hehehe...vaise Dish soongh ke achchhi lagii ;)Last edited by saraah; 29 October 2008, 18:01.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Dalda ka DastarKhwan1
Originally posted by saraah View Posthaha ok......me aagyi.....ji tou aap ne krna yeh hai k pehlay hi besan ko itna bhoon lena hai k uss me redness ajaye...mgr black na ho....aur achi si khushbu anay lage....phir jab aap anday mix kro ge tou uss ko bas itna bhoonana hai k anday pak jayen.....minimun 3 se 5 min......phir bikul hard nae hoga.
agr aap sirf anday k halway ki baat kr rahi ahn....yanio besan k bghair tou uss ko b zyada bhoonana nahi....
waise besan wale ki recipe share kar den main woh bhi banaun gi:D:
Comment
-
Re: Dalda ka DastarKhwan1
Originally posted by lllife View Postbesan wala nahin sirf ande ka banaya tha.aur mera bhi yahi khayal hai k zeyada bhonne se hua aisa:(
waise besan wale ki recipe share kar den main woh bhi banaun gi:D:
besan wala halwa wohi hai jo ms khan ne aapko link diya thaa na halwon wala.....wo zroor try krna....bohat mzay ka hai.:)
Originally posted by Wafa View Postbohot yummy recipes share ke hein....شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment