Assalam-0-Alaikom
kuch khwateen ko dekha hai....jo kuch kaaam chor qism ki hoti hain.....kisi aur ka tu kia aaisi khwateen sirf apna kaam bhi khud kar lain tu un ka ehsssan hai......woh koshish karti hain keh jitni khidmatieN dossroon say kar wa sakain utna hi behter hai......zara si jaan pehchaan ka zyada say zyada faaida uthanay ki koshish karti hain.... kabhi koi kaam lai kar aajieN gi ...kabhi kuch aur.....aur bilfarz koi apni kisi masroofiyat ya majboori ki waja say kisi kaaam say inkaar kar day..tu nataeeja narazgi ki surat mein hota hai... aap loagooN ka kia khyal hai...aisay loagooN ko kis tarah samjhaya jai tu dosray bhi wialy nahin baithay...... ya woh loag khud itna samajhain keh apnay kaam ka boojh dosrooN per nahin daalain

Comment