Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

help me pleej:D

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • help me pleej:D

    Assalam alikum
    LAdies aur girlz aur aunties aur jo koi bhi me ki help kar sakta hia
    pleeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeej me ko batain ke app
    peyaz ke attack se kesey bachtey hain

    me ki zor buri halat hojati hai kitchen ke andar jana mushkil hojata hai

  • #2
    Re: help me pleej:D

    Originally posted by Pakiza View Post

    Walekum Assalam
    ager pyaaz kat'te hue buri halat hoti hai to piyaaz ko cheelne k bad us ko half kar k dho lia karo , yaa phir bowl k ander pani daal ker piyaz us me dal kar kata karo... aesa karne se eyes me pani kam ayega :eye:
    or ager ammi piyaaz kat rahi hon or phir bhi tumhare ansoo beh rahe hon to mene ek tip suni hai k chewingum chaba lia karo
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: help me pleej:D

      Originally posted by Ms.Khan View Post

      dono kaam tried n tested

      kuch faida nahi hua
      :nahi:

      Comment

      • #4
        Re: help me pleej:D

        Originally posted by Pakiza View Post
        dono kaam tried n tested

        kuch faida nahi hua
        :nahi:
        mene to ye tips azmayi hain kafi faida hua hai jabhi me piyaaz kaatne lagi hon ab
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: help me pleej:D

          Originally posted by Ms.Khan View Post
          mene to ye tips azmayi hain kafi faida hua hai jabhi me piyaaz kaatne lagi hon ab
          par likin main kesey katoon peyaz

          Comment

          • #6
            Re: help me pleej:D

            Originally posted by Pakiza View Post
            par likin main kesey katoon peyaz
            :comfort: abhi or khawateen aa ker mazeed tips batayengi :lpop:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: help me pleej:D

              Originally posted by Ms.Khan View Post
              :comfort: abhi or khawateen aa ker mazeed tips batayengi :lpop:
              acha theek hai
              main waiti hoon

              Comment

              • #8
                Re: help me pleej:D

                Aap Essa Kerain K PIYAAZ Ka Chilka Katne K Baad Usss Thande Yakkh Pani Me 5 Mins. Rakha Dain...........Pher Jese Marzi Chahen Usse Katain......Aaansu aaana Band Ho Jaen Gain....

                Mene Apni Boowa Se Taazi Tazzi Tip Abhi pooche Hai....Yeah Tip Unhoone Mujhe Bataee Hai :)

                Comment

                • #9
                  Re: help me pleej:D

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  Aap Essa Kerain K PIYAAZ Ka Chilka Katne K Baad Usss Thande Yakkh Pani Me 5 Mins. Rakha Dain...........Pher Jese Marzi Chahen Usse Katain......Aaansu aaana Band Ho Jaen Gain....

                  Mene Apni Boowa Se Taazi Tazzi Tip Abhi pooche Hai....Yeah Tip Unhoone Mujhe Bataee Hai :)
                  :ummm:
                  ok thanks main try karon gi
                  magar me ko ye zada effective nahi lag raha
                  coz paani wala mashwara to Ms.Khan bhi de chuki hain:lpop:

                  Comment

                  • #10
                    Re: help me pleej:D

                    peyaaz cheel kay kuch dair baraf main rekh doo fridge main ....pher katoo

                    or thanday pani wala bhi theek hai //

                    :rose
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: help me pleej:D

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        peyaaz cheel kay kuch dair baraf main rekh doo fridge main ....pher katoo

                        or thanday pani wala bhi theek hai //

                        :rose
                        Aanchal ji main peyaz cheel ke freezer main rakhti hoon almost 2 min
                        aur phir cut karti hoon...magar :nahi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: help me pleej:D

                          :khi:
                          ye kaam main ney bas aik bar hi kia tha:kr:
                          uss ke baad me ko dobara peyaz cheelni pari thi

                          Comment

                          • #14
                            Re: help me pleej:D

                            Originally posted by Pakiza View Post
                            Aanchal ji main peyaz cheel ke freezer main rakhti hoon almost 2 min
                            aur phir cut karti hoon...magar :nahi:
                            aik aur tip bohot achi hai....

                            aap bazaar sey fried payaz liya kareiN.... :d
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: help me pleej:D

                              Originally posted by Xenya View Post
                              aik aur tip bohot achi hai....

                              aap bazaar sey fried payaz liya kareiN.... :d
                              fresh food ki fultime demand main asa mumkin nahi hai:na:
                              me tu ginger bhi fresh cut karti hoon:embarasse

                              Comment

                              Working...
                              X