Assalamalikum
aksar auqaat jab tamatar khardeetay hian to laal kay sath haray rang kay tamatar bhi a jatay hian ..yeh zaida pakye hovey nahi hotay ....
in green colours walye tamatar ko red karnay ki aik tip hai kay inhay akhbaar main lapeet kar kisi garam jaga rekh daian....kisi cupboard waghera main rekh daian ......aik haftay bad deekhian green tamatar red niklye ga (kuch aik haftay say pehlay laal hoo jataya han 3,4 din main kuch aik haftay main )
aik tamatar lay key us pay try maar kay deekhian :eye:

Comment