Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Books ki hifazat kesay ki jaye ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Books ki hifazat kesay ki jaye ?

    assalamalikum
    books har ghar main moujood hoti hain chaye aap parhian ya nahi :lol
    library bhi ghar main banai jati hai ...
    aap apni books ki hifazat kesay kartay hian kay books kharab na hoo ?:)
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    books har ghar main moujood hoti hain chaye aap parhian ya nahi :lol
    library bhi ghar main banai jati hai ...
    aap apni books ki hifazat kesay kartay hian kay books kharab na hoo ?:)
    main ne unhain ek box main band ker keh ird gird cover ker dia hai takeh koi gerd hi na ander chali jae na:kr:

    apart from the joke, book shelve mian laga lain, kion keh tum en to kabhi perhani nahi ho gi, :khi:

    Comment


    • #3
      Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

      Originally posted by musaddaq View Post
      main ne unhain ek box main band ker keh ird gird cover ker dia hai takeh koi gerd hi na ander chali jae na:kr:

      apart from the joke, book shelve mian laga lain, kion keh tum en to kabhi perhani nahi ho gi, :khi:
      aisay to har koi saaf rekhta hai lekan aisay zaida dair rekhi rehian to kharab hoo jati hain ..
      aik banda apni books ko aisay hi dabbay main daal kay rekh deta tha ...woh samjhta tha yeh books mehfooz hain ..jab ghar khali kia unhoo nay or books ka dabba open kia to aksar books kharab hoo chuki the , un main chotay keeray jo hotay hian woh par chukye they .....ab books kapray to hain nahi kay unhay machine main daal kay dhoo kay , dhoop pay sukha kay istree kar kay banda rekh day :D..books rekhnay say pehlay hi koi aisa tareeka hona chaye kay books kharab na hoo :mm:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

        books ko me shelf me rakhti hon or un ko parhti rehti hon or tarteeb bhi theek karti rehti hon is taraj wo pare pare kharab nai hotin.or me un logon ko apni books bilkul nahi deti jo un ka khyal nahi rakhte mujhe pages turn hui ya pages phate hui books bohat buri lagti hen:blush:Allah ka shuker he meri books bohat achi halat me rehti hen meri books mere leay aik khazane se kam nahi:)

        Comment


        • #5
          Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

          Mein books ko na perh ke un ki hifazat kerta hoon
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Mein books ko na perh ke un ki hifazat kerta hoon
            pher aisay paray paray keeray makooray a kay usay parhian gay :tauba
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #7
              Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

              Originally posted by hamzad View Post
              books ko me shelf me rakhti hon or un ko parhti rehti hon or tarteeb bhi theek karti rehti hon is taraj wo pare pare kharab nai hotin.or me un logon ko apni books bilkul nahi deti jo un ka khyal nahi rakhte mujhe pages turn hui ya pages phate hui books bohat buri lagti hen:blush:Allah ka shuker he meri books bohat achi halat me rehti hen meri books mere leay aik khazane se kam nahi:)
              theek:rose
              lekan books ki koi special safai bhi karni chaye na kay ghalati say bhi koi keera vohan jhaank kay na jaye :khi:
              main neem kay pattay rekh daiti houn sath ...
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                Main bo0k ki bhot care kerti hon .evey week shelf ki safi must ha...or shelf main fenail zaror rakhti hon
                mujhy bo0ks k pages morna ...bo0ks pa kuch lekhna passand ni..even me ki course bo0ks bhi ak dam saaf hoti thi :khi:
                Last edited by Afroze; 27 March 2008, 23:49.

                Comment


                • #9
                  Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  pher aisay paray paray keeray makooray a kay usay parhian gay :tauba
                  keeray makooray kahan parhay likhay hotay hein Aanchal kuri :khi:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    aisay to har koi saaf rekhta hai lekan aisay zaida dair rekhi rehian to kharab hoo jati hain ..
                    aik banda apni books ko aisay hi dabbay main daal kay rekh deta tha ...woh samjhta tha yeh books mehfooz hain ..jab ghar khali kia unhoo nay or books ka dabba open kia to aksar books kharab hoo chuki the , un main chotay keeray jo hotay hian woh par chukye they .....ab books kapray to hain nahi kay unhay machine main daal kay dhoo kay , dhoop pay sukha kay istree kar kay banda rekh day :D..books rekhnay say pehlay hi koi aisa tareeka hona chaye kay books kharab na hoo :mm:
                    yeh sialkoti gadha hamesha hi aise kerta hia:kr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Mein books ko na perh ke un ki hifazat kerta hoon
                      :slap: books tujh pe laadi jati hian, ek jagah se doosri jagah ponhchane keh lia na keh tera perhana k lia

                      Comment


                      • #12
                        Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        pher aisay paray paray keeray makooray a kay usay parhian gay :tauba
                        tum iss baat ki fiker na kero, FARI ko bhi nahi aadat books perhane ki:kr:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          keeray makooray kahan parhay likhay hotay hein Aanchal kuri :khi:
                          Aanchal ko neend aa rahi hai lagta hai:kr:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            assalamalikum
                            books har ghar main moujood hoti hain chaye aap parhian ya nahi :lol
                            library bhi ghar main banai jati hai ...
                            aap apni books ki hifazat kesay kartay hian kay books kharab na hoo ?:)
                            :kr:mai apni books ko azad chor dati ho :khi:meray kamray ma mujhay phalihoi kitabay bari pasand ha :blush:aur na jab tak me ki books per maina pen ya highlighter na use kiya ho tab tak book parhnay ka maza nahi ata:kr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Books ki hifazat kesay ki jaye ?

                              me ko sakht zeher lagta hay agar books per jaa baja nishan hon ya pages fold huey hon ....bulkay sakht nafrat hoty hay aissay bandon se jinhon nay books may jaga jaga phool khilaey hon pen se marks laga laga k bail bootay banaey hon :pagal:
                              hana ye theek hay banda important point ko highlight kar lay ...
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X