Maan k baghair insaan ki zindagi benoor hai.
Maan ka piyaar sawan ki jhari ki manind hai jiski ek boond say piyaar ki amrut tapakti hai.
Maan Aasmaan ka sab say shireen tuhfa hai.
Maan allah ka sab say haseen tareen atiya hai.
Maan say barh kar koee rishta naheen hai.
Maan ko dukh na do kiyun k maan ki dua aur bad dua jald qubool huti hai.
Agar aap jannat chatay hain tu maan ki khidmat karain.
Maan ka saaya na ho tu duniya bayabaan, wo jangal ki tarha huti hai.
Maan ki muhabbat aur acchi tarbiyat hi bacchoon ko parwaan charati hai.
Maan wo chaoon hai jis ka saaya har waqt aulaad k sar per rahta hai.

Comment